Thursday, 23 June 2016

Blog Pe Post Kaise Likhe.

Hi Friend,
Aap ko aaj mai btaunga ki Hm apne Blog Pe Post kise daale Or Ise ke Kya fayde hai.
Post daalne ke kya fayde hai?
Post daalne ke bhut fayde hai jinme se mai kujhe bta deta hu.
1.Aap ki Knowledge sab me share hoti hai.
2.Aap Apne Site se Earning bhi kar sakte ho.
3.Aap Koi bhi Company ke sath jur sakte ho.
4.Apna Business promot kar sakte  ho.
              Blog Pe Post kise likhe.?
Step1:Aap Phele koi bhi Browser me www.blogger.com me login kare.
Step2:Aap abe Dashboard Pe Jaye.
Step3:Aap abe Post pe Click kare.
Step4:Aap ke page pe sabse upar ek Pancil ke trhe ek Icon dekhenge vha pe click kare.
Step5:Abe Jo Page khulega vha pe aap apna Post likhe Or Publish/Update kar de.
Abe aap ka Post aap ke site pe Show Hone lge ga.
Mujhe Umid hai aap ko ye Post samazh aa gya ho ga.lekin aap ko koi Problem hai to jarur comment kare.
Aap ko ye Post kisa lga Please Comment kar ke btaye.

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Popular posts from this blog

Sarkari Naukri ke liye vacancies kaha se check kare or Online form kaise fill kare

Youtube Video Ko Online Kaise Rank Karaye Latest Tricks

Paypal Account kaise banaye or Verify Kaise karaye

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address