Hi Friend,
Aaj hm is post me janege Blog pe Free website kaise banaye. Ab aap bhi apna free Website bna sakte hai.Vo bhi bilkul free Sirf aap ko thora bhut apna vakt dena hai net pe ise jada or kujhe nhi. Aap ko dhyan rakhna hai ki Free Website banana bhut asan hai. Par aap ko Free Website ko manaze karne or use design karne me thora muskil aa sakta hai. iske liye mai aap ko website ko kaise design karna hai uske bare me mai aap ko is website pe time to time update karte rahunga.
Free Website Banane se phele mai aap ko iske kuche fayde bta deta hu. Shayad aap ko Free Website bnane ke fayde pta hoga agur nhi pta to aap iske fayde jaan sakte hai.
* Aap Free Website bna kar ise paise bhi kma sakte hai.
* Agur aap Free WEbsite bnate hai to aap Internet ke duniya bhut jada naam kma sakte hai.
* Agur aap ek asche blogger hoto aap Free Website ke jariye khi bhi ghumne ka mouka pa sakte hai vo bhi company ke jariye.
* Free Website ke jariye aap paise kamane ke sath apne blog ke jariye apne visitors ka help bhi kar sakte hai. Iske sath or bhi kai fayde hai jinhe aap khud hi jaan jayenge.
Free Website kaise banaye.
Abe Aap mujhe Step by Step follow kare Free Website banane ke liye.
Step1: Free Website bnane ke liye Aap apne Phone ya Pc me koi bhi browser me www.blogger.com search kare.
Step2: Abe aap se vo Gmail Id Mange Rha hai. Gmail Id bhar kar Next Pe Click kar de.
Step3: Aap se Abe password mange ga password bhar de Or Sign in pe click kare.
Step4: Abe Aap New blog pe click karde.
Step5: Abe Ek or Page khula ho ga.
1. Jha pe Title likha hai vaha pe aap apne blog ka Name likh de. (Example:-Kab kya Kaise) Ye mere blog ka name hai aap apne anusar apne blog ka name likhe. Jo Name aap ko thik lage vahi name aap apne blog ka rakhe jo padhne me bhi aasan ho or Visitors ko bhi samajh me aaye.
2. Address me aap apne blog website ka kya Name dena chahte hai.Vo likh de Vo koi bhi Site se match n hota ho.
3. Abe aap bhut sare Template Dekh Rhe honge unme se koi Ek pe Click kar de.
4. Abe aap create blog pe click karde.
Abe aap ka bilkul site tyar ho gya hai. Ab aap ispe apna post daal sakte hai.
Ok Friends Umid karta hu aap ko Blog pe free website kaise banaye post me bs itna hi agur aap ko ye post pasand aaya ho ya aap ka koi Question hoto please aap comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga. hmare social media network ko like, Share or Join jarur kare.
Ye bhi padhe.
* Blog Pe Post Kaise Likhe.
Blog pe free website kaise banaye
Reviewed by Rishav Rai
on
June 23, 2016
Rating:
No comments: