New Blog pe Best Traffic kaise Laye

Hi Friends,

Aaj hm Es Post me baat karenge New Blog pe Best Traffic kaise Laye. Dosto ye Problem or ye Question sabka hota hai. Ye Mere Friend ne Pucha to mai Socha Kyo na Blog pe Jawab diya jaye. Dosto Website pe Traffic lana bhut Jaruri hota hai. aap log Jante hi Honge ki Traffic ke bger uska koi Fayda nhi hota. Or Per Day hajaro me Daily Blog tyar ho rhe hai. Jiske kaaran hme Apne Blog ko Or best banane ka Jarurat hota hai. Kyo ki SEO ke kaaran roj New blog Top pe aate ja rhe hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Kai Blogger khete hai ki hm Bhut smye se Blog kar rhe hai. Par Traffic nhi aa rha hai. Or usi jghe pe Ek New Blogger 1Mounth me SEO ke kaaran Top pe aa jate hai. Kyo ki Vo Traffic ke liye kuche chij dhyan me nhi rakhte hai. Aap ko Aagur Apne Website pe Traffic chahiye to mere es Post ko Thik se Padhe.

New Blog pe Best Traffic kaise Laye?

Dosto Traffic lana koi Muskil nhi hai. Lekin ek Best Traffic lana thora Muskil hai. Par mai aap ko Es Post me Full Information dunga. Ise phele bhi maine SEO se Related kai Post Daale hai. Aap Vo bhi Padh Sakte hai.

1. Articles:- Dosto Website Traffic pane ke liye kai Trick hai. Aap ko Sare trick ko Use kar ke dekhna hoga ki konsa aap ke pe Badhiya Traffic de rha hai. Dosto Aap Aagur New Blogger hai. To mai aap ko btadu ki Aap jab Blog pe Post likh rhe hai. To ye mt Socho ki Aap ko Post kitna Lamba Likhna hai. Ja Aap ka Post Bhut lamba Ho gya hai bs Ab yahi Pe Stop kar deta hu ye khyal nhi aana chahiye aap ke mn me.

Post ka Aap tab tk likho jab tk aap ka Jawab ya Detail End n ho jaye. Aap apne Post ko Jitna Lamba likhenge utna jada fayda hoga. Topic ko bhi aap thora Bhetar likhe or Apne Post ke Sath Ek Main Image jarur lagaye jise aap ka Post thora bhetar lage. Articles me Aap Apne Likhne ka Language Samanya rakhe taki Logo ko Aap ka Post Samajh me aaye.

2. Website Comment:- Dosto Aap ek chij ka behd kyal rakhe ki Aap Daily kuche kare ja N kare Gmail Id or Apna Website Comment Jarur Check kare ki Aap ko Kisine Comment to nhi kiya n. Aagur Dosto aap ko Comment kiya gya hai. To aap uska Reply de Ta aap ke Visitors ko lge ki aap Apne Website pe Active hai. Man lo kisi ne Aap ke Website pe Question Comment kiya aap uska Reply Late se doge to vo Aap ke Website pe Nhi aayega. Kyo ki Har insaan Chahta hai ki Uska Problem jitna jaldi ho sake Solve ho. Es liye Aap apne Website ka Comment Jarur Check kare.


Dosto Ek Chij ka Ek or Dhyan Rakho yha sirf aap apne hi Website pe nhi balki Dusre ke bhi Website pe Aagur Comment hai. Or Uska Reply nhi diya hua to aap Uski help kare. Ta ki or Visitors aap ke Website pe jude jo Traffic uske Website pe jayega unme se Kuche Traffic aap ke pass bhi aa jayega. Jise aap ko Fayda hoga. Aap Daily aalag Website pe Comment kiya kare ta ki aap ka Website or Jada Popular ho.

3. Social Network:- Dosto Social Network ek bhut bada Hathiyar hai. Social Network ke jariye aap kisi ka bhi Jindgi Sambhal sakte ho or kisi ka bhi Kharab kar sakte ho. Social Network me Bhut jadi Power hai. Aagur aap thik se Use kare to Social Network se Bhut se Business taraki kar rhe hai. Es liye mai aap ko Suggest karunga ki aap apne Website pe Kuche bhi karo Social Network pe Share karo. Or jitna Ho sake utne Friend bnao or Unse Connect rhene ka Koshis karo.

Aap Facebook pe Group ko Join kare or Aap apna Her ek Update Facebook Group me Share kare. Aagur mai Apne Website ka Baat karu to es samye mere Blog pe Aagur 50Views aate hai. To 45Facebook ya or koi Social Network se hi hote hai. Es liye Friends Aap Aagur Asche Traffic pana chahte hai. To jitna ho sake utna jada Share kare. Aap Post likhna bhul jaye koi baat nhi par Post link Share karna n bhule.

4. Not Force Visitors:- Dosto aap Kabhi bhi Apne Visitors ko kisi bhi Parkar ka Force n kare. Aap sirf Post likhne or Use Share karne me dhyan de matlab ki aap sirf apne Kaam pe Dhyan de aagur aap ko Post best hai. Or vo Aagur pasand aata hai. To Visitors khud hi use Asche se Read Karenge or Aap ka Website Ads unke Fayde ke liye hua to vo Click bhi karenge.

Dosto Aap Agur Apne Visitors ko kisi bhi chij ke Liye Force Karenge to use aap ke Impression pe Fark Padega. Visitors Sochenge ki ye Sirf apna kaam nikalna jante hai. Es liye aap Sirf apne Visitors ke liye sirf ek Ascha Post likhe or Seo ko Kabhi Nazar Andaz n kare. Kyo ki Aagur Aap ka Website SEO se link rakhta hai. To Aap ka Website Jarur First number Pe aayega.

5. Perfect Time:- Dosto aap Aagur ek Blogger hai to Aap ko ek Time Table bna lena Chahiye kyo ki Ek blogger ko Time Table ka bhut jada jarurat hota hai. Aap ko Apne Time Table ke Mutabik Work karna Chahiye kai Blogger ka Koi Time nhi hota jab mn kare tb vo Apne Website pe Post Published kar dete hai. Jise aap ke Visitors ko ye Pta nhi chalta ki aap kis Time Post Published karte hai.

Aap Aagur Ek hi Time Per Day Post Published karte hai. To aap ke Visitors us time me Aap ka Post Padh Lete hai. Or Jise Aap ka Traffic bhi Badhiya rheta hai. Ha aap Agur Mounth me 4 to 5 Time late bhi hogye Apne Kaam ko Pura karne me koi Problem ke kaaran to koi Problem nhi hota hai. Lekin aap Weeks me bs two time hi Time Table ke Mutabik chale rhe ho to ye baat galat hai. Kyo ki Ab Aap Ke Post ko Visitors bhi Read karte hai. Aagur Visitors ko Problem hua to aap ko bhi hoga ye baat to aap jante hi honge es liye aap Apne Time Table ko Maintain rakhe Jise aap ko bhi fayda ho or Aap ke Visitors ko bhi.

Ok Friends Aaj ke Es Post me bs Itna hi aap ka Koi Question ho ya Aap ko Ye Post Pasand aaye to Please Comment jarur kare. Or Hmare Social Network Page ko Subscribe karna n bhule.

New Blog pe Best Traffic kaise Laye New Blog pe Best Traffic kaise Laye Reviewed by Rishav Rai on August 04, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.