Showing posts with label Blogging. Show all posts
Showing posts with label Blogging. Show all posts

Tuesday, 18 February 2020

Telegram se paise kaise kamaye

Hi Friends,

Aaj hm ise post me janege Telegram se paise kaise kamaye. Dosto aap ne ise phele bhi Telegram se paise kaise kamaye se related bhut se post padhe honge. Lekin mai aaj aap ko Telegram se paise kaise kamaye post me or bhi kuche baat batana chahta hu.

https://suryarishavrai.blogspot.com/

Agur aap koi business karna chahte hai. To aap telegram ke help se Business start kar sakte hai. Ya fir aap ne koi business start kiya hai. Ab aap use Online bhi income karna chahte hai. To aap Telegram ke help se bhut ascha paisa kama sakte hai. Telegram se paise kaise kamaye post me mai aap ko kuche ideas or kuche tips dunga jise aap ka Telegram se paise kaise kamaye ke question ka reply mile jayega.

Dosto aap apne product ko telegram ke through bhi sell karke paise kama sakte hai. Ye karna bhut aasan hai. Bs aap ko kuche chijo ka dhyan rakhna hai.

Telegram ko aap whatsapp ke trhe hi use kar sakte hai. Telegram me aap ko Groups, Channels, Bots or Stickers jaise or bhi kai featurs mile jaate hai. Aap ne kai logo ko whatsapp se bhi business karte dekha hoga.

Dosto Online Market ek khajana hai. Ise line me bhut paisa hai bs aap ko paise lene wala banna hoga. Online log bhut se trike se paise kamate hai. Usi me se ek hisa Telegram bhi ban chukka hai. Maine bhut se logo ko telegrsm ke through knowledge dekar paise kamate hue dekha hai.

Telegram se aap kai parkar se paise kama sakte hai. Mai aap ko unmese hi kuche tarike btaunga jiske through aap paise kama sakte hai. To dosto ab hm chalte hai. Apne main points  ki or Telegram se paise kaise kamaye. Telegram se paise kaise kamaye ko lekar kuche best tarike.

Telegram se paise kaise kamaye

Dosto jo mai tarika batane jar ha hu kya pata aap ko ye phele se hi pata ho. Ya fir aap ispe kaam bhi karte honge par iska aap ko result nhi milta hoga. Dosto jaise blogging hai bhut  se log karte hai. Par income bhut se kam log hi thik se kar pate hai. Kyo ki vo regular update nhi karte apne blog ko.

Ya fir vo blogging ke bare me jante to honge ki blogging kya hai par vo kaise kaam karta hai. Ye bhut se logo ko nhi pata hai ki. Blogging se paise kamane ke liye kya tarike hai. Dosto agur mai baat karu Telegram ka to bhut se log ispe kaam karte hai. Lekin vo thik se kaam nhi karte jiske karan unhe problem hota hai. Income Generate karne me.

To dost ab hm chalte hai. Apne points ki or ki Telegram se paise kamane ke kya tarike hai. Or hm kya kare ki Telegram se paise kama paye.

1. Sell Knowledge


Dosto agur aap ko kisi bhi parkar ka knowledge hai. To aap Telegram ke jariye Apne knowledge ko share karke uske liye kuche charge kar sakte hai. Aap ne youtube pe bhi ye dekha hoga.

Bhut se youtube creator phele bhut hi basic knowledge dete hai. Or fir khete hai. Ki aap ise or thik se janna chahte hai. To aap hmare premium course ko ya fir Telegram ke channel ko join kar sakte hai. Fir vo uska link dete hai. Or use Join karne ke liye kuche paise lelete hai.

Ise unhe ek income milta hai. Aap bhi phele ek public channel create kar or fir uspe kuche followers le aaye or fir channel pe kuche time tk best knowledge share kare. Or fir ek private channel create kare or uske badleme kuche fees charge kar uska subscription dede or aap public channel par bhi knowledge share karte rhe.

2. Product Advertisement

Dosto agur aap ke channel pe followers aa jate hai to aap bade brand ke sath deal bhi kar sakte hai. Unke brand ko advertise karne ke liye. Bhut se Telegram ke channel ke admin ko maine brand ko advertise karte hue dekha hai.

Aap agur unka product apne link ke through sell karvate hai, to aap ko uske badleme kuche percentage commission bhi milta hai. Aap product advertisement ke liye phele followers jarur badhaye. Or fir aap ko unke demand ke mutabik hi advertisement show karna hai.

3. Own Product Selling and Services

Dosto bhut se log apne product or services ko telegram ke jariye bhi sell karte hai. Aap ko kisi chij ka knowledge hai. To aap use knowledge ko use karke ek course banaye. Or fir jab aap ko lage ki ab aap ke channel pe followers asche aa chuke hai, To  aap apne product ko apne followers ko bata  kar unhe use course ka kuche details batade.

Jaise use course me unhe kya milega. Aap ne use course me job hi topic pe course create kiya hai. Uske bare me full details bata  de. Or fir unhe bole ki agur unhe in sab chijo ke bare me or janna hai to vo aap ka couse buy kar sakte hai.

Aap apna service or bhi kai place par sell kar sakte hai. Telegram ke through telegram ek bhut hi bada platform bante jar ha hai. Online earning ka ye ek best source ban rha hai.

1. Agur aap ek teacher hai to aap apne knowledge ko telegram channel par share karke bhi paise kama sakte hai. Jab aap ka demand badhe to aap apne kuche log jo aap se sach me kuche sikhna chahte hai. Aap unhe kuche paise pe apna service provide kar sakte hai.

2. Dosto bhut se freelancer pe work karne wale bhi telegram channel chalate hai. Jisme vo apne knowledge ke anusar hi knowledge share karte hai. Maine bhut  se freelancer ka telegram  channel use karte  dekha hai.

3. Agur aap ko Treading karne aata hai. Ya aap kisi chij me investment karte hai. Vo bhi apne Market knowledge ka use karke to aap apne market tips ko bhi apne telegram channel par share karke paise kama sakte hai. Maine ise field me bhi bhut se creator ko  dekha haid telegram ka use karke apna services provide karke paise kamate hue.

4. Donation through income karna

Dosto maine bhut se logo ko Donation ke through bhi income karte dekha hai. Aap apne knowledge ko share kare or fir aap donation ke liye khe sakte hai. ki agur aap ko hmara jankari pasand aaye to aap donation bhi kar sakte hai. Aap ye donation kisi bhi Madhya se lesakte hai.

Dosto bhut se log Apne knowledge ko share karne ke kai madhyam se paise lete hai. Bhut se log Apne Youtube channel par advertisement nhi karte hai. Ta ki unhe kisi bhi parkar ka fake information denepe majbur n kare. Ise liye vo donation lete hai. Ta ki unka kaam bina kisi paresni ke chalte rhe or apne viewer tk best knowledge pahuchate rhe.

5. Paid Short Post Write

Dosto bhut se log Paid Short Post bhi likh kar paise kamate hai. Bhut se Advertiser Apne product ke review ke liye vo paise dete hai. Ta ki aap unke review apne channel par share kare. Jiske vo paise dete hai. Istrhe se aap ko click pe bhi vo offer karte hai. Agur koi product buy karta hai. To uspe aap ko commission bhi milta hai.

Aap kuche website ko contact bhi kar sakte hai. Small Paid post ke liye bhut se website apne website pe traffic ke liye ya fir apne product ka sell badhane ke liye vo kai website ya promoter ko hire karte hai. Jiske va asche paise dete hai.

To dosto or bhi bhut se tarike hai. Telegram se paise kamane ke liye. Aap ko job hi pasand ho vo aap use kar sakte hai. Ye sirf maine telegram ke liye hi nhi bataya hai. Aap jo bhi social media network use karte hai. aap uske jariye bhi ise related work karke paise kama sakte hai.

Ok Friends Telegram se paise kaise kamaye. Post me bs itna hi agur aap ko Telegram se paise kaise kamaye post se kisi bhi parkar ka problem hoto aap ise post pe comment jarur kare. Telegram se paise kaise kamaye me or bhi aap bhut se tarike se paise kama sakte hai.  Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap ise post pe comment jarur kare.  Or hmare social media Network ko bhi follow jarur kare.

Saturday, 15 February 2020

Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye Latest Tricks

Hi Friends,

Aaj hm ise Post me jaanege Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye Latest Tricks. Agur dosto aap bhi Jaanna chahte hai ki Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye. To aap Youtube Video Ko Kaise Rank Karaye post ko last tk jarur padhe.

https://suryarishavrai.blogspot.com

Dosto Youtube Video Ko Online Rank Karana koi muskil nhi hai  aap ko kuche chijo ka dhyan rakhna hota hai. Mai aap ko Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye post me full guide karunga.

Dosto vaise to Youtube Video ko rank karana koi jyada muskil nhi hai or Youtube Video rank karane ke liye koi method hmesa kaam nhi karta hai. Aap ko time ke according apne Youtube Video ko lekar Experiment karte rhena chahiye ta ki aap ko pata chale sake ki aap ke channel ke video kise karan se high views generate kar rha hai.

Vaise mai aap ko kuche chije ise post me bata rha hu taki aap ko Youtube Video ko kaise rank karaye ke bare me kuche jankari mile sake jo hmesa 50% to 60% kaam karta  hai. Isme jaldi koi changes nhi hota hai.

Agur ham baat kare Youtube Video ko rank karane ke kya benefit hai, to Jab aap ka koi bhi video rank karta hai to, aap ke video pe tabhi Views aate hai. Or fir aap ka earning Start hota hai. Youtbe ke video rank karane se aap ke earning pe sidha asar dikhta hai. Or agur aap ka video ek baar viral ho gya to fir aap ka video rank hote jayega. Ek time baad vo bhi down ho jayega. Kyo ki tab tak aap ka competidors aap se best kaam kar aage nikal jayega.

Mai aap ko last me Youtube ke kuche sach bataunga. Jise aap ko Yotube ke bare me or sach pata chale jayega. Ki Youtube pe kise trhe se kaam karte rhena chahiye. Youtube Video ko Rank karane ke liye mai kuche method use karta tha. Mera matlab hai ki phele mai Youtube pe bhi work karta tha abhi bhi karta hu par utna nhi. Par ha abhi bhi mere 1Mounth me 2 se 3 Video High level Rank kar jate hai. Jise Mujhe Fayda hota hai. Mai sabse jyada Blog pe kaam karta hu.

Jaise ki ye Blog hai par mai ise bhi jyada English Blog pe Work karta hu. Jo ki mera high income generate source hai. Ab hm chalte hai apne main topic ki or.

Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye Latest Tricks.

Dosto Youtube Video ko Rank karane ke liye aap ko Youtube pe hi sirf kaam karne ki jarurat hai. Kyo ki Aap ko kai logo ne kai parkar ke tools use karne ko bole honge. Par unka koi fayda nhi hai. Kyo ki dosto use aap hmesa ke liye use nhi kar sakte hai. Mai yesa nhi bolta ki vo tools kaam nhi karte hai. Ha bhut se yese tools hai jo best perform karte hai. Lekin aap agur khud hi experiment kare to jyada best hai.

Aap apne Youtube Channel or video ko rank karane ke liye. Khud hi experiment kare ta ki aap ko uske bare me thik se pata chale sake. Ab hm baat karenge apne main point ke bare me Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye Latest Tricks ke bare me.

1. Dosto aap ko sabse phele to Yotube Channel name ka dhyan rakhna hai. ki use bhi pata chale sake ki aap ke channel pe kise type ke video milte hai. Ta ki aap ke channel ko Youtbe bhi samajh sake.

2. Dosto Uske baad se aap ko Youtbe channel pe Image or Description bhi dena hai jisme aap ke bare me or aap ke channel ke bare me aap likh de jise logo ko pata chale sake ki aap ke channel pe unhe kya milega.

3. Ab hm baat karenge Aap jo video banayege usme kya dhyan rakhna hai. Ya fir Youtube pe aap jo bhi video upload kar rhe hai. Uska description, Video ka Thumbnail or Title kaisa hona chahiye.

Video banate time aap ko kya dhyan rakhna hai.

1. Agur aap apna face dikha rha hai. To sabse phele aap starting me apna face n dikhaye baki depend karta hai. Aap ka Video or channel kise topic pe hai. Agur aap apna face dikha sakta hai. to jarur dikhaye  ye aap par depend karta hai.

2. Aap apne video me agur intro lagana chahte hai. To ek best intro or bhut hi small intro clicp use kare ta ki logo ko ascha bhi lage or aap bhi iska fayda  utha sake.

3. Ab baat karte hai main video ka jisme aap ko bhut hi khash dhyan rakhna hai. Dosto aap jab video banaye to starting me aap job hi bata rhe hai. Uske bare me kuche point bata de ki aap use video me kise chij ke bare me batayenge uske points batade.

Ta ki logo ko pata chale jaye ki aap ke ise video se unhe kya sikhne ko milega. Dosto aap agur bina kisi jhut ke sahare agur video banayenge to aap ka video famous jarur hoga. Fir aap apne best andaj me video banaye. Jo ki logo ko thik se samajh bhi aaye or aap job hi bataye vo pura or asche tarike se samjhaye. Par dhyan rakhe ki aap video ko jyada lamba bhi mat banaye.

Agur aap ke video me best knowledge nhi hua to vo chale jayenge. Pr fir vo kabhi nhi aayenge Aap ke channel pe. Ise liye aap apne video me use topic ke bare me full details de ta ki vo jise chij ko pane ke liye video dekh rhe the vo chij unhe mile.

4. Ab aap ka video to ban gya ab aap use edit kare video ko edit karte time jyada modify mt kare or na hi cut kare. Jha pe aap ko lagta hai ki yha cut karna hai vahi cut kare. Aap ke topic ke sabhi points thik se show ho.

5. Ab aap ne video edit bhi kar liya ab aap ko video ko upload bhi karna hai. Video upload karne ke baad aap. Video ka Title, Thumbnail or Description ka jarur dhyan rakhe.

Youtube Video Ko Online Rank karane ke liye Title kaise likhe.

1. Dosto iska jawab khud aap ke pass hai. Aap jab koi video search karte hai kisi topic ko lekar to aap best video apne topic se related kaise dekhte hai. aap sabhi video ko Start karke nhi dekhte honge. Aap sabse phele ye check karte hai ki video ke title me kya likha hai. Kya vo title aap ke topics se milta hai.

Agur aap ko yesa lagta hai ki aap jo search kar rhe the use related hi title hai to aap use video ko open karte hai. or aap use video ko dekhte hai. Lekin aap ko usme lagta  hai  ki jo title me likha tha vo knowledge nhi hai usme  to aap video ko cancel kar next video dekhne lagte hai. Ise liye aap title bhi video se related hi rakhe or apne video me title se related full details ke sath video published kare.
Aap ko apne title me apne topic se related perfect word ka use kare jise aap ke video ka title bhi sahi lage or title padhne se visitors ko bhi thik se samajh aa jaye.

Youtube Video Ko Online Rank karane ke liye Thumbnail kaisa lagaye.

Dosto Youtube video ko Online Rank karane ke liye Thumbnail bhi best use karna hai. Jise vo image dekh kar bhi samajh jaye ki use aap ke ise video me kise chij se related knowledge milega. Aap Thumbnail original hi use kare. Aap ko apne video ke title or thumbnail me vahi details show karna hai jo sahi me use video me bataya gya ho.

Youtube Video Ko Online Rank karane ke liye Description kaise likhe.

Dosto Youtube Video Ko Online Rank karane ke liye Description bhi aap ko best likhna hoga. Aap video ke description me video se related kuche knowledge bata de. Jaise aap ne jo video banaya hai. Usme kise chij ke bare me bataya gya hai. Or aap video ke description me kuche important word bhi likhe jise aap ko bhut jyada fayada hoga.

Dosto aap ko video ka frontant bhut hi aasan or simple rakhna hai. Aap apne video ko viral karne ke liye galat topic or galat idea ka use n kare aap video me vahi dikhaye jo sach hai vahi bole jo sach hai. Vahi title likhe jo aap ke video ke liye thik ho. Aap jhut ka sahara nhi le.

Aap ko jise trhe ki chije pasand hai vaise hi bhut se logo ko pasand hoga.

Last me mai aap se yahi kahunga ki aap apne harek chij ko time ke according change karte rhe. Kyo ki koi bhi Idea hmesa kaam nhi karta hai. Aap Youtube pe agur sach ke sath kaam karenge to hi aap Youtube pe bhut hi lambe time tk kaam kar payenge.

Ok Friends aaj ke Youtube Video Ko Online Rank kaise karaye post me bs itna hi. Umid karta  hu aap ko Video Ko Online Rank kaise karaye post pasand aaya hoga. Agur aap ka kisi bhi parkar ka question ya koi problem hoto aap ise post pe comment kar sakte hai. Aap hmare social media ko bhi follow jarur kare.

Ye Bhi Padhe:-
* Kisan Samman nidhi Yojana ke liye Online Aavedan Kaise Kare
* Mobile Phone ka Password Bhul jaane par Without Reset Unlock kaise kare

Friday, 11 January 2019

Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi

Hi Friends,

Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi - Aaj mai aap ko ise post me Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi ke bare me bataunga. Ye Top Responsive Blogger Template me se kuche Responsive Blogger Template ko maine khud use kiya hai, or kuche maine online Responsive Blogger Template ko check karne ke baad ye post likh rha hu. Dosto ye Top Responsive Blogger Template bhut hi best Template hai Aap in Responsive Blogger Template ko apne blog me use kar sakte hai.



Download Top Responsive Blogger Template 2019



* Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method 
* Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic
* Top 10Responsive and Seo Optimized Templates

Maine jo bhi Top Responsive Blogger Template bataya hai. Aap in Top Responsive Blogger Template ko use karke jarur check kare. In blogger template me aap ko theme ke andur hone wale sare benifits or seo se related seting kiya hua aap ko milega bs aap ko unhe thik se set karna hai. or fir bs aap apna work start karde blog par aap ke visitors ko aap ke site ka quality bhi bhut pasand aayega bs aap thora se iska design me kuche changing karna pade sakta hai. Ab hm chalte hai apne main topic ki or Top Responsive Blogger Template konse hai.

Dosto mai aap ko ise post me Top Responsive Blogger Template ke bare me bata to rha hu par aap ko Dosto pata hona chahiye ki hme apne blog ke liye Top Responsive Blogger Template choose karne se phele kise chij ka dhyan rakhna chahiye ise liye aap Ise post ke niche wala topic bhi jarur padhe.

Download Best Top Responsive Blogger Template 2019


1. Techmax


Techmax Template Download

Dosto Techmax Template ek bhut hi best Top Responsive Blogger Template hai. Is Template me aap ko bhut se benefit mil jayenge. Jaise Multi Author Template, Fully Seo Optimized or News Magazine Design or bhi bhut  se benifits aap ko is Top Responsive Blogger Template me mile jayega. Aap ise Top Responsive Blogger Template ko use karte hai to aap ka website fast loding site ban jayega. Aap ek baar Techmax Template ko jarur use kare or aap comment karke jarur bataye ki aap ko ye template kaisa laga.

2. Tech Top Template

Tech Top Template Download

Dosto Tech Top Template ye bhi template bhut hi best Top Responsive Blogger Template hai. Agur aap Tech me or koi dusra Template use karna chahte hai, to aap ise Top Responsive Blogger Template ko bhi try kar sakte hai. Dosto ye bhi ek Top Responsive Blogger Template hai ye template mobile friendly, Seo Friendly or bhut hi fast loading Template hai. Isme aap Adsense use karke best earning kar sakte hai. Agur aap Adsense ads ka use thik se karte hai, to fir aap ka Adsense earning increase hone ka bhut jada chance hai Agur aap ye Top Responsive Blogger Template use karte hai to.

* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points

3. Top News

Top News Template Download

Dosto Top News Template bhi bhut hi best template hai. Agur aap ke pass News se related blog hai to aap ise Top Responsive Blogger Template ko jarur use karke check kare. Ise Template me aap ko Fast Loading, Responsive, SEO Friendly, Ads Ready facility, Drop Down Menu or Best Design ka facility mile jayega iske sath aap ko or bhi kai facility mile jayenge jo ki jab aap use karenge to aap ko pata chale jayega.

4. Phantom Responsive Templates


Phanton Responsive Templates Downloads

Dosto Phanton Responsive Templates ye ek Simple Template hai par ye Top Responsive Blogger Template hai. Isme bhi aap ko fast loading, Seo friendly or ek best  blog Design provide karta hai. Agur aap apne blog ko Fast loading rakhna chahte hai or normal design to aap ise Top Responsive Blogger Template ka use jarur kare.

5. My Mag

My Mag Template Download

Dosto My Mag Template bhi ek Top Responsive Blogger Template hai. Agur aap thora sa bhi coding jante hai  to aap ise apne tarike se or best bana sakte hai. Aap iske design ko thora sa customize karde to ye Top Responsive Blogger Template aap ke blog ke liye bhut hi faydemand sabit ho sakta hai. Ise Template me aap ko Seo Optimized, Mobile Friendly or Responsive Design milta hai. Iska design utna best to nhi hai. Par aap ise thora sa change karde to aap ke blog ke liye bhut best rhega.

Blogger ke liye Kaise Template Choose kare

Dosto Blogger ke liye Top Responsive Blogger Template choose karne ke liye aap ko kuche points ko dhyan me rakhna hai jo points mai aap ko niche bata rha hu.

1. Best Template Design:- Dosto aap sabse phele dekhe ki aap jo Top Responsive Blogger Template choose karne ja rhe hai uska look kaisa hai. Agur look best hai Aap ke Top Responsive Blogger Template ka to fir 2 points check kare.

2. Responsive:- Aap jo theme choose kar rhe hai. vo Pc or mobile me thik se open hota hai ya nhi uska mobile look bhi best hai ya nhi.

3. Seo Friendly:- Dosto Seo Friendly hona bhi bhut jaruri hai ta ki aap ke blog ko rank karvane me help mile sake.

4. Fast Loading:- Aap ek baar Top Responsive Blogger Template ka fast loading jarur check kare, ta ki aap ke visitors ko problem n ho.

5. Navigation:- Dosto Top Responsive Blogger Template me Navigation bhi bhut important hota hai. Aap ise chij ka dhan jarur rakhe.

6. Ads:- Dosto kuche Top Responsive Blogger Template me Ads ko bhi lekar bhut hi best design kiya hota hai jise aap ke blog ke speed thik rhe.

Agur aap in chijo ko dyan me rakh kar Top Responsive Blogger Template use karenge apne blog meto aap ka bhut jada besnifits milega.

Ok Friends Aaj ke Download Top Responsive Blogger Template post me bs itna hi. Umid karta hu aap ko Download Top Responsive Blogger Template post pasand aaya hoga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap is post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap ise post pe comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga. Or Hmare Social Media Network ko like, share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method
* Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic

Monday, 7 January 2019

Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method

Hi Friends,

Aaj hm ise post me jaanege ki Blog banakar paise kaise kamaye(How to Make Money Blogging). Dosto blog se paise kaise kamaye ke bare me bhut se log jaanna chahte the. Dosto Blog bana kar paise kamane ke bhut se tarike hai. Aaj mai aap ko ise post me blog bana kar paise kamane ke sare tarike ke bare me bataunga.



Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method



Dosto phele jo blogger the vo sirf blog ise liye likhte the kyo ki unko likhna pasand tha vo  chahte the ki Internet se hm apne followers banaye. Lekin dosto ab blog sirf log apna knowledge sirf share karne ke liye nhi, vo blogging ise liye nhi karte ki ise unhe ascha lagta hai. Kuche blogger abhi bhi ise liye blogging karte hai. kyo ki unhe likhna pasand hai. Vo blog ke through sirf apna knowledge share karna chahte hai. lekin iske sath ye ise liye bhi blogging karte hai. kyoki blogging se ab paise bhi kamaye ja sakte hai. Blog banakar paise kaise kamaye

Agur dosto blogging se paisa log nhi kama pate to India ya fir pure world me blogger ka sankhya badhta nhi. Agur blogging se earning hona band ho jaye to blogging karne wale sirf 2 to 5% log hi bachenge baki sare blogger blogging chode kar chale jayenge. Lekin dosto yesa nhi ho sakta google ko agur article n mile to uska bhi kamai nhi hoga. Isliye yo blogging ko nhi hata sakta hai.


Blog se paise kamane ke bhut se tarike hai. Dosto 2019 me blogging or jada badhega kyo ki ab 2019 me or bhi bhut jade work digital tarike se honge. Internet india me sabse jada use hona start hua jabse jio aaya tha. Ab internet ka nasa sabko lag chukka hai. Ab aap internet se dur nhi rhe sakte jade time tk. Dosto Internet fast use hone se bhut se shop wale paresan to ho chuke the. Blog banakar paise kaise kamaye

Dosto agur hm baat kare Mobile Recharge, DTH Recharge, Payment Transfer ya Electricity pay karne ke system ko lekar to jio ke aane ke baad ye sare kaam kam se kam 30% log ab khud se hi karne lage hai. Agur mai ab apne ghar ki baat karu to ab sare mere brothers or baki ke mere family member ab apna kaam khud se karte hai. kyo ki ab aap ko online sabhi chij ke suvidha mile rha hai.

In sabhi chijo ko dekh kar ab aap ko bhi change hona padega. Agur aap blogging karna chahte hai, to sabse phele aap koi topic choose kare ta ki aap use related article likh sake. Agur aap janna chahte hai, ki blogging kise topic pe kare to click kare.

Blog banakar paise kaise kamaye(Who to make money from your blog)?


Blog banakar paise kamane ke liye phele blogger sirf Adsense ko use karte the. Lekin ab Blog se paise kamane ke liye aap or bhi kai chije use kar sakte hai. jaise affiliated bhut se blogger blog se paise kamane ke liye affiliated marketing ka use karte hai. or bhi aap kai parkar se blog bana kar paise kama sakte hai. Aap ko blog banakar [aise kaise kamaye ka problem ise post ke baad nhi aayega. Blog banakar paise kaise kamaye

Blog banakar paise kamane ke method

1. Ads Network

2. Advertisement

3. Affiliated Marketing

4. Online Course Launch

5. Sell ebook

6. Paid Reviews

Aap apna blog bana kar in 6 types ke method se paise kama sakte hai. Inmese kuche method ko mai khud use kiya hu or kuche method se mai dusro ko earning karte hue dekh rha hu. Blog banakar paise kaise kamaye


1. Ads Network

Dosto Ads Network me bhut se company hai jo aap ko aap ke blog par ads code laga kar per click ke paise deti hai. Ads Network me sabse popular ads hai Adsense or Media.net ye dono hi ads provider company hai.

Agur aap ka khud ka koi blog hai, to aap adsense ya fir media.net website pe singup karke . sabse phele aap ko apna website in ads network company se apne blog ko verify karvana hai. jab aap ko mail aa jaye ki aap ke website ads ke liye verify successful hogya hai, to aap use ads network ka ads apne website pe laga le. Aap inmese koi ek company se apna blog verify karva kar uske ads laga sakte hai.

Agur aap ek hi website ko dono website se approval lena chahenge to aap ka account suspend ho sakta hai. ya fir aap ka website blog ho sakta hai dono company me ise liye aap sabse phele ye decide kare ki aap konse ads company ko join karna chahte hai. fir verify ke liye apply  kare. Approval milne ke baad use ads ko apne blog par lagaye or fir apne blog se paise kamaye. Aap ko pata chale hi gya hoga ki Apna blog banakar paise kaise kamaye ads network ke jariye. Blog banakar paise kaise kamaye

2. Advertisement

Dosto aap kisi bhi product ya company ka direct Advertisement kar sakte hai. Blog banakar paise kamane ke liye direct Advertisement system vaise mujhe utna pasand nhi hai. Aap Advertisement se paise kamane ke liye aap kisi company ke sath permanent link bana sakte hai. Jiske badle me aap koi fix amount le sakte hai.

Dosto vaise mai apna batau to mujhe adsense hi best method lagta hai Advertisement se best hai. kyo ki adsense hme per click ke mutabik cpc base pe payment deta hai. or ye  ek best method hai blog se paise kamane ke liye aap ko ispe work karne ke liye iske terms and condition pe dhyan dene ka jarurat hai. Blog banakar paise kaise kamaye

3. Affiliated Marketing

Dosto aap apne blog se affiliated ke jariye bhi ascha paise kama sakte hai. Aap apne blog me adsense ads ke sath ek affiliated marketing ka bhi link use kar sakte hai. Agur aap ka blog hai to aap apne adsense ads ke sath Affiliated se bhi earning karne ka koshis kare.

Aap Internet pe bhut se company ka affiliated program ko join kar sakte hai. Is time me aap ko harek e-commerce website pe Affiliated Program ke jariye paise kamane ka facility mile jayega. Agur aap unka product sale karvate hai, to uska vo aap ko kuche commission dete hai Jo ki aap ka income hota hai. Aap kisi bhi best Affiliated Marketing program ko join karke Income generate kar sakte hai.

Aap blog pe kisi bhi company ke affiliated program ko join kar sakte hai. Jaise Amazon, flipkart, Hostgator or Infolinks jaise website ka Affiliated program ko use kar sakte hai. Online or bhi kai company ka aap ko affiliated program mile jayega aap use join kar sakte hai. Blog banakar paise kaise kamaye

* Amazon Affiliate Marketing kya hai full information
* Affilated Marketing se per mounth 500$ kaise kamaye
* Business Ko Free me Promote Kaise Kare

4. Online Course Launch


Dosto aap ne kai baar kisi youtuber ko ya kisi blog ko ye khete hue suna hoga ki mai ise topic pe ek course launch karne wala hu. Aap isi trhe apna koi online course launch karke paise kama sakte hai. Ye course kisi bhi famous Topic ke liye launch kar sakte hai. Jaise bhut se blogger or youtuber Online Affiliated Marketing ya fir or bhi bhut se topic pe blogger ya youtuber apne course ko launch karte hai.

Aap online kisi coding language ko bhi lekar course launch kar sakte hai. Agur aap computer science student hai ya aap ko koi coding language aata hai, to aap apne knowledge ke mutabik course launch kar sakte hai.

Aap apna khud ka ek e-commerce website bana kar uspe apne knowledge ke mutabik strating se kisi bhi chij ke bare me full details ke sath video bana kar course launch kar sakte hai. Ya fir aap ko or bhi kai website mile jayenge jiske jariye aap Online Course banakar uspe published karne ke baad paise kama sakte hai. Blog banakar paise kaise kamaye

5. Sell e-book

Dosto aap sabse phele ye dekhe ki aap ko kise chij ke bare me knowledge hai. uske baad aap use knowledge ko notepad pe likhe use related topic decide kare. Usme aap ko kise chij ka bare me likhna hai Sara kuche decide kare. Uske baad aap use proper tarike se likhe.

Fir aap jab likh le uska printed ka pata kare. Aap ko lagta hai ki ha print karva kar book sell karna thik hai to aap vo kar sakte hai. Ya fir aap ka koi blog hai ya aap ka koi social media network par followers hai, to aap vha pe bhi apne book ko provide karke sell kar sakte hai. Bhut se blogger blog banakar paise kamane ke liye apne book ka review dene ke baad PDF Provide kardete hai. jise unke book ka cost bhi kam ho jata hai. Sare paise unka profit ban jata hai.

Aap apne ebook ko Amazon pe bhi sell kar sakte hai. Dosto aap jitna ho sake utna apne prize ko kam rakhne ka koshis kare. Or apne profit ko badhane ka koshis kare. Lekin use book me aap jise chij se related information derhe use pura thik se de ta ki aap ke book buy karne wale customers ko yesa lage ki unhone jo book buy kiya hai. vo paisa vasul book hai unke paise kisi galat jghe pe nhi lage hai.

Dosto Agur aap ebook sell karne ka business start karne wale hai, to aap ek chij ka dhyan rakhe ki sabse phele aap apne book ke topic bataye ta ki customers ko pata chale sake ki unhe ise book me kya kya milega. Aap thore se paise ke liye apna Naam n kharab kare nhi to fir koi bhi aap se book ko buy karna pasand nhi karega. Isliye aap apne Customers ke liye honest rhe. Blog banakar paise kaise kamaye

6. Paid Reviews

Dosto Paid Reviews bhi ek best Method hai. Blog banakar paise kamane ke liye. Aap kisi bhi Product ka Reviews de kar paise kama sakte hai. Reviews karne ke aap kai fayde ho jate hai. Agur aap ek asche blogger hai ya aap ka youtube pe channel hai to aap adsense se jada Reviews se PAise kama sakte hai.

Agur aap ka Contact Kuche Best Company se hai, to kuo ki dosto Reviews me aap ko jo Reviews dena hota hai. vo new product ke bare me dena hota hai. jise aap ke visitors bhi badhenge or sath me aap ko income bhi hoga. Agur aap blog banakar paise kamana chahte hai, to aap Reviews ke bhi blog me 2 to 3 types se income kar sakte hai. bs aap ko thora se dimag lagana hai. Blog banakar paise kaise kamaye

1. Adsense

2. Reviews

3. Affiliated Marketing

Aap ko Reviews ke kaam me in tino ka fayda mile sakta hai. Agur aap thora sa dimag lagaye to, kyo ki 80% company apne product ko online sell jarur karte hai. or adhiktar online selling website jinhe e-commerce website bhi khete hai. vo apna Affiliated program jarur chalate hai. aap uska bhi use karke paise kama sakte hai. Blog banakar paise kaise kamaye

Dosto inke alaava or bhi kai topic hai jinpe aap apna blog banakar paise kama sakte hai. Jaise Fashion, Motivation, Entertainment, Travel or Lifestyle  inke alaava or bhi kai topic hai. Aap ko jise chij ke bare me knowledge hai. Aap uske bare me blog banaye or Adsense se Montize karke blog se paise kamaye.

Dosto Bhut se blogger Automobile se related bhi post likh kar paise kama rhe hai. Dosto aap ko bhi jise chij ke bare me knowledge hai. iuske bare me blog banaye or fir blog se paise kamaye.

Ok Friends Umid karta hu aap ko Blog banakar paise kaise kamaye(How to Make Money Blogging) post pasand aaya hoga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap is post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap ise post pe comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga. Or Hmare Social Media Network ko like, share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
*  Blog pe free website kaise banaye
* Blog Pe Post Kaise Likhe.
* BLOG KA TRAFFIC KAISE DEKHE.

Sunday, 23 December 2018

Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic

Hi Friends,

Aaj hm ise post me janege Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic konse hai. Dosto agur aap blog par jada traffic pana chahte hai, to mere bataye jane wale topic pe aap post sabse jada likhe fir aap ke website pe aane wala traffic aap dekhte rhe jayenge. Aap ko in topic pe itna traffic milega ki aap ko blogging se lagav ho jayega.


Dosto aap to jante hi hai ki agur aap ke blog pe traffic jitna jada aayega aap ko Earning bhi utna jada hoga. Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ise ke bare me bhut se visitors jaanna chahte the. Blog par jayada traffic pane ke liye best topic ke bare me sabse jada vo blogger janna chahte the jo new blogger the.
* Blog me Menu bar Kaise Edit kare
* Blogspot Blog me Favicon Icon Kaise Add kare

Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic


Dosto mai aap ko jin topic ke bare me bataunga dosto un topic pe google pe sabse jada search hota hai. or inke CPC bhi bhut high hote hai. Agur aap Blog par adsense ka ads use karte hai, to aap ka earning bhut jada hoga.

Mai ek din kuche search kar rha tha facebook pe to main ek post ke niche bhut sare comment dekha jha pe sirf pucha gya tha ki hm new blog start karna chahte hai. Is liye aap sabse popular topic ke bare me bataye. Fir Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ke bare me mujhe khyal aaya ki mujhe ek post likhna chahiye jisme mujhe batana chahiye ki Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic konse hai. to dosto ab chalte hai hm ab apne topic ki or. Agur aap bhi Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ke baare me jaanana chahte hai to ise post ko suru se lekar last tk jarur padhe.


Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic

Dosto mai aap ko bata du ki jo mai topic is post me bata rha hu use topic pe sabse jada traffic aap ko google search se milega. Aap in topic pe jo bhi post likhe use thora thik se likhe matlab ki seo ka dhyan jarur rakhe post likhte time yesa nhi hai ki aap in topic pe bs post likh diye aap ko traffic milna start ho jayega

Dosto Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ise post me maine jo topic bataya hai . In topic pe phele se bhi kai blogger ne post likha hua hai jo google me search karne me show hote hai. ise liye in topic pe post likhte time aap ko seo ka bhi dhyan rakhna hai keyword ka to aap jarur dhyan rakhe ta ki agur koi bhi google pe search kare to aap ka post google search enginee me sabse phele show ho.

1. Product Review:- Dosto Product Review mera best topic or Online paise kamane ka sadhn hai. Dosto aap mera viswas karo mere kai blog hai. Agur traffic ka baat kare to First number par Product Review blog or Second Number par ye blog jise par aap post padhe rhe hai.


Dosto Product Review me aap ko kai parkar ke benefit mil jate hai. Jaise ki aap apne blog ko adsense se verify karke, Product Review or Affiliated Link ke jariye bhi paise kama sakte hai. Agur baat kare traffic ka to aap ko Product Review ke topic me aap ko traffic bhut jada mil jayega. Aap aa rhe jade traffic ka extra benefit bhi utha sakte hai.

Aap ko Product Review me bs hmesa kuche New product ke bare me Review dena hai. Marcket me jo bhi new product ya fir new koi bhi chij hota hai to uska information aap apne blog mede aap apne blog me jitna fast Service denge aap ke blog ka traffic utna hi fast hoga.

2. Health & Fitness:- dosto health & Fitness ke bare me agur aap ko knowledge hai, to aap health & fitness ka blog create kar sakte hai. aap ko isme bhi Product Review ke trhe income karne ka mouka mil jata hai. Daily bhut sare visitors google search enginee pe health & fitness pe bhut kuche search karte hai. Agur aap ko health & fitness ke bare me knowledge hai or aap likhna jante hai. English ya hindi me to aap ek blog open kare.


Aap ko jo bhi knowledge hai aap usme likhe or likhte time aap ko seo ka bhi dhyan dena hai. Agur aap koi post likhte hai, to aap uske sath kisi product ka Affiliated link bhi de sakte hai. Dosto agur aap post ko google ke first page pe rank kara dete hoto aap ko bhut sara google se traffic mil jayega. Aap jab bhi fitness me product ka baat kare to uska affiliated link jarur dede ta ki aap ke visitors ko product ke liye paresan n hona pade. Unhe aap ka bataya gya product aasani se mil sake. Ise Topic se aap ko Adsense, Product Review or Affilated se bhi earning hoga. Par dosto aap ek chij ka dhyan Rakhe ki aap paise ke laluch se kisi ko galat company ya galat product ke bare me n bataye. Adsense bhi post me topic se related ads show karta hai jise aap ke blog pe lage ads pe click bhi jade honge.

3. How to Make Money Online/offline:- Dosto agur baat kare ise topic ke bare me to log google pe sabse jada yahi search karte hai. How to make money/ Paise kaise kamaye. Dosot agur aap ne ise topic par blog bana liya to aap ke blog par google ke Search Enginee se bhut sare traffic milenge.

Dosto ise topic pe phele se hi bhut se post likhe gye hai. ise liye agur  aap apne post me keyword or seo ka dhayn rakh kar post likhte hai, to aap ka post or blog google pe 1page pe aajayega or fir aap ke blog ka traffic bhi increase ho jayega. Fir aap agur blog pe adsense ads use lkarte hai, to aap ko  income bhi increase ho jayega.


Dosto aap ko Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic me bataye jane wale topic pe aap ko bhut jada seo ka dhyan rakhna hai. jise aap ka blog or post google pe rank ho sake. Aap ko Apne post me sabhi ke post se thora alag information dena hoga. Alag ka matlab hai ki aap ko kuche new information dena hoga apne blog par jise visitors ko new content new idea mile sake paise kamane ka. Aap How to make money me Online/Offline dono tarike ke idea de sakte hai.

4. Seo Blog:- Dosto agur aap apna blog sirf seo ke topic se related banate hai, to ise aap ko kai fayde honge. Ek to aap ka knowledge badhega seo se related topic pe agur post likenge to kyo ki aap ka hmesa dhyan seo se related chijo me rhega. Agur aap seo sikh lete hai to aap kisi bhi person ka website pe seo se related work kar sakte hai.

Dosto Agur aap ko seo ka knowledge hai vo bhi best knowledge to aap company bhi join kar sakte hai. Dosto koi bhi online company ho unhe seo person ka bhut jarurat  hota hai, kyo ki unhe apna product sabse phele lana hota hai. Google me ta ki koi search kare to unka website hi sabse upar aaye  or unka product sabse jada Sale ho.  Ya fir aap apne personal client bhi bana sakte hai. jinke blog ko aap google me rank kara kar kuche money earn kar sakte hai.

Dosto aap mera yakin mano main ek apne friends ko dekha hai. jo ki delhi me rhete hai. vo sirf apne seo ke knowledge se hi itna kamate hai. ki unhe ab or koi kaam ya unhe ab or koi topic pe blog bana bhi ascha nhi lagta. Aap bhi agur seo se related blog banate hai, to aap ko bhi bhut sara traffic milega google se. Bs aap apne visitors ko sahi knowledge de kisi bhi parkar ka paise kamane ke liye fake knowledge n de.

5. Jobs Blog:- Dosto agur aap ek blog banana chahte hai or aap topic choose karna chahte hai or aap ko samajh nhi aa rha konsa topic choose kare to maine vha pe aap ko kai topic bataya hai. Agur aap ko jada traffic gane karna hai apne blogs se to aap Jobs se related blog bana kar money earn kar sakte hai.

Dosto ise topic me aap ko daily per min pe website update karte rhena hoga. Aap ko job se related har ek form ko apne blog par mention karna hoga, ta ki aap ke visitors aap ke blog par apna samye spend kar sake or unhe apna time spend karne se unhe profit bhi mile. Ise liye dosto job se related website bana rhe hai, to aap ise chij ka dhyan rakhe ki aap ko koi bhi fake kaam nhi karna hai. Aap jo bhi information dale thik dale ta ki logo ko problem n ho vo aap ke website pe bharosa kare.

Dosto aap ko apne website pe hmesa vahi information publish karna hai. Jo bilkul sahi ho or uska aap ke pass proof hona chahiye ta ki koi aap ke upar sawal n utha sake. Aap apne job ke website me har ek parkar ka job provide kare ta ki aap ke visitors ko job se related koi bhi kaam ke liye paresni n ho. Agur aap apne jobs blog ko thik se maintain karte hai, to aap ke blog par bhut sare visitors aa jayenge.

Ok Friends Umid karta hu aap ko Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic post pasand aaya hoga. Agur friends aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap ise post pe comment jarur kare mai aap ka jarur help karunga. Agur aap ke liye ye post helpfull hoto aap ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Or hmare social media network ko like share or join jarur kare.

Ye bhi Padhe.
* Top 10Responsive and Seo Optimized Templates
* Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare
* SSL Certificate use karne ke Advantage and DisAdvantage 
* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address