Amazon Affiliate Marketing kya hai or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye

Hi Friends,

Aaj mai aap ko ise post me Amazon Affiliate Marketing kya hai, Amazon Affiliate program or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye ke bare me bataunga. Dosto bhut se log ye Question karte hai ki Amazon Affiliate Marketing kya hai, Amazon Affiliate program or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye jate hai ke bare me. Dosto aaj mai aap ko ise post me in sabhi Question ke Answer dunga vo bhi saaf sabdo me jise aap thik se samajh sake.


Amazon Affiliate Marketing kya hai or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye


Dosto mai aap ko phele hi bata du ki mai ise post ke andur kuche aap ke liye fayde wale bhi baat  bataunga ise liye aap ise post ko suru se lekar last tk jarur padhe. Dosto Aap Online Amazon se ya fir or kisi Affilated Marketing se paise kama sakte hai. Par dosto mai hmesa ke trhe ise post me bhi kahunga ki inhe apna career n banaye bina soche samjhe. Aap inhe part time hi rhene de jab aap ko lagta hai, ki aap ise apna or apne parivar ka kharcha chala sakte hai. to aap ise kaam ko full time kar sakte hai. Fir bhi dosto aap sirf isi me kaam n kare aap Online or koi bhi business start kare ta ki aap ko apne life me problem n aaye.

* Student Online Part time job kar paise kaise kamaye
* OneAd Application kya hai, OneAd application se paise kaise kamaye

Dosto Amazon Affilated ke liye Amazon ka website hai Amazzon Associates. Ise website ka use karke aap Amaon Affiliate Programing ka laabh utha sakte hai. Dosto Amazon Affiliated program se aap bhut hi ascha income kar sakte hai. Iske use ke liye aap ko Amazon Associate ka fayda uthane ke liye aap ko iske website pe jaana hai. Ab aap ko Amazon Account ko use karke Signin karna hai. Agur aap ke pass Amazon Account nhi hai, to aap iske website pe ja kar signup karle or fir login kare.

Amazon Affiliate Marketing Program kya hai?


Dosto Amazon Affiliate Program pe dosto kaam karna jitna aasan hai, Utna hi jada muskil bhi hai. Iske liye aap ke pass followers hone chahiye. Jise aap asche paise kama sake. Amazon Affiliate program aap ke liye best method hai paise kamane ke liye agur aap ke pass followers hai to.

Amazon Affiliated Marketing Program ek best Method hai apne Parchar ke liye. AffiliatedMarketing program ye sabke liye faydemand hota hai. Agur koi bhi company Affiliated Marketing program use karta hai, to ye us company ke liye or uske sath kaam karne walo ke liye bhut hi faydemand hota hai.

Jaise ki Amazon Affiliated Program use karte hai, to aap ko Amazon ke product ko sell karna hai. vo bhi apne through ise trhe karne se company aap ko kuche commission deta hai. Aap ne kai Youtuber ko dekha hoga vo apne video ke description me kuche product link dete hai. Agur aap us link pe click karte hai, to aap us product page pe pahuche jayenge fir agur aap us link pe click karke use product ko buy karte hai, to aap ko uska kuche commission milta hai.

Isi trhe dosto aap bhi Amazon Associate se paise kama sakte hai. Aap Amazon Affiliate Marketing Product link ko Whatsapp, Facebook, Twitter or blog pe ise link ko share karke paise kama sakte hai. Agur aap ka apna blog hai, to aap Amazon Affiliated widget ka use karke aap Amazon Affiliated Program/ Amazon Associate ya fir Amazon Affiliated Marketing Program ke product ko sell karke commission bana sakte hai. to dosto aap ko pata chale hi gya hoga ki Amazon Affiliated programming kya hai. Saral bhase me kaha jaye to aap ko apne through Amazon ke product ko sell karvana hai or Amazon aap ko uske badle me kuche commission dega.

Amazon Affiliated Program se paise kaise kamaye ?


Amazon Affiliated Account kaise create kare ?

Dosto Sabse phele aap ko Amazon ke Affiliated website pe jana hai. Uska naam hai Amazon Associated aap iske website pe ja kar sabse phele login kare apne Amazon Account se. Agur aap ke pass Amazon ka account nhi hai, to aap ise free me bana sakte hai. Iske liye aap ko kisi bhi parkar ka koi paise nhi dena hai. Aap Signup pe click kare or signup karle.

1. Sabse phele aap Amazon pe Create a Account pe click kare.

2. Ab aap ke samne next page open hua hoga aap uspe apna full details fill karde.

3. Ab aap apne website details bhi fill karde.

Dosto aap se agur or koi details mangta hai  aap ke account verification ko complete karne ke liye to aap vo padhe par use provide karde jaise aap ka PAN Card bhi details mang sakta hai.

Dosto aap ko pata chale hi gya hoga ki aap ko Amazon Affiliated Program ya Amazon Associate se Earning kaise hoga. Agur aap kisi product ko apne through sell karvate hai to us product ke price me se kuche percentage company aap ko aap ka commission dedega.

Agur aap ise ke product ko apne Website, facebook, whatsapp ya fir koi place par adveritze karna chahte hai, to aap ko use Related link generate karne ka option mile jayega. Aap ko is eke product ko promote karne ke liye blog par use hone wale different type ke widget bhi mile jayenge. Agur aap apne blog par banner ads lagana chahte hai Amazon Affiliated Program ka to aap banner ads code copy karke apne blog par laga sakte hai.


Aap ko Amazon Associate website pe sidebar widget bhi mil jayenge jiska use aap apne blog me kar sakte hai. Dosto aap iske sabhi parkar ke ads ko ek baar jarur check kare ki aap ke blog par kise parkar ka ads ascha lagega. Uske baad se aap apne blog par Amazon Affiliated Program ka ads lagaye.

Amazon Affiliated Program ka Payment Details

1. Amazon Affiliated Program ka Minimum Payout 2500Rs hai.

2. Aap ka Payment Amazon Affiliated Program Mounth ke last me pay karta hai.

3. Agur dosto koi aap ke affiliated link se koi product buy karta hai. or vo firse vapus kar dega to aap ko diya hua commission Amazon Affiliated Program vapus se Return lelega.

4. Dosto aap kabhi bhi Apne hi link se apne liye product n kharide nhi to aap ko kisi bhi partkar ka commission nhi milega.

Dosto aap agur blogger hai, to ye program aap ke liye bhut hi best hai earning karne ke liye. Aap apne Blog par Amazon Affiliated Program ka link use karke badhiya paise kama sakte hai. Agur aap ke blog par traffic aata hai to.

Ok Friends Umid karta hu aap ko Amazon Affiliate Marketing kya hai, Amazon Affiliate program or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye post pasand aaya hoga agur friends aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap ise post pe comment kare mai aap ka jarur help karunga. Agur aap ko ye post ascha laga ho ya aap ke liye ye post helpfull hoto ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Or hmare social media network ko like, share or join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Rozdhan app kya hai, Rozdhan App se paise kaise kamaye
* Paise kamane ke liye Real/Best App

Amazon Affiliate Marketing kya hai or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye Amazon Affiliate Marketing kya hai or Amazon Affiliate program se paise kaise kamaye Reviewed by Rishav Rai on December 27, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.