Showing posts with label Question & Answer. Show all posts
Showing posts with label Question & Answer. Show all posts

Sunday, 30 July 2017

Sunday Top6 Question&Answer Part4.

Hi Friends,

Aaj hm es Post me Baat karenge New Blogger se Related Kuche Important Question ke baare me. Ye Question Blogger ke Mn me jarur hota hai. Es Post me Kuche Question or Answer ke baare me jaanege. Kyo ki ye sare Problem Starting me Sab ko hota hai. Aap please ye Post ko thik se Padhe kya pta esme se aap ke bhi Koi Question ho Jin ka aap Jawab jaanna Chahte honge. Es liya aap es Post ko Pura or thik se Padhe.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Sunday Top6 Question&Answer Part4.

Q1:- Hme Blogging Post ko Update ku or Kab Karna Chahiye?

Ans:- Dosto ye Question Bhut se Blogger Puchte hai ye Question Adhiktar New Blogger Puchte hai. Ki Post Update Karne se Kya fayda hai. Dosto jaise ki Aap ne Aaj Koi Post likha Best Mobile Phone Under 12000Rs aap ne ye Post likha aaj ke din or fir Friend ye to hai. Nhi ki ab koi 12000Rs ke Under me or koi Phone Best nhi aayega. Fir maan lo 2Mounth me or bhi kai Phone aa gye to fir se kisi ne Search kiya to use to Purane Post hi Show hoga. ese vo Aap ka Website Chod kar chala jayega vo 1 ya 2 baar aap ke website pe aagya fir uske sath vaisa hi hua to uske Dimag me aap ka Website aa jayega.

Fir kabhi bhi vo Aap ke Website pe nhi aana chahega es liye aap 1 Week me ya 2 Week me Apne Website ko Pura check kar lena Chahiye ki khi Koi Problem to nhi Aagur aap ke Pass Time n bhi ho to bhi 1Mounth me to Jarur Check kar lena chahiye ta ki Aap ke Website ka Name bhi n kharab ho or Aap ke Website ka Seo bhi bane rhe Or bhi eske kai fayde hai. Post ko Update karne ke Esliye Friend Aagur aap Blogging me Safalta Hasil karna Chahte hai. To aap ko Apne Website pe bhut jada Dhayan dena Hoga.

Q2:- Post Bade Likhne ke fayde?

Ans:- Dosto ye Question Jitna Chota hai Utna hi Bada or Jo log es chij ko Samajh gye Samjho unko Success hone Se Koi nhi Rok Sakta Dosto Bade Post likhne ko le kar bhut sare Blogger ko Problem hota hai. Dosto Bade Post likhne ka Matlab ye nhi ki Aap ko 1200+ Word me hi Aap ko Apne Post ko Khatam karna hai. Nhi Kai Blogger Apne Post ko Bada Banane ke liye Post me fajul si baat likhte rhete hai. Jiska Us Post me Koi matlab hi nhi Hota.

Bade Post Likhne Ka Bs Ek Chota sa Matlab hai ki Apne Post me Tab tak likhte jao jabtak aap Jis chij ke Baare me likh rhe ho us baare me Clear na kardo. Chahe vo Jitne Marzi Utne Word ka ho Koi Fark nhi Padta. Vaise to Jade Lambe Post wale ko Search Me Aage aata hai. Lekin Aagur aap ka Post jab 800 Word me hi Pura ho jaye to aap fir Fajul me Kyo Faltu likho ge or Ha Chahe aap kisi bhi chij ke Baare me btao Aagur Aap thik se bta rhe ho to Vo Post 700 Word Se to Upar hi jayega Es liye Aap apne Ppst me Faltu ke Line n likhe Post ko Bada karne ke Chakar me Aagur Aap ke Line ya Aap ke Word aap ke Visitors ko Pasand nhi aaya to vo Aap ke Website pe fir dubara nhi aayenge. Es liye aap Dhyan rakhe ki jha tk ho sake thik se or Aasaan Language me Apne Visitors ko Samjhaye.

Aap Traffic pe jada dhyan n de Aap Post ko Thik se Likhe Aap ke likhne Ka Style Samajhane ka Style Sahi Hona Chahiye Aagur aap thik se Apna Post Likhte hai to aap ke Website pe Traffic khud se aane lagega Aagur Aap Traffic ke liye kuche Galat Chij use karte ho to Maanlo 1000Visitors aap ke Website pe Aagye lekin vo Dubara kya aana Chahenge nhi. Aagur aap ke Website pe Thik se 250Visitors bhi aagye or vo Khud aaye ho to Vo Hmesa aap ke Website ko Pasand karenge. Es liye Aap Post thik se Likhe Visitors khud hi aap ke Website pe Aajayenge.

Q3:- Adsense Payment Pe GST Tax Lagega?

Ans:- Dosto Adsense Payment Pe GST Tax Lagega ya nhi es Chij ko lekar Indian Blogger Bhut Pareshan hai. To Dosto mai Aap ko Bta du ki Maine Adsense Team ko Mail kiya tha GST ko lekar lekin Unke Tref se Koi Mail Mujhe Nhi Aaya. Baki abhi GST Ko lekar Abhi koi Kuche bhi nhi Khe sakta kyo ki GST lge bhi Sakta hai. Nhi bhi Aagur Indian Rule ke Hisaab se Maane to GST Lge sakta hai. Aagur Aap ka Payment Jada hai To.

Lekin Jha se Payment Aata hai Unke Mutabik Chale to hme Koi bhi Tax nhi Pay Karne honge kyo ki Ye Payment Bahre Country se Aata hai. Ye Payment Koi India ki Company se nhi ho rha hai. Ha Aagur aap koi Indian Company ka Ads use kar rhe ho to Aap ko GST Tax dena hi hoga. Kyo ki India Me GST Tax Chale rha hai.

Q4:- Hm Apne Blog pe Konsa Template Use kare? Hmare Website pe Konsa Template Best rhega?

Ans:- Dosto Ye Question bhi Adhiktar Blogger Puchte hai. To Dosto mai Btadu ki Har ek Blogger ka Pasand ek jaisa to nhi ho ga or Nahi koi Visitors ko to Friend mai Aap ko Yahi Suggest karunga ki koi bhi esa Template nhi hai jisme koi bhi Problem n ho Depend humpar karta hai ki hm use Kaise Edit kar sakte hai.

Bs hme Template me ye dhyan Rakhna chahiye ki Vo Mobile Friendly ho. Matlab ki vo Aagur Koi Phone Me Open kar rha hai. To Phone me Bhi Thik dikhe or Aagur Koi Desktop pe Open kar rha hai to Desktop pe bhi bs Aap ek baar Template ka Front dekh le matlab ki Main Menu dekh le ki Uska Main Menu Kaisa hai. Aagur Badhiya hai. To aap use use kare Aagur Aap ko Koi Problem hota hai. Ya aap ke Website pe Traffic nhi aa rha hai. To Change kar ke dekhle.

Mai Last me Aap ko Ek hi baat khunga ki aap dusre ke baat me n aaye Sirf aap Unse Idea le ki hm es chij ko kaise use kare Baki aap khid Decide kare ki Aap ko Kaisa Pasand hai. Aap apne Visitors ko kya New de Sakte hai. Unko aap kya Facility de Sakte hai. Apne Website me.

Q5:- Adsense ko Kaise Save Rakhe?

Ans:- Dosto ye Question mere Tref se or Jawab bhi mera. Dosto Es Year Kafi Jade Blogger or Youtuber ka Adsense Block hua hai. Iske kai karan hai Aap Copyright Post, Copyright Image, Fake Click, Daily Fake Traffic ye Kaaran ho sakte hai. Aap ke Adsense ko Block hone ka. Or bhi kai Karan hai. Adsense Block hone ke Lekin ye Sabse jada hai.

Kai Blogger Phele Adsense ke Rule ko dhyan me rakh kar vo Work Karte hai. Jab Adsense Unke Website ko Approve kar deta hai. To vo Kuche Samye ke Baad Adsense ke Rule ko Follow nhi karte hai. Aap Kabhi bhi Adsense ke Rule n Tode. Hmesa Adsense ke Rule ko Dhyan me Rakh kar hi koi bhi Work kare. Nhi to Aap ki Ek Galti aap ka Pura mehnat Barbaad kar degi.

Aap hmesa Apne Adsense Account ko Open kar Check karte rha kare Taki aap ka Adsense Account Safe rhe aap ko koi bhi Problem n ho. Vaise ab Adsense ne Kafi jada sudhar kiya hai. Maine Notice kiya hai. Kuche samaye phele mai Apne Website me Kuche Change kar rha tha to use dekhne ke liye mai use kam se kam 10Times Open kiya tha jise mera Page Views or Impression dono badhe gya tha lekin maine fir se Jaise hi Thore Time baad Open kiya to Jitne bhi Fake Views the Sare khatam ho gye the ab ye System Bhut hi badiya hai. Ab jaldi kisi ka Adsense Account Block nhi hoga.

Q6:- Blogging se Badhiya hai Wordpress ya nhi?

Ans:- Dosto ye Question bhi har ek New Blogger Pucheta hai. To Friends mai Aap ko Bta du ki ye hm par Depend karta hai. Ki hm Kispe Website banaye sare Chij ke Jaise nhi Hote hai. Sab ke apne apne Mahatva hote hai. Sare ek hi chij me Kabil nhi ho sakte. Waise Wordpress ko hi Sare Suggest karte hai Website banane ke liye.

Lekin dosto mai aap ko yahi Sugest karunga ki aap ek baar dono Check kar le or Aagur Aap dono pe Website bana kar Check Karna Chahte hai. To aap koi bhi Faltu ke Kebsite use kare Professional link ka Choose n kare. Kyo ki ese kisi ko bhi Problem aa sakta hai.

Mai aap ko Yahi Suggest karunga ki Aap Website Name thora thik se Socha kar rakhe ta ki aap ke domain pe Koi Problem aaya to Use aap ke Visitors ko Problem nhi hoga. Or Aap Agur New Website banana Chahte hai. To Phele aap Blogging ko Choose kare. Taki aap ko Phele Kujhe Knowledge ho jayega. Baki aap ek baar Post kar ke Comment me Kujhe Ideas le sakte hai.

Ok Friends Aaj ke liye bs Itna hi aap Ko Aagur ye Post Pasand aaya ho ya Aap ka Koi Question ho to Please Aap Mujhe Comment kare taki mai aap ki Problem solve kar saku. Aap hmare Social Media Page ko Like Jarur kare. Or Hmare Website ko Subscribe karna n bhule mai aap ke liye hmesa Es Website pe Knowledge wale Topic pe Post Daalta rheta hu.

Sunday, 16 July 2017

Blogging Se Related Top5 Question & Answer.

Hi Friend,
Aaj mai Aap logo ko Es Post me Blogging Related kuche Question ke Answer dunga jise ho Sakta hai. Aap ka bhi Problem Solve ho jaye kyo ki ye Question Bhut jade log Pychte hai. Jo log Blogging Start Karna Chahte hai. Unko ye Problem Bhut Aata hai to Umid karta hu ki Ab aap ko ye Post Padhne ke Baad aap ke kuche Question ke Answer mil jayenge.
To Dosto Question ke Answer janne ke liye Aap ye Post Thik se Padhe.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Blogging Se Related Top5 Question & Answer.

Q1:- Blogging Kya Hai?
Ans:- Dosto ye Question Blogging Start karne wale log jada Puchte hai. To Dosto mai Aap logo ko yha pe Clearly bta du ki Blogging se Kai Fayde hai.

Knowledge:- Dosto Aagur Aap ke Pass koi Alag Knowledge hai jo ki Aap Public me Share karna chahte ho or Uske Sath Aap Paise or Name Kamana Chahte ho to Aap Blogging ka Use kar Sakte hai. Blogging ke Help se Aap khud ka Website bna Sakte ho or Logo ki Help Kar sakte ho. Jise Aap ki Knowledge Or logo tk Pahche.

Q2:- Kya Blogging Start Karne ke Liye koi Course ka Jarurat hota hai?
Ans:- Dosto ye Question Bhut se Logo ke mn me hota hai. To Dosto mai Aap ko bta du ki Blogging Start karne ke liye koi bhi Course ka Jarurat nhi hota Blogging karna bhut hi Aasan bs Aap ko Thora bhut Net Chalana or Type karna Aana chahiye Or Aap ko Kisi bhi Chij ka Knowledge. Aagur aap Ye chij aata hai. To fir Dosto Aap ko Blogging Se Paise kamane se koi nhi rok sakta hai. Or Aap Blogging se Bhut Asche Paise kma sakte hai.
Free Website Kaise banaye Jane Click Here.

Q3:- Blogging Karne ke Kya Fayde Hai?
Ans:- Dosto Blogging Karne Se Aap apne Har Parkar ke Sapne Pure Kar Sakte hai. Blogging me Sahi khu to thora time lagta hai. Aagur thik se Mhenat kar rhe hai. To Aap 2 to 3 Mounth me Aap Blogging Se Asche Paise kma Sakte hai. Or Vo bhi bina koi Limit ke. Kyo ki Blogging or Youtube Aisa Paise Kamane ke Source hai. Jise Aap apne Knowledge ke Anusar Paise Kma Sakte hai. Par mai Aap ko yahi Suggest karunga ki Aap phele Website Traffic badhaye fir Adsense se Paise kamane ke Baare me Soche.

Ye Kaam Karne se Sabse Jada fayda 2Chij ka Hota hai.

1. Name:- Dosto Blogging me Aagur Aap Sabse Aalag Post likhte hai. Ya fir Aap kisi ko Uske Puche Anusar Knowledge dete hai to ise Aap ka ek Phechan banta hai. Aap hmesa apne Blog or Post ko Kuche alag bnaye jise ki Visitors Aap ke Blog par Khud Aaye. Aap apne Visitors ko Roj ek New Post ke jariye Knowledge de jise vo Hmesa aap ke Website pe aate rhe.

2. Paise:- Dosto Life me Ijazat to jaruri hai. Par uske Sath Paise bhi bhut jaruri hota hai. Kyu ki Paise ke bger hm kuche nhi kar Sakte. Dosto App Bloging se Paise bhi kma Sakte hai. Eske liye aap ko Ek Advertising Add lagana hoga ya fir Aap khud se kisi ko Promote kar Sakte hai. Or bhi Kai Jariye hai. Blogging se Paise kamane ke Aagur aap apne Website pe Khud se koi Topic pe Post likhte hai. Or use Paise kamana chahte hai. To Aap ke liye Sabse Ascha Advertising Network hai. ADSENSE Jo ki Bhut Ascha hai. Or Paise bhi Badhiya deta hai es liye Aap ADSENSE account use kare Paise kamane ke liye.
ADSENSE PE ACCOUNT KAISE BANAYE. 

Q4. Blogging Kar ke hm Kitna Paise Kma Sakte hai?
Ans:- Dosto Vaise to Aap logo ko Pta chale gya hoga ki hm Kitna Paise kma Sakte hai. Dosto Blogging me Paise kmane ka Koi limit nhi hota hai. Aap jitna Ascha Post likhoge ya Aap jitna Jada Popular ho uske hisab se aap ko Earning hota hai. Or ye bhi fix nhi ki Aap Blogging se 1Month 50000Rs ka Earn kiye yo Next Mounth ka Earning or high ho jayega ye Confirm nhi hai. Next Mounth ka Earning aap ko 2000Rs se Low bhi ho Sakta hai. Aap ka Earning aap ke Topic or Traffic pe nirbhar karta hai.

Q5. Blogging pe Kis Chij se Related Website Start kare?
Ans:- Dosto Ye Question Sabse jada New Blogger Puchte hai. Hm kis chij pe Blogging Start kare. To Dosto mai Aap logo ko Jo btaunga Jaruri nhi ki Vo Aap ko Aata hoga. Es Liye Aap ko Jis me Ascha Knowledge hai use Related hi Aap ek Website Name Choose kare. Or Fir uspe apne Intrest se Related Post Likhna Start kar de or ha Aap agur Blogging ko Professional Website ki trhe maintain karna chahte hai. To Aap Domain ka Use kare or Aap domain lene ke time bhi Thik se Apne Domain name Soach kar hi Domain Buy kare. Ta ki aap ko fir kabhi Domain Related Problem n aaye kyo ki Baar Baar Domain Name Change karne se Aap ko Traffic Problem aa sakta hai.

Wednesday, 21 June 2017

Seo Se Related Top Question & Answer.

Hi Friends,
Aaj mai es Post me Seo Se Related Top Question & Answer btaunga Dosto hmesa ki Trhe Aaj bhi mai Aap logo ko Kuche Top Question ke Answer dunga. Jo ki Aap ko Seo se Related aa rhe Problem or Aap ke Profit ke baare me hoga.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Friends Aap es Post ko Pura or Dhyan se Padhe kyo ki Aap ko bhi Ye Problem aa Sakta hai Ya Aap ko phele se hi Problem aa rha hoga. Seo hmare Website ya Youtube ke liye bhut jaruri hota hai. Kyo ki Seo ke bger aap Apne Website ko Google pe High Rank nhi dila sakte hai.

Seo Se Related Top Question & Answer.

Q1:- Seo ke liye Post ke Sath Image lgana kyu jaruri hai?
Ans:- Dosto ye Question bhut se Blogger Puchte hai. Ki Post ke Sath hme Image kyo lgana chahiye Dosto Aagur Aap Apne Post ke Sath Image lgate hai. To aap ke Post ke Sath image bhi Google Search me aata hai. Aagur koi aap ka Image dekhta hai to Aap ke Website pe Traffic aa jayega. Or Image Website Seo ke liye bhut jaruri hota hai.

Q2:- Seo ke liye Post ka title Long kyo rakhe?
Ans:-
Dosto Post ke liye Long Title dena Jaruri hai bhi or Nhi bhi. Jaruri Un Websiter or Youtuber ke liye hai jo log Ek Perfect KeyWord nhi likhte hai. Kyo ki Aagur Aap long Title likhte hai. Maan lo jaise Aap ne Apne Post ka Title rakha hai. Seo Se Related Top Question And Answer* Seo Related. Aap ne es trhe Post ka Title rakha hai. To aap ka Post 2Name se Search me aa sakta hai. Or es trhe se aap ka Post bhi Seo ho jayega or Aap ko Traffic bhi jada milega.

Q3:- Seo ke Liye Website Speed increase kyo kare?
Ans:-
Website ko Google Search me laane ke liye or Seo banane ke liye aap ko apna Website Speed bhi fast karna hoga. Kyo ki google Aap ke har ek Chij ko Check karta hai. Bina Seo ke bhi Aap ka Website Google Search pe aa sakta hai. Lekin bhut time leta hai. Es liye Aagur Aap apne Website ko Seo karna Chahte hai to. Aap ko apne Website ka Search Speed Fast karna ho ga. Seo ke liye aap ko Apne Website ko hmesa maintain karte rhena chahiye.

Q4:- Seo ke liye Back Link kyo hai jaruri?
Ans:-
Dosto BackLink aap ke Website ko Seo karne me Help karta hai. Kyo ki BackLink se Hmare Website pe dusre Website ke Through hmare Website pe bhi Traffic aa jata hai. Jise hamare Website ko BackLink milta hai. Seo ke lliye Backlink ka jada jarurat nhi hota hai. Aagur aap ka Post content thik hai or aap Post ka title thora lengthy rakhete hai to. Kyo ki Aagur aap apne Post or Website ko thik se Maintain karte hai to. Aap ka Website bhut jaldi Google pe aa jayega or Seo bhi ho jayega.

Q5:- Seo ke liye kya hme Blog pe Koi Page Ya koi Widget Use karna jaruri hai?
Ans:-
Dosto ye Question mere se Sunil Kumar ne pucha tha ki Blog ko Seo banane ke liye kya hme Blog me koi Widget ya koi Page lagana jaruri hai. Dosto vaise Seo me iska thora sa jarurat padta hai. Kyo ki maanlo aap ne Apne Blog pe Facebook Page Add kiya hai. Aagur koi Person Aap ke Profile ko khi pe bhi Search karta hai. To Aap ke Website Facebook Page bhi vo Open kar Sakta hai. Or Aagur use Post Image ya Title Pasand Aata hai to vo Aap ke Website pe bhi jasakta hai. Facebook Page or koi bhi Widget Aap ke Website ko Professional or ek Mast look deta hai. Or Uske Sath aap ko Traffic bhi badhiya milta hai. Es liye hm khe sakte hai Page or Widget se hmara Page Seo banta hai.

Q6:- Seo ke Liye PageRank High hona kyo jaruri hai?
Ans:-
Dosto Kai friends ke Dimag me ye hota hai ki hm apne Website ka PageRank High kaise kare or eske kya Fayde hai. Dosto PageRank High hone ke kai Fayde hai. Sabse phele PageRank badhega to Aap ke Visitors badege. Visitors badega to aap ka Website Apne Aap top aane lgega. Es liye hm khe sakte hai ki Seo ke liye PageRank high hona Jaruri hai.

Aaj ke liye bs itna hi dosto Aagur Aap ko ye Post Pasand Aaya hoto Please Aap es Post ko Share, Comment or like jarur kare.

Aap ko Aagur kisi bhi Chij se Related Problem ho to Please Aap mujhe Comment jarur kare.

Monday, 5 June 2017

Adsense Se Related Top 6 Question & Answer.

Hi friends,

Aaj mai Aap logo ko Es Post me Adsense se Related Kuche Questions ke Answer Dunga. Janne ke liye Ye Post Please aap thik se or Pura Padhe. Question & Answer Related Post Aap ko 1 Week me 1 to 2 time Post milega Jisme har ek baar kuche New Question ka Answer mai Aap logo ko btaunga or ye Questions mere khud ke aaye hue Problem hai. Jinka mine Solution Nikala or Profit hone ke baad mai Aap logo ko Btaunga.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Jis chij se mujhe Profit Hoga vahi Baat mai Aap logo ko btaunga. Aagur kisi bhi Chij se Mujhe Problem face Hota hai. To mai vo Chij ko Sahi kar ke btaunga jise Aap ko Problem n ho. Or Aap bhi Har ek kaam thik se kar sake.

Adsense Se Related Top6 Question & Answer.

Q.1:- Adsense Se Earning kis- kis Chij se Hota hai?
Ans:- Dosto Adsense Se Earning Adds pe Click karne se to hota hai. Aagur Aap ke Website pe Traffic Aata hai. Or Aap ka CPC Rate thik hai or aap ka Impression 1000ya aap ka traffic time Best hai. To bhi aap ki Earning hoti hai. Or Ye 100% Stya hai. Dosto aap Hmesa apne Adsense Account pe dhayan dete rhena chaiye ta ki aap ko Ho Rhe Problem Ka Pta Chale sake. Aap apne Bounce Rate ka bhi Dhayan Rakhe.

Q2:- Adsense CPC Kaise badhaye?
Ans:- Dosto Adsense CPC Ko le kar Blogger bhut paresan hai. CPC kam Hone ke kaaran unka Earning bhi bhut kam ho rha hai. Aagur Dosto Aap apna CPC Badhana Chahte hai. To Aap apne Website pe Add thik se Lagaue. Aagur Aap ke Website Pe Click jada aayega to aap ka Lifetime CPC Apne aap icrease hoga. For Example mai apna du to April Ke Month me mera CPC 0.2 Tha or Click the 5 or May ke Month me Click aaye the 7 or fir Mera CPC Jo tha 0.2 se badhe kar 0.4 ho gya tha or Mujhe PageView ke 0.1 milte the lekin ab 0.3 mile the mujhe or Mera Impression May ka Tha 653 or PageView Earning hui thi 0.3 phele 0.1 hota tha lekin lifetime CPC Jaise hi Badha Earning bhi badhe gayi. Es liye aap ke Add pe Jise jise Click hoga Aap ka Earning increase hote jayega. Pr Aap Adsense ke Sath Relation thik bnaye rakhe Fake Click n karvaye.

Q3:- Adsense se Earning Kam kyo Hota hai?
Ans:- Dosto Jisa ki Aap log jante hi honge ki Adsense Company hmare Click ke Pure Paise Nhi deta hai. Vo 1Click ke Sirf 55% hme deta hai Or 45% khud rakh leta hai. Main Problem to Ek ye bhi hai. Or Hmara Website jada Popular to hota nhi hai. Jise hmare Website pe High CPC Wale Add Show ho Adsense High CPC wale Add Popular Blogger and Youtuber ko Hi Provide karta hai. Or Jo Company kam Paise deti hai Uska Add Low Traffic Wale blog pe Show karate hai. Es liye hmara Earning kam hota hai. Jab koi Click karega hmare Website Add pe to Low CPC wale Add se Low Earning hi hogi es liye Aap Apne Website ka Traffic badhaye. Adsense se Aagur Aap Badhiya Paise kamana chahte hai to.

Q4:- Adsense Add Block Karne ke Profit or Lose?
Ans:- Dosto jisa ki Aap ne Youtube pe ya Website pe Aap ne Bhut se Post Padhe honge Jisme CPC Badhane ke liye aap ko Add Block karne ke liye kha jata hoga. Jise Aap ki Earning badhe jayegi Pr ye Galat hai. Kya Aap jante hai Esa karne se Aap ke Blog pe se Adsense Add Show hona band ho jayega. Add Block karne wala trick Adsense ne Sirf Popular Blogger ko hi Diya hai. Jinka Website Traffic badhiya to hai. Par low CPC wale Add Show hote hai unke liye Add Block karne ka Suvidha diya hua hai. Jise unka Income badhe sake or High CPC Wale Add Show ho. Aap Aagur Low Traffic wale Add Block kar denge to Aap ka Website Traffic badhiya n hone ke Kaaran Adsense High CPC wale bhi Add Block kar deta hai. Jise Aap ka Sirf Nuksan hi hai.

Q5:- Adsense Page RPM Kya hai?
Ans:- Dosto Page RPM Aap ki Income ko Increase karne me help karta hai. Man lo aap ka Page RPM $2.5 hai or Aap ka PageViews 1500 hai to Friend Aap EveryDay 5$ tk ka Income kar Sakte hai. Adsense Page RPM Se Aap ne PageViews se Kitna Earning kiya hai. Uska Average Pta Chalata hai Page RPM se. Page RPM Increase karne ke liye CTR or CPC Increase karna ho ga. Page RPM Nikalne ka Formula hai. Add RPM = Estimated Earning/ Add Impression * 1000 Es Formula se Aap apna Page RPM Dekh Sakte hai.

Q6:- Adsense Account Block kyo hota hai?
Ans:- Dosto Adsense Account Block hone ke kai kaaran hai. Aagur aap Adsense me kisi bhi parkar ka galat Trick use karte hai. Ya aap jade Paise kamane ke laalach me koi bhi fake Click karvate hai. Ya aap Jade Paise Kamane ke lalach me aa kar Apne Website pe Or koi Company ka Add lagate hai. To Aap ka Adsense Account bhi Block ho sakta hai. Es liye Aap apne Website pe Adsense ke ilawa or Koi Add n lagaye. Aap apne Website ko khud baar baar Open n kare. Nhi to Aap ka Adsense Account Block ho sakta hai.

Ok Friends, Aaj ke liye bs itna hi. Aap ko en sab chijo ko dhayan me rakhna hoga. Ye Jo maine kuch Question ka Answer btaya hai Aap logo ko ye Problem Starting me sab ko aata hai. Mujhe Umid hai aap logo ko ye Post pasand aaya hoga.

Aagur aap ke liye Ye Post Helpful rha ho to Please Es Post ko Like, Share or Comment jarur kare.

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Labels

Tags

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address