Whatsapp ko Hacker se kaise bachaye
Whtsapp ko Hacker se bachane ke liye kuche tips
1. Whatsapp App security Lock
Aap apne whatsapp app ko lock laga kar rakhe jaise Password, pin ya pattern is trhe ka lock se apne whatsapp app ko lock laga kar rakhe, ta ki dusra koi person aap ke data ko access na kar sake. Aap kabhi bhi apna personal phone ya koi bhi chij kisi ko na de or na hi koi secret share kare.2. Public Wifi Network use n kare
3. 2 Step Verification Enable kare
4. Update Apps use kare
5. Off File Auto Download
6. Don’t Chat Unknown Person
7. Don’t Download Unknown File
8. Check Privacy Setting
9. Third Party App
10. Lagav se bache
Dosto kuche log bhole hote hai or internet ki duniya me bhole log aksar dhokha khate hai. Kuche Hacker ladhki ban kar kuche logo ko target karte hai. Jo log ladhkiyo ke piche bhagte hai ya vo bhole hai. Vaise logo ko ye hacker target karte hai or unhe software ke jariye bhrosa dila dete hai ki vo ek ladhki hai.Log itne bewakuf hote hai ki vo ladhki maan lete hai or fir vo unse kuche istrhe ka baat karte hai ki vo log hacker ke baato me aa jate hai. Apna kuche jaruri information un hacker ko dete hai. Hacker uska fayda utha kar unka data chori kar unhe paresan kar dete hai. Isliye dosto kabhi bhi kisi ke baat me n aaye. Hmesa harek kaam dimag khol kar kare.
Is Post me maine jo bhi chije likhe hai kisi person ko paresan karne ke liye hai. Isme agur kisi ka naam use kiya gya hai, to vo sirf Example ke liye liya gya hai. Yha pe mere maksad kisi ko badnam karne ka nhi tha. Agur koi galti hui ho Example dene me to aap mujhe maaf kare.
Ok Friends Umid karta hu aap ko Whatsapp ko hack hone se kaise bachaye post pasand aaya hoga. Agur Friends aap ko kisi bhi Parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap is post pe comment jarur kare ya fir aap Contact Form bhi fill kar sakte hai mai aap ka pura help karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.
Ye bhi Padhe.
* ATM Card Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye
* Gmail Me Spam Message ka Kaise Pta lagaye