Hi Friend,
Aap ko mai aaj ki Post me Domain kya hota hai.Use kise kharidte hai ise ke baare me btaunga.
Aap ko mai aaj ki Post me Domain kya hota hai.Use kise kharidte hai ise ke baare me btaunga.
Jise ki aagur aap ki blog pe ya yola pe aap ki Site ho gi to aap ye to jante hi honge.Ki aap ki Website aagur blog pe hai to aap ke website name ke baad .blogspot likha ho ga ya bhir yola pe ho ga to yola.com likha hoga.
Blogspot or yola hatane ke liye Domain ka use kiya jata hai.
Domain Use karne ke Fayde.
1.Aagur aap ka website blog pe hai to aap ke website name ke baad .blogspot jo hai vo hat jayega.
2.Aap ki Site Professional Site lagegi.
3.Aap ke Friend ke samne aap ki Impression Badhega.
4.Aap ke Site ka Name Small ho jayega.
Ise ke Or bhi kai fayde hote hai.
Domain Kise kharide.
Aap Mujhe Step by Step Follow kare.
Aap ko new Account Banana hai.
Aap ki Help ke liye Mine Image Bhi lagaya hai Aap dekh sakte hai.
Step3: Aap ke Samne abe Ek Forum Hoga aap use thik se bhare vo forum Godaddy Pe Account Banane ke liye hai. Ise Image me dekh sakte hai. Forum bharne ka tarika.
1.Apna Email Id Address Dale.
2.Aap ko Apna User Name Bharna Hai. Or yad Rakhne Ke liye khi Pe Likh le.
3.Aap Apna Password bhar de jo Aap rakhna Chahte hai. Example:(1suryarai1)Ise trhe se koi bhi password rakhe.
4.Aap ko 4no. Ka pin lagana hai or Vo Pin Ko bhi Yad rakhe.
Ye sare detail ko aap khi Note kar le.
I Agree pe Click kar Create Account Pe Click kare.Aap ka Account Create ho jayega.
Step4:Aap se vo aagur bhir Login hone ke liye UserName Or Password Mange rha hai to bhar de. Nhi to aagur vo Direct login ho ja rha hai create Account hone ke baad to Ascha hai.
Step5: Aap jise Name se domain kharidna chahte hai vo search box me type kar search kare.
Aagur Domain name Confirm ho jaye to hi aap Domain kharide.Jo name se aap domain kharide rhe hai.Vo phele se koi Use n karta ho ise Chij ka Dhayan Rakhe.
Step6: Aap ko jo domain Name pasand ho use ka Price Check kar Samne Wale Add to Cart pe Click kar de.
Step7: Aap ke samne image jisa page khulega or Shopping pe Click karna hai.
Step8: Aap ek baar or Thik se Check kare.
2.Aagur aap ke pass Promocode ho to bhare de nhi to khali Chode de.
3.Aap abe yha pe apna Total Price dekh le.
4.Aap Proceed to Checkout pe Click kare.
Step9: Aap I Agree Pe Click kare or Bhir Continue Pe Click kare.
Step10: Aap ko Billing Details Dena hai.
2.Aap apna Name Likhe.
3. Aap apna Address likhe.
4. Aap apna Country Select kare.
5. Aap apna State bhare.
6. Aap apna City Name Bhare.
7. Aap apna Zip Code Bhare.
8. Aap apna Mobile No. Daalde.
9. Apna Email Id Daal de.
Aapko apna Payment Details dena hai.
Taki aap domain ka Fees de Sake.
Taki aap domain ka Fees de Sake.
Step11: Phele aap ye Choice kare ki aap kise Domain kharidna Chahte hai.
Mai Debit Card Select karunga.
Debit Card pe Click karne ke baad apna Card ka pura detail Thik se bhare.
Debit Card pe Click karne ke baad apna Card ka pura detail Thik se bhare.
1. Card no. Daale.
2. CVV code Use kare.
3. Expiry Month.
4. Expiry Year.
Sara detail Ek baar check kar le Or Proceed Pe Click kar de.
Aap ke samne abe dusre Page khulega vha pe Aap se OTP Password mang rha ho ga. Aap ke Phone me Ek message aaya hoga Jisme OTP Password likha ho ga. Use aap apne browser me bhar de. Or bhir Submit Pe Click kar de.
Aap ke pass Success ka Message aa gya ho ga.Aap abe vapuse se Godaddy ke first Page pe Chale gye honge. Aap Abe domain kharide Chuke hai.
Aagle Post me mai btaunga ki Domain ko Blog ke Sath kise jore.
Aap ko aagur ise Post se Related koi bhi Problem Ho to aap Mujhe Comment kare. Ya Contact forum bhare.
Aap ko ye Post kisa Lga Please Comment kar ke bataiye.
DOMAIN KAISE KHARIDE.
Reviewed by Rishav Rai
on
July 09, 2016
Rating:
No comments: