Online Debit Card ke Liye kaise Apply Kare

Hi Friends

Aaj hm es post me jaanege ki hm kis parkar se Online Debit Card ke Liye kaise Apply Kare. Dosto aap to jaante hi honge ki ab hm Kisi bhi k0aam me 75% kaam Online Kar sakte hai. Ab Aap Fixed Deposit or RD karne ka saare kaam aap Online kar sakte hai. Debit Card Ke liye phele aap ko Bank Jaana hota tha par aap ab Ghar baithe Online Debit Card ke Apply Kar Sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


SBI Dusre Bank ke Mutabik apne Aadhe se jaade System Online Provide kar rhi hai. SBI ne kuche samye ke Andur me Apne System ko Or Best banane ki Koshis kar rhi hai. Bank aap ko Jada se Jada kaam Online karne ki Suvidha de kar sabhi ko Fayde me lane ki Koshis kar rhi hai. Or hme bhi es ka Pura Fayda uthana Chahiye.

Online Debit Card ke liye kaise Apply kare.

Online Debit Card ke Liye Apply karne Ke Liye aap ke Pass Net Banking hona jaruri hai. Aap ke pass aagur NetBanking Nhi hai, To aap Phle NetBanking Open karle. Online NetBanking Open Karne ke Liye Yha Click kare.

* How to Open Online Netbanking Account

Step1:- Online SBI card Apply Karne ke liye Sabse Phele aap ko www.onlinesbi.com pe jaaye.

Step2:- Ab aap ko Account me Login Karna hai.

Step3:- Ab aap jaise hi Login ho jayenge Ab aap ke Saamne Kuche Image ke Trhe Page Open Hoga.


1. Ab aap ko e-Services pe Click karna hai.
2. Ab aap ko Niche ATM Card Service Pe Click karna hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


3. Ab Next Page Open Ho gya hoga. Aap ko Request ATM/Debit Card Par Click karna hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

4. Ab aap ko Account User Verify karne ke liye Using One Time Password or Profile Password Maangega Aap en dono me Se Kisi ko bhi Select kar Submit pe click kar de.


5. Ab aagur aap ne Using One Time Password Select Kiya Hoga to Aap Ke Mobile Number Pe 6Digit Code gya hoga vo yha pe Fill Kare or Submit Pe Click kar de.



Step4:- Ab Next Page Open hoga Jisme aap ko Apna Detail Bharna hai.

1. Sabse Phele aap Account Select Kare.
2. Ab aap Ko Name On The Card Pe Apna Original Name Fill Karna hai, Jo Name aap ke Account Passbook Pe Hoga.
3. Ab aap ko Apna Card Select karna hai, Aap jo Card Banvana Chahte hai vo Select kare.
4. Ab aap I Accept The Terms And Condition Pe Tick kare.
5. Ab aap Baad Me Submit Pe Click Kare.


6. Ab firse aap ko Submit ka Option dega Submit Pe Click karne se Phele ek Baar Form Ko Thik se Check karle or Fir Submit pe Click Karde. Submit Pe Click karne Ke baad Aap ka Application Sucessfully Apply ho gya hai.

Apply karne ke Baad ATM Card aane me Maximum 20Days Lage Sakte hai. ATM Card aap ke Account me Diye gye Address Pe Aayega. Aap ATM Card Apply Karne se Phele Apna Mobile Number Correct Karva le, Ta ki Post Man Aap ke Mobile Number Pe Call Kar Sake.

Jab ATM Card aap ke Ghar Aayega to vo Activate nhi hoga Aap ko Sabse Phele Apne Card Ko Activate karna hoga. Activate Karne ke Liye Phele aap ko Apne Account ke Branch Jaana hota tha par Aap ab Ghar Baith apne ATM Card ko Activate kar sakte hai. Vo bhi Online Ab aap Samajh Hi gye Honge Ki Aap Bank Se Related 80% Work Online Kar Sakte hai.

Online ATM Card kaise Activate kare.

Online ATM Card Activate karne ka Bhi Process Same Hai.


Step1:- Aap ko sabse Phele www.onlinesbi.com pe Jaana hai.

Step2:- Ab aap ko NetBanking me Login hona hai.

Step3:- Ab aap NetBanking pe Login Ho gye honge .

1. Ab Aap ko e-Service Pe Click Karna hai.
2. Ab aap ATM Card Services Pe Click Kare.
3. Ab aap ke Saamne jo Page Open Hua hoga usme New ATM Card Activation Pe Click karna hai.
4. Ab aap ko Account Number Select Karna hai or ATM Card No. Fill Kar Activate par Click kare.

ATM Card Pin Generate kaise Kare.

ATM Card Pin Generate karne liye aap Bank me Bhi Ja sakte hai, Aagur aap Ghar Baithe Pin Generate Karna chahte hai. To Aap NetBanking ke Help Se Kar Sakte hai. Bs Aap Mujhe Step By Step Follow Kare.

Step1:- Sabse Phele Aap www.onlinesbi.com pe Jaana Hai. Fir aap Login kare.

Step2:- Ab aap ko e- Service Pe Click karna hai.

1. Firse Aap ATM Card Service Pe Click kare.
2. Aap ko Sabse Phele ATM Pin Generation ka Option Show Ho rha hoga aap uspe Click kare.


3. Ab aap ke Saamne 2Option hoga
* Using One Time Password.
* Using Profile Password. Aap ko Jo chij aasaan lge vo select kare.

Step3:- Ab aap Ko Account Select karna hai Or Continue pe Click kar de.
1. Ab aap ATM Card Number Select kare or Submit pe Click karde.

Step4:- Ab aap ke saamne New Page Open hua hoga. Uske baad aap Jo Pin Apne ATM Card ka rakhna Chahte hai. Uska 2Digit yha Pe Type kare or Submit Pe Click karde. Baki ke 2Digit Aap ke Mobile Phone me Message ke Jariye Aa Jayega.

Step5:- Ab Aap ke Saamne Submit Ke Baad jo Page Open Hua hoga Usme Aap ne jo 2Digit Select Kiya tha vo or Jo aap ke Mobile Phone me 2Digit aaya tha en dono code ko Mila kar Four Digit hote hai. Jo ki aap ko Yha pe Bharna hai or Submit Pe Click karna hai.

Congratulation ab aap ka Pin Change Hogya hai. Aap ke Mobile Phone me Bhi Meessage aa gya hoga Pin Change ka.

Ok Friends umid karta hu aap ko Online Debit Card ke Liye kaise Apply Kare Post Pasand aaya hoga. Aagur Aap ke Liye Ye Post Helpful Rha hoto Aap mujhe Comment kare. Aagur aap ko kisi bhi Parkar Ka Problem ho ya Ap ka Koi Question hoto Please Aap mujhe Comment kare. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join Jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* SBI Mobile Banking Regestratiom kaise kare
* PayuMoney pe Account kaise Create karte hai
* Internet se Related Full Information Hindi Me

Online Debit Card ke Liye kaise Apply Kare Online Debit Card ke Liye kaise Apply Kare Reviewed by Rishav Rai on September 23, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.