Showing posts with label Bank. Show all posts
Showing posts with label Bank. Show all posts

Saturday, 16 March 2019

SBI IFSC Code kaise Check kare

Hi Friends,

SBI IFSC Code kaise Check kare, SBI Bank ke branch ka IFSC Code kaise check kare, Online SBI IFSC Code kaise Check kare.  In sabke bare me aaj hm ise post me janege. Dosto bhut se log janna chahte honge ki SBI IFSC Code kaise Check kare.

SBI IFSC Code kaise Check kare

Dosto aaj kal Digital ka time hai. Ab bhut se kaam Online ho rhe hai. Agur aap bhi koi business kar rhe hai to aap ko bhi apne Business ko online service provide me lana hoga. Dosto SBI IFSC Code kaise Check karne ke liye aap ko kuche step ko follow karna hoga.

Aap ko SBI IFSC Code kaise Check karne ke liye mai jo step bata rha hu aap ko bs use follow karna hai. Agur aap kisi bank ka details janna chahte hai to aap IFSC Code ke through jaan sakte hai. Ya Address ke through. IFSC Code kisi bhi bank branch ka ek unique number hota hai. Agur aap ko Online payment transfer karna ho ya Aap online payment lena chahte hai. to aap ko IFSC Code ka jarurat hota hai.

SBI Bank ke branch ka IFSC Code kaise check kare

SBI Bank branch ka IFSC Code check karne ke liye aap ko niche bataye gye step ko follow karna hai.

SBI IFSC Code Check karne ke 2 tarike hai.

1. Agur aap apne SBI bank branch account ka IFSC Code dekhna chahte hai. to aap apne bank account ka passbook open karke dekh sakte hai. Agur aap apne bank ka IFSC Code dekhna chahte hai to. Matlab ki Jha pe aap ka Account hai agur aap use branch ka ifsc code janna chahte hai to aap apne passbook me first page pe check kar sakte hai.

2. Agur aap SBI Bank ke sabi branch ke bare me janna chahte hai. ki aap ke City me kitna bank hai. Ya fir aap ko kisi bank ka IFSC code dekhna hai to fir aap online check kar sakte hai.

Dosto kai baar hme ye janna hota hai. ki hmare City me bank ke kitne branch hai. to ise ka details bhi jaanne ke liye aap hmare bataye gye step ko follow kar sakte hai.

Online kisi bhi SBI bank branch ka IFSC Code kaise Check kare

Step1:- Sabse phele aap ko ise https://www.ifscswiftcodes.com/IFSC-Code/ link pe click karna hai. Ab aap ke samne ek new page open hoga.

Step2:- Ab aap ko Bank Name select karne ke option pe click karke State Bank Of India ka Option Select karna hai.

Step3:- Ab aap ko State select karna hai.

Step4:- Ab aap jo state select karenge aap ko uske undar aane wale sabhi city ke  naam show ho jayenge. Ab aap jise city ko select karna chahte hai. Aap use City ko select kare.

Step5:- Ab aap ko aap ke city me jitney bhi bank honge unka list aap ko Area ke under show hone lagega. Aap jise area ke bank ka IFSC Code check karna chahte hai. Aap  use select kare jaise hi aap select karenge aap ke samne bank ka all details show ho jayega.

In step ko follow karne se aap ko aap ke city me kise jghe pe bank hai vo bhi show hone lagega. Aap ise step ko follow kare bhut se chij jaan sakte hai.

Ok Friends aaj ke SBI IFSC Code kaise Check kare post me bs itna hi. Agur aap ko ye post Pasand aaya hoto ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur Friends aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto please aap ise post pe comment jarur kare mai aap ka pura help karunga. Or hmare social media network ko like, share or join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Without Password Mobile Phone ko Unlock Kaise kare
* SBI IFSC Code kaise Check kare
* Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi 
* State Bank of India (SBI) me Cadre Officers ke job ke liye form Release(Without Test) 
* Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method

Sunday, 28 October 2018

SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare ? Missed Call kar Balance kaise Check kare ?

Hi Friends,

SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare - SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare, Missed call se SBI Balance kaise check kare iske baare me bhut se friends janna chahte the. Dosto is samye me sabhi kaam Digital tarike se ho rhe hai. Phele hme bank se related koi bhi kaam ke liye bank jana hota tha. Lekin ab hm bank se related 60% kaam ghar baithe kar sakte hai. Agur aap ko Missed call kar balance kaise check kare facility chahiye to use aap ko activate karvana hoga.


State Bank Of India ne apne customer ke liye missed call facility start ki hai jiska use karke ham ghar baithe SBI number par miss call dekar apne bank account ka balance check kar sakte hai. Ye service bilkul free hai is service ko activate karne ke liye aap ko koi bhi charge pay nhi karna hai. Aap bs mere btayegye Step ko thik se follow kare.


SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare

SBI Balance Enquiry Missed Call Facility ke liye kaise Registration kare.

Dosto SBI balance enquiry missed call facility ko activate karne ke liye apko pehle registration karna hoga. Registartion karne ke liye mobile number aapke bank account ke saath link hona jaruri hai. Agur aap ka Mobile Number Bank Account ke sath link nhi hai, to phele link karvaye. Agur aap ka mobile number link hai, to aap niche bataye gye step ko follow jarur kare. SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare

Step1:- Sabse phele aap Apne phone me sms box open karke type kare REG < your account number >

Step2:- Ab aap type kiye gye sms ko 09223488888 par send karde.

Step3:- For example agar aapka account number 341019***** hai tab aap type kare. REG 341019***** or fir 09223488888 par send karde.

Aap ke message bhejane ke baad apko ‘registration successful‘ ka massage prapt hoga. Registration complete hone ke baad aap missed call facility ka fayda utha sakte hai. Jab bhi apko apne balance ki enquiry karna ho tab aap apne mobile me 09223766666 dial karke missed call kare turant hi aapko SBI balance SMS ke jariye prapt ho jayega. SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare

Dosto aap ek chij ka dhyan trakhe ki missed call facility ke liye apka mobile number bank account ke saath registered hona jaruri hai. Agar apka mobile number link nahi hai to apne bank branch me jaakar number registered karne ke baad missed call facility activate kar
sakte hai. SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare

Message ke dawara SBI Bank Account balance kaise check kare

Sabse phele aap type kare BAL or message is number par send kare 09223766666 aap ke account ka latest Balance message ke through pata chale jayega.

Dosto aap SMS ke through or bhi aap bhut se facility ka fayda utha sakte hai. Jaise SMS ke through MINI Statement check karna. Aap message ke through apna ATM Card bhi block karva sakte hai or bhi aap bhut sare facility ke fayde utha sakte hai. Bs aap ka Mobile Number aap ke Account ke sath link hona jaruri hai. Dosto Agur aap ka Mobile Number aap ke Account ke sath link nhi hoga to aap kisi bhi SMS Facility ka fayda nhi utha payenge. SBI Balance Enquiry ke liye Missed Call Facility Kaise Activate Kare

Ok Friends Umid karta hu aap ko SBI Balance Enquiry Ke liye Missed Call Facility Kaise Activate kare Post pasand aaya hoga. Agur Friends aap ko ye post pasand aaya ho ya ye Post aap ke liye helpful hoto aap is post ko apne Friends ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap is post pe comment jarur kare mai aap ka jarur help karunga. Aap hmare Sath jude rhene ke liye social Media Page or Group ko Like, Share or Join jarur kare.

How to Open Online Netbanking Account

Hi Friends,
Aaj hm es Post me jaanege ki hm Online NetBanking Account kaise Open kare. Or ye Post Sirf SBI Account ke liye hai. Dosto hme Online NetBanking Account Rakhna Bhut jaruri hai kyo ki Dosto aap log jante hi honge ki Ab Digital India System chale gya hai. Aap ko bhi Transaction Digital Suvidha se Kar sakte hai. Jaise Debit Card, Credit Card, Online Payment or bhi kai System hai. Jose aap Payment kar sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

NetBanking ka Jarurat har koi Person ko hota hai. Jo bhi Bussiness man hai. Ya Jise kisi bhi Parkar ka Transaction karna hai. Iska Sabse jada fayda Note jab band hue the tab Digital Suvidha ka jada use kiya gya tha. Kisi bhi Parkar ke len den me NetBanking bhut hi Ascha System hai iske liye Koi Card ki Jarurat nhi bs Aap ko User Id or Password Yaad Rakhne ki Jarurat hai. Ab Hm Chalte hai Apne Topic ki or.

NetBanking Account kaise Open kare SBI Bank me.

Sabse Phele aap yha Click kare.

Ab aap SBI ke Online System me Pahuche gye honge. Ab aap ko Image jisa show ho rha ho ga.

www.suryarishavrai.blogspot.com

1. Sabse Phele Aap New Registration User pe Click Kare Fir Ok pe.

2. Aap Forum ko Thik se Padh kar Bhare. Aap Image me bhi dekh Sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

* Sabse Phele Aap apna Account No. Bhare.

* Fir CIF No. Jo ki aap ke Passbook pe likha hoga.

* Branch Code daale Apne bank ka jo ki 5No. Ke honge.

* Country Select Kare.

* Registration Mobile No. Bhare jo aap ne Bank me Account ke Sath Link karvaya hai.

* Facility Required pe Aap Full Transaction Select kare ya aap apne mutabik bhi Select kar sakte hai.

* Last me Aap ko No. Show ho rha ho ga aap vo Uske upar wale Box me Bhare.

* Submit pe Click kar de.

3. Submit pe Click karne ke baad aap ke Registration Mobile No. Pe ek Message gya ho ga Jisme OTP Code aaya ho ga. Vo aap bhar de or Submit pe Click kar de.

4. Ab aap ke Samne 2Option hoga aap Unme se koi ek Select kare. Vaise mai Suggest karunga ki Aagur Aap ke Pass ATM Card hai to aap Sabse Phela ATM Card wale Option ko Choose kare taki aap ko Bank n Jana Pade.

5. Ab aap ko ATM Card Verify karne ke liye aap ko 1Rs ka Transaction karna hoga.

* Card No. Enter kare.

* Card Expiry Date daale

* Card Holder Name daale yani ki jiske name pe Card hai Uska Name daale.

* Card PIN Daale

* Ab Aap ko nhiche kuche no. Show ho rhe honge vo Uske Upar Wale Box me daalde.
Or Submit Pe Click Kare.

6. Ab yha pe Aap ke Card ka Pura detail aa jayega or fir Pay pe Click kar de.

7. Ab aap ka Login Id Generate hoga. Or Sath me Aap ko Apna Password Create karna hai. Sabse Phele Login Password Bhare jo aap rakhna Chahte hai or Same Password Confirm Password wale jghe pe bhare or Submit pe Click kar de.

8. Ab aap ka Sbi Id Generate hogya hai lekin sirf temporary aap ke Mobile No. Pe bhi Message aa gya hoga Id or Password ka.

9. Ab aap jab First time Login karna hoga to aap ko Confirm User Id Generate karna hoga.
Uske liye aap Login Lite pe click kar ke kar sakte aap ek baar Confirm UserId Generate kar lete hai to aap ko Fir Problem nhi aayega.

Ab hm Next Post me Janege ki Beneficiary kaise Add Karte hai. Money Transfer Karne ke liye kyo ki Aap jab Money Transfer karenge to aap ko First Time Beneficiary Add karna hoga.

Ok Friend ab aap ka Online NetBanking ka Suvidha Start ho gya hai ab aap ese Use kar sakte hai. Dosto aap ko Aagur kisi bhi chij ka Problem ho to Please Mujhe Comment kare mai aap ka Pura Help Karunga.

Wednesday, 26 September 2018

India Post Payment Bank Kya hai

Hi Friends,

Aaj hm es post me jaanege India Post Payment Bank Kya hai. Dosto India me bhut se par kar ke Online Bank hai. Aap kai Bank ko Use karte honge jaise Airtel Payment Bank or Paytm Payment Bank or bhi kai parkar ke Online Bank hai jo aap ko Online Paise Transfer karne ka suvidha deta hai.

India Post Payment Bank Kya hai


Ab Modi ji ke tref se India Post Payment Bank Start kiya gya hai. Ise ab firse post office me work chalna start ho gya hai. Kuche logo ko lagta tha ki Post office me koi bhi taraki nhi hai. Aap ko Post office me Salary badhiya nhi milta baki ke Government Officer ke mutabik bhut se log Post office ke job ke liye piche ht jate hai.


Bhut se logo ke mn me ek sawal hota hai ki India Post me kya scope hai or kya India Post me job karne se life set ho sakta hai. Dosto jaisa ki aap ko pta hi hoga ki ek dakiya ka salary kitna hota hai or aaj kal log harek kaam ke liye Internet use karte hai kisi bhi parkar ka message dena ho ya kisi bhi chij ka bhugtan karna ho. Ab hm chalet hai apne main topic ki or.

India Post Payments Bank kya hai ?

India Post Payments Bank April se hi ye sewa Start ho chukka hai or ye start hote 650 district me iska sabse phele branch open kiya jayega. Umid hai aane wale dino me iska branch or jade khulenge or thora or berojgari kam hoga.

India Post Payment Bank ka sabse bada fayda iska ye hai ki iske liye jada paise investment nhi karna padega Government ko sirf ise suvidha ke liye or Member rakhne padenge. Ise suvidha ke liye India Post Payment Bank ke service ke liye koi bhi alag se Office ka kiraya nhi dena padega.

India Post Payment Bank me vo pura facility hai jo ek bank me hona chahiye. Yha pe aap ko 3type ke Account option milega.

Account se Related All Information

India Post Payment Bank me aap ko 3type ke account open karne ka suvidha milta hai.

1. Regular Saving Account

2. Basic Savings Bank Deposit Account – Sugam Account

3. Small Account - Saral Account

Aap agur India Post Payment Bank me Account open karte hai, to aap ko 1Lakh tk paise Rakhne ka suvidha milta hai. Ise Bank ke andur vo sabhi suvidha milenge jo ek bank ke pass hota hai. Jaise Online ka suvidha matlab online transaction. Aap ko India Post Payment Bank me aap ko bhut jade sewa free hai.

India Post Payment Bank ke kuche sewaye

1. India Post Payment Bank ka suvidha Raipur or Ranchi me chalu bhi ho chuka hai.

2. Isme koi bhi person Account open kara sakta hai.

3. India Post Payment Bank ke account me bidesh se bheje jane wale paise ko bhi Accept kar sakte hai.

4. India Post Payment Bank me Online seva ke sath or bhi jaruri sewa uplabdh hai.
India Post Payment Bank Interest Rate Kitna hai.

India Post Payment Bank 100000Rs pe 4% Annual Interest Rate de rha hai. Ye interest Rate aage bhi badhe sakta hai. Aap ek baar India Post Payment Bank apne najdik branch me ja kar aap Interest Rate se Related information jaan sakte hai. Ya fir aap Adhik jankari ke liye India Post Payment Bank ke Website pe bhi check kar sakte hai. India Post Payment Bank ke website pe jaane ke liye yha click kare.

India Post Payment Bank se Related kuche Question or Answer

Q1:- India Post Payment Bank me kitne parkar ke Account khul sakte hai ?

Ans:- India Post Payment Bank me total 3type ke account khulenge.

1. Saving Account ( Safal Account)

2. Basic Savings Bank Deposit Account (Sugam Account)

3. Small Account (Saral Account)

Q2:- India Post Payment Bank me kitna Ruppes jama kar sakte hai ?

Ans:- India Post Payment Bank me aap 1Lakh Rs tk Amount Jama kar sakte hai.

Q3:- Debit Card, Net Banking or Digital Payment etc ka suvidha milega ?

Ans:- Yes milega.

Q4:- Kya Account ko Close kar sakte hai ?

Ans:- 14Days ke andur Account ko Close karne par koi bhi Account Closing Fees nhi lagega.

Q5:- Isme konse suvidhaye free hai ?

Ans:- India Post Payment Bank me sabhi banko se jade suvidha free hai.

Dosto Aap  ek baar India Post Payment Bank ke branch ja kar visit jarur kare ta ki aap ko Account khulvane ke baad koi bhi Problem n ho. India Post Payment Bank ke branch ja kar aap koi bhi Question puche sakte hai Bank Account se related. Agur aap ko koi Facility ke bare me jaanna hai to aap unke branch ja kar jarur puche.

Ok Friends Umid karta hu aap ko India Post Payment Bank kya hai post pasand aaya hoga. Agur aap ka koi bhi Question ho ya aap ko kisi bhi parkar ka problem hoto aap comment ya contact form fill kar sakte hai mai aap ka pura help karunga. Aap hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* SBI Home Loan Apply online

Friday, 7 September 2018

SBI Home Loan Apply online

Hi Friends,

Aaj hm es post me janege SBI Home loan apply online. SBI home loan ke liye online kaise apply kare aaj hm es post me janege. Aaj tk logo ko koi new house kharidne ke liye bhut problrm hota tha. Lekin dosto ab bhut se bank aap ko home loan provide karte hai. Jinse aap apne sapno ka Ghar kharide sakte hai, ya aap apna sapna pura  kar sakte hai. SBI bhi aap ko home loan provide karta hai.

SBI Home Loan Apply online



Aap ko apne sapno ke ghar ko kharidne ke liye loan lene khi jane ka jarurat nhi hai, bs aap ko online Application Submit karna hai fir bank wale aap ke diye gye Address pe aake apse contact karenge. Agur unhe lagta hai ki aap ko is ghar ke liye aap ke maange gye loan Amount thik hai to vo aage ke process start karenge ya fir koi problem hota hai to vo aap ko btayenge or aap ko sahi guide karenge.


Dosto ye jo mai Content likh rha hu ye mai sbi ko promote nhi kar rha hu mai bs aap ko personal Advice de rha hu. Aap mere baato me n aaye mai bs ye ek Example me bta rha hu aap loan ke liye apne anusar plan kare or apne bank manager se advice bhi le sakte hai. Yha pe mera ye post likhne ka sirf ek hi purpose hai ki aap ke sath apna information share kar saku aap ye kaam apnne risk pe kare agur koi problem hota hai to isme hmara koi bhi galti nhi hai. Kyu ki hmne aap ko phele hi bata diya hai ki ye kaam aap apne risk pe kare, kyo home loan aap ke liye risky ho sakta hai.


SBI home loan lene ke liye aap mere bataye gye sare topic or Niche Notice ko bhi jarur padhe ta ki aap ko or hme aane wale samye me problem n ho. Dosto Agur aap ne Apne sapno ka ghar kharidna tye kar liya hai, to sabse phele hm jaan lete hai. SBI Home loan Online Application form kaise Apply kare.

SBI Home loan Online Application Form kaise Fill kare.

Dosto SBI Home loan Online Application Form fill karne ke liye sabse phele SBI Home loan Application form ke Website pe jaana hoga.

Step1:- SBI Home loan Online Application form fill karne ke liye sabse phele aap SBI Home loan ke Website pe jaaye. Jaane ke liye yha click kare.

Step2:- Ab aap ko sabse Upar Right Side me Apply Now ka Option show ho rha hoga. Aap vha pe click kare.


Step3:- Ab aap ko 3 Form fill karna hai.

1. Get Eligibility

2. Loan Offer

3. Complete Application

Step4:- Ab aap ko ye form fill karna hai. RelationShip with Bank ka form fill karna hai.

1. Aap ScreenShot dekhe sabse phele option me aap Yes select kare.

2. Ab aap ko Type of Relationship me apne bank ke sath ka relations select karna hai.

3. Ab aap ko Apna Account Number Fill karna hai.

4. Ab aap ko apna Mobile Number Fill karna hai.

5. Ab aap ko niche trick karde or Submit pe click kare.


6. Ab aap ke saamne ek page open hua hoga Ab aap ke mobile Number par ek OTP Code gya hoga vo aap Yha bharde or Submit pe click karde.

7. Ab aap ke samne ek page open hoga usme aap ko kuche details fill karna hai.

* Property Details me aap ko kuche option ko fill karna hai. Sabse phele Purpose of Loans fill karna hai.

* Property Categories fill karna hai.

* Property ka Full details Ex:- Cost of Home Amount, Builder Name, Cost of Construction Amount fill karde apne mutabik.

8. Ab aap ko Applicant Details fill karna hai.

* Date of Birth phele se fill hua hoga.

* Gender fill karde, Resident Type Fill karde.

* Aap apna Resident Type Select karle.

9. Ab aap ko Income details fill karna hai. Type of Employement fill karde ki aap ka Income source kya hai Matlab ki aap ke pass Paise kha se aate hai. Aap ke pass job hai ya nhi, Agur aap Business Man hai fir aap jis category me aate hai vo fill kare. Ab aap ko Apne Income se Related Full Information fill karde.


10. Ab aap ko Preferred Location Select karna hai. Jisme aap ko sare Option ko select karna hai.

11. Ab aap ko sabse Niche Box pe Trick karna hai.

12. Ab aap ek baar sare option ko check karle ki aap ne koi Mistake to nhi kiya agur sab sahi hai, to aap Niche Get Loan Quote ke button pe click karde.

Step5:- Ab aap ke Samne Loan Offer ka Option Open ho gya hoga.

1. Sabse phele aap kitna loan lena chahte hai vo select kare Select karne ke liye aap Move kare.

2. Ab aap Time select kare aap ko loan kitne year ke liye chahiye.

3. Aap jaise hi loan ke liye Amount or Time select karenge aap ko loan ka sara details mile jayega ki aap ko kitna tax lagega. EMI kitna hoga or Processing fees kitna lagega.

4. Ab aap ko Loan Type kea age Apply ka Button show hoga aap uspe click karde.

Step7:- Ab aap ko Complete Application ka Form open hoga aap ko sare details thik se bharna hai.

1. Sabse Phele aap ko Personal Details bharna hai.

2. Ab aap ko Permanent Address ke aage Same as Address pe click karna hai. Agur aap ka Permanent Address same hai to, Ab aap ke Form me Address fill ho jayega.

3. Ab aap ko Next Step me Apna Employment Details Fill karna hai.

4. Ab aap ko Apne Proff se related Details fill karna hai.

5. Ab aap ek baar form ko Check karle or niche line ko padhe kar Trick kare or Submit Application pe click kare.

Step8:- Aap jaise hi Submit Application pe click karenge Aap ko Upload Required Documents ka page open hoga. Aap apna Sara Documents Upload karde.

1. Ab aap ko niche date select karna hai.

2. Date select karne ke baad aap ko Go ke button pe click karna hai.

Ab kuche time me Home loan ke liye SBI Home Loan Team aap se contact karege, vo aap ko aage ka process khud hi samjha degi ki aap ko ab kya karna hai, kaise karna hai or aap ko loan kab milega sara details aap ko vo khud hi btadenge.

Ok Friends umid karta hu aap ko SBI Home loan apply online post pasand aaya hoga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap es post ko apne friends ke sath share jarur kare ta ki es post ke jariye unka bhi help ho sake. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap comment jarur kare mai aap ka pura help karunga. Hmare Social Media network ko bhi like, Share or join jarur kare.

Thursday, 21 September 2017

SBI Mobile Banking Regestratiom kaise kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me jaanege ki SBI Mobile Banking Regestratiom kaise kare. Dosto jaisa ki aap log jante hi honge SBI Pure Bharat me bhut jada Popular Hai. Har ek Chij ke Maamle me Iska Sabse Jada Yogdaan hota hai. Aap Jante hi honge Abhi Jab kuche Samye Phele Currency Change hua tha usme Bhi SBI Ka Bhut Bada Yogdaan rha hai. Or Ye Bank Sabse jada Security ke bhi maamle me aage hai. Kai Baar SBI ne Currency se Related Problem Solve Kiya hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Jaisa ki Aap jante hi Honge Ki Sare Bank ab Mobile Banking ka Suvidha de rhe hai. Ab aap ka Phone Android ho Ya n Ho Ab Aap apne Bank se Related kai Work Aap apne Simple Mobile Phone Se bhi Solve kar sakte hai. SBI ne Apna Toll Free Number bhi rakha hua hai. Ta ki Aap ko Koi Bhi Problem hoto Aap Phone Call kar Apne Problem ko Solve kar Sakte hai. Aagur Aap ke Pass Mobile Banking Hai, To Aap Sbi ke Sare Online Features ka Use kar sakte hai.

Ab aap ke Pass Abhi bhi Question hoga ki Aap Mobile Banking se Kya-Kya kar sakte hai. Dosto ye Question Kai Log puchete hai. To Mai Aaj Aap ke Sabhi Question ka Answer Dunga or Umid bhi karta hu ki Aap Mere Post ko Thik se Padhe Rhe honge.

SBI Mobile Banking ke Profit.

1. Aap Account Balance or Transaction Check kar Sakte hai.

2. Money Transfer SBI to SBI Bank Account.

3. Aap 6Mounth Ka Account Statement bhi Dekh sakte hai.

4. Aap ko Aagur Check Book ki Jarurat hai, To aap Mobile Banking Ke Help Se Cheqe Book ke Liye Apply Kar Sakte hai.


5. Aap Fixed Deposit Karna Chahte hai, To aap Mobile Banking se Kar Sakte hai.

6. Aagur aap ke Cheqe Payment ke Sath Froud Karna chahta hai, To Aap Complain kar sakte hai.

7. Aagur Aap Mobile Number Change karna Chahte hai, To Aap Phone Call Kar ke Change Kar Sakte hai.

8. Aap kisi bhi chij Ke Liye Bill Payments kar sakte hai.

9. Aap Ko Per Day 50000Rs ka Limit milta hai or Vo bhi Month me 250000Rs ka.

Ye the kuche Profit Mobile Banking Use karne ke Or bhi kai Profit hai Mobile Banking use karne ke. Isme aap ko Apne Sim ko Safe rakhne ki Jarurat hai, Ta Ki Aap ko Problem n ho.

Mobile Banking kaise Activate kare.

Mobile Banking Create Karne ke liye Sabse Phele Aap ka Mobile Number Aap ke Account se Connect Hona chahiye, ATM Card and PIN hona jaruri hai.

Step1:- Sabse Phele Aap ko SBI ke TollFree Number Pe Call Karna hai. 1800112211

Step2:- Number Dial Karne Ke Baad Aap ko Information ko Dhyaan se Sunna hai. Or Jab Aap Ko Dial Karne Ko Khe To aap Vahi Pr Keypad Pe Click kar Dial kare.

1. Ab aap ko Uske Bole Jaane wale Option ko Dhyaan se Sunna hai. Or Aap ko jo Language Thik se Samajh aata hai Usko Choose Kare.

2. Ab Aap Phone Banking Select karne ke Liye 1Type kare.


3. Ab aap ko Fir se Mobile Banking ke Liye 1Type Karna hai.

4. Ab aap New Mobile Banking ke liye 2 Type Kare.

5. Ab Aap Apne 16 Digits ka Debit Card Number Enter kare.

6. Ab aap ko Debit Card Confirm karne ke Liye ATM Pin Type Karna hai.

7. Ab Aap ko Apna Bank Account Number Type karna hai.

8. Ab aap Ko Information Confirm karne ko Khe ga Aap Confirm kar de.

9. Ab aap Ka Mobile Banking ke Liye Requset Fill Hogya hai.

10. Ab aap ke Pass Kuche Samye baad Mobile Banking Ka User Id Or Password Aa Jayega User Id Aap ka Account Number hoga. Aap use 48Hours me Change karle.

Password Kaise Change Kare.

1. Aap Firse TollFree Number Pe Call Kare.

2. Ab aap firse Phone Banking ka Option Choose kare.

3. Ab Aap Login ke Liye 1Type Kare. Ab aap User ID Type kare.

4. Ab aap Ko Jo Password Bank ke Tref se Message me Aaya tha vo Type kare.

5. Ab aap Ek New Password Choose Kare. Jo ki 6Digit Ka Hona Chahiye.


6. Ab Aap Ko Confirm karna hai. Or Ab Aap ka Mobile Banking Password Change ho gya hai.

Mobile Banking Ka Use Kaise Kare.

Ab Aap Kabhi bhi Mobile Banking Ka Use Kar Sakte hai. Iske Liye Koi Jaruri nhi ki Aap Register Mobile Number Ka Use Kare. Aap apna Password Chuppa Kar Rakhe. Vaise mai Aap ko Suggest karunga ki aap Apne hi Mobile Number or Phone se Hi Mobile Banking ka Use kare. Jise aap ko Kabhi bhi Problem Nhi Hoga.

* Ab Aagur aap  Mobile Banking Ka Use Karna chahte hai, To aap ko TollFree Number Par Call karna hai.

* Firse aap Mobile Banking ke Option ko Choose Kare, Or Apna Id Password Daal kar Login Ho jaye.

* Ab aap Bank se Related sare Kaam Apne Mobile Banking ke Through Kar Sakte hai.

Ok Friends Umid Karta hu aap ko SBI Phone Banking Regestratiom kaise kare Ye Post aap ke Liye Bhut Helpfull Rhega. Aagur Friends Aap ko Ye Post Pasand Aaye to Please Comment kare. Or Aap ko Kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment kare Or Hmare Social Media Network ko Like or Join Jarur kare.

Thursday, 27 July 2017

Online Money Transfer ke liye Beneficiary kaise Add kare

Hi Friends,
Aaj hm es Post me baat karenge Online Beneficiary Add karne ke baare me hmne ese Phele Post me padha tha ki Online NetBanking Account kaise Open Kare Padhne ke liye Click Kare. Ab hm es Post me janege ki Money Transfer Karne se Phele Beneficiary kaise add kare dosto ye Bhut aasan hai.


Phele hm eske baare me kuche or Knowledge lelete hai. Ki Beneficiary kya hota hai ye Kaise kaam karta hai. Dosto Hme kisi Bhi Account me Paise Transfer karne se phele hme Beneficiary Add karna Padta hai. Matlab Ki Uske Account ka detail Dena hota hai or jab hm Detail bhar dete hai. To vo 2Hours ke andur Activate ho jata hai. Ek chij ka dhyaan rakhe aagur aap 4bje ke baad karte ho to vo agle din Activate hoga. Es chij ka behad kyaal rakhe.

Online Money Transfer ke liye Beneficiary Add kare.

Dosto Sabse Phele aap Sbi ke website pe jaye jane ke Click Kare.
1. Ab aap Login Pe Click Kare. Aagur UserId or Password maang rha ho to bhar de nhi to Right Side me Continue To Login pe Click kare fir Bhar de.

2. Jab aap Login ho jaye to Sabse Upar 2nd No. Pe Payment/Transfer pe Click kare.

www.suryarishavrai.blogspot.com

3. Ab jo Page Khulega uspe niche bhut sare Option hai. Aap jis Account ka Beneficiary Add karna chahte hai. Aagur vo SBI ka hai. To Within SBI ke niche Other Accounts likha hai Uspe Click kare.

www.suryarishavrai.blogspot.com

4. Aab aap ke samne Ek Page khulega Side me aap dekhe Blue Color me Click Here to New Inter- Bank Beneficiary pe Click kare.


www.suryarishavrai.blogspot.com


5. Ab vo Aap se Profile Password maang rha hai Bhur de.

www.suryarishavrai.blogspot.com

6. Ab jo Page Khulega usme aap se Account Detail Maang rha hoga Thik se bhar kar ek baar check kar le or Submit pe Click kar de.

www.suryarishavrai.blogspot.com

7. Ab aap se Security Code maang rha ho ga jo aap ne Bank me apna Phone No. Register karvaya tha uspe ek Message gya hoga usme OTP likha hoga.

8. Ab aap Upar Apne Right Side me dekhe Approve ka Option likha hoga uspe Click kar Fir Approve Beneficiry pe Click kar de Click karne ke baad aap ko Niche Message Wale OTP fil karna hai fil kar ke Submit pe click karde.

9. Aap ne jo beneficiry joda hai uska aap ko 2hours ke andur message aa jayega Aap aagur sham ke 4bje ke baad karte ho to sayd aap ka beneficiry Next day Cofirm ho sakta hai.

Dosto aaj ke liye bs itna hi aap ko aagur ye post pasand aaya ho ya aap ke liye ye post Faydemand rha ho to please es post ko Share jarur kare. Aap ko aagur kisi bhi chij ki Problem ho ya aap ka koi Question ho ta Please Comment jarur kare.

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address