What is Time in hindi(samay kya hai)

Hi Friends,

Aaj hm ise post me janege What is Time in hindi(samay kya hai). Dosto maine What is Time(samay kya hai) ise Related bhut se Article padhe hai. Jab ye Question mjhese kiya gya to ta ki mai un post ka link apne Website pe ya mail kar saku jisne mere website pe Contact form fill kiya tha. Lekin dosto kuche logo ne kuche jada hi bada kar likha hua tha matlab ki likha to thik tha par vo samajh me aana bhut muskil tha is liye fir maine socha ki kyo n apne Website pe  post likha jaye ki What is Time in hindi(samay kya hai).


What is Time in hindi


* Raksha Bandhan ka Tyohar kyo manaya jata hai.

Dosto sabse phele ki What is Time (samay kya hai) ye ek post me batana bhut muskil hai lekin fir bhi mai aap ko ise post me koshis karunga ki mai aap ko bata saku vo bhi saral bhasa me. Ise liye aap post ko pura padhe. Dosto What is Time (samay kya hai) ye ek Physical me puche jane wala bhi Question hai. Ise liye aap ise post ko thik se padhe ta ki koi aap se puche to aap bata sake.

What is Time (samay kya hai)?

Dosto agur baat kiya jaye to What is Time (samay kya hai) ka koi bhi Defination thik se nhi de sakta hai. Lekin kuche logo ne kuche sentiest ne ise ka full form bata ya hai. jise mai aap ko saral bhasa me batata hu. Dosto samye ka dusra naam jivan hai Manushye ke liye. Jaise-Jaise time dahta hai vaise – vaise use Related sabhi chije badhti hai. Time ko mapne ka sahi tarika Earth ka ghumna hai.

Dosto prachin log Time ka pata lagane ke liye Retghari ka use karte honge. Aap ne ye  Retghari khi na kahi to dekha hi hoga. Aap is image me bhi dekh sakte hai. Isi ko Retghari kaha jata hai.


samay kya hai

Dosto Logo ka khena hai ki hm duniya ka sab kuche khone ke baad sirse mhenat karke paa sakte hai. Jaise Gya hua paisa, Chuta hua kaam, Choda hua khana ya fir kahi pe jane wala train duniya ka koi bhi chij chodne ke baad paa sakte hai. Par Time ise trhe ki chij hai, jo aap ke hath se nikal jaaye to aap use firse nhi pa sakte hai. Ha us time pe kiya jane wala kaam dusre time me kar sakte hai. Lekin aap firse usi time me aa kar nhi kar sakte. Jise time me aap ko karna tha. Isliye dosto samye ka hme hmesa importance rakhna chahiye apne jivan me.

Dost ohm apne Mhenat se sab kuche paa sakte hai. Lekin aap jitna bhi mhenat karle jo time bit gya us time me aap vo kaam firse nhi kar sakte hai. Isliye aap ko Time Management karna chahiye jise aap ka kaam thik time pe ho. Dosto kuche gyani logo ka khena hai ki hmare pass 1 Day me 24hours hote hai jo in 24hours ka sahi management kar liya ya time ke value ko jisne samajh liya vo kabhi bhi kisi kaam me asafal nhi hoga. Jo apne kisi bhi kaam ke liye Time Management karleta hai. Or us time ko follow karke us kaam ko karta hai to fir use success pane se koi nhi rok sakta hai.

Time vo hota hai Jab time spend hota hai, to bhut se parkar ke kaam ya ghtnaye ghatti hai. kisi 2chijo ke sath koi kaam hua ya aap ko khi jana hai us place par jane me jitna time laga vahi samye hai. Kisi do chijo ko milne me jitna vakt laga vahi time hai.


Dosto Time ko maapne ke liye  phele ke log kai parkar ka chij use karte the jinhe ghari ya ghanti yantr khete the. Or bhi iske kai phele ke naam the lekin ab log ise ghari ke naam se janta hai. Ye samye mapan yantr samye ke sath iska yantr dhaacha badlta gya. Jaise Retghari, fir metal ghari or fir aaya digital ghari. Sab ka kaam same par uska dhaacha or uska batane ka tarika alag.

Phele ke log time ko mapne ke liye kai parkar ka taknik use karte the. Kai jghe pe log apne jati ke anusar se mapte the ya fir uska naam bhi alag rakh dete the. Lekin ab ise log ghari hi khete hai.

Time Management Kya hai?

Dosto abhi tk hmne jana ki What is Time (samay kya hai). Ab hm janege What is Time Management Aap apne life me job hi kaam karte hai. Ya aap jo kaam karna chahte hai. Uske liye  aap ko sabse phele time manage karna padta hai, ki aap konsa kaam kab karoge or kab tk use karte rhoge. Matlab ki aap ko ek time-table bana padta hai, ta ki vo koi bhi kaam thik se or sahi time pe kar sake. Time Management hmare life ka sabse bada or jaruri part hai.


Time of Importance (Samye ka mahatav)

Dosto Time of Importance (Samye ka Mahatav) ko samajhna hmare liye bhut jaruri hai. Dosto sabhi logo ko Samaye ka Mahatav samajhna bhut muskil hai. Par jo log samye ka mhetav samajh lete hai. Unhe aage badhne se koi nhi rok sakta hai. Vo fir bhagwan hi kya n ho kyo ki god bhi usi ka sath dete hai. jo log khud ka sath dete hai. Istrhe hmare bade or bujurg log khete hai or ye sach bhi hai.

Agur koi bhi Person koi bhi kaam lagan or mhenat se kar rha hai vo bhi samye ke sath apne aap ko change kar rha hai to use aage badhne se koi nhi rok sakta hai. Agur koi person kisi kaam me 10thousands kama rha hai or vo samye ka mahatav samajhta hai or samye ke sath chalta hai to vo mhenat se us kaam se 1lakhs Rupees se bhi jada kama sakta hai.

Samaye ke sath manushye ko apne aap ko change karna bhut jaruri hota hai. ta ki use future me kisi bhi parkar ka problem n aaye. Ise liye aap Smaye ke importance ko samajiye or samaye ka dhyan rakh kar kaam kijiye. Kyo ki samye ko koi bhi nhi rok sakta aap samye ke liye wait kar sakte hai. Par Time aap ke liye wait nhi karega.

Ok Friends Umid karta hu aap ko What is Time in Hindi (Samay kya hai) Post pasand aaya hoga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap ise post pe comment jarur kare mai aap ka pura help karunga. Or hmare social media network ko like,share or join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Raksha Bandhan ka Tyohar kyo manaya jata hai.
* 5Best Bussiness Ideas 0Rs Investment

What is Time in hindi(samay kya hai) What is Time in hindi(samay kya hai) Reviewed by Rishav Rai on December 28, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.