Showing posts with label Seo. Show all posts
Showing posts with label Seo. Show all posts

Friday, 11 January 2019

Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi

Hi Friends,

Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi - Aaj mai aap ko ise post me Download Top Responsive Blogger Template 2019 - in Hindi ke bare me bataunga. Ye Top Responsive Blogger Template me se kuche Responsive Blogger Template ko maine khud use kiya hai, or kuche maine online Responsive Blogger Template ko check karne ke baad ye post likh rha hu. Dosto ye Top Responsive Blogger Template bhut hi best Template hai Aap in Responsive Blogger Template ko apne blog me use kar sakte hai.



Download Top Responsive Blogger Template 2019



* Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method 
* Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic
* Top 10Responsive and Seo Optimized Templates

Maine jo bhi Top Responsive Blogger Template bataya hai. Aap in Top Responsive Blogger Template ko use karke jarur check kare. In blogger template me aap ko theme ke andur hone wale sare benifits or seo se related seting kiya hua aap ko milega bs aap ko unhe thik se set karna hai. or fir bs aap apna work start karde blog par aap ke visitors ko aap ke site ka quality bhi bhut pasand aayega bs aap thora se iska design me kuche changing karna pade sakta hai. Ab hm chalte hai apne main topic ki or Top Responsive Blogger Template konse hai.

Dosto mai aap ko ise post me Top Responsive Blogger Template ke bare me bata to rha hu par aap ko Dosto pata hona chahiye ki hme apne blog ke liye Top Responsive Blogger Template choose karne se phele kise chij ka dhyan rakhna chahiye ise liye aap Ise post ke niche wala topic bhi jarur padhe.

Download Best Top Responsive Blogger Template 2019


1. Techmax


Techmax Template Download

Dosto Techmax Template ek bhut hi best Top Responsive Blogger Template hai. Is Template me aap ko bhut se benefit mil jayenge. Jaise Multi Author Template, Fully Seo Optimized or News Magazine Design or bhi bhut  se benifits aap ko is Top Responsive Blogger Template me mile jayega. Aap ise Top Responsive Blogger Template ko use karte hai to aap ka website fast loding site ban jayega. Aap ek baar Techmax Template ko jarur use kare or aap comment karke jarur bataye ki aap ko ye template kaisa laga.

2. Tech Top Template

Tech Top Template Download

Dosto Tech Top Template ye bhi template bhut hi best Top Responsive Blogger Template hai. Agur aap Tech me or koi dusra Template use karna chahte hai, to aap ise Top Responsive Blogger Template ko bhi try kar sakte hai. Dosto ye bhi ek Top Responsive Blogger Template hai ye template mobile friendly, Seo Friendly or bhut hi fast loading Template hai. Isme aap Adsense use karke best earning kar sakte hai. Agur aap Adsense ads ka use thik se karte hai, to fir aap ka Adsense earning increase hone ka bhut jada chance hai Agur aap ye Top Responsive Blogger Template use karte hai to.

* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points

3. Top News

Top News Template Download

Dosto Top News Template bhi bhut hi best template hai. Agur aap ke pass News se related blog hai to aap ise Top Responsive Blogger Template ko jarur use karke check kare. Ise Template me aap ko Fast Loading, Responsive, SEO Friendly, Ads Ready facility, Drop Down Menu or Best Design ka facility mile jayega iske sath aap ko or bhi kai facility mile jayenge jo ki jab aap use karenge to aap ko pata chale jayega.

4. Phantom Responsive Templates


Phanton Responsive Templates Downloads

Dosto Phanton Responsive Templates ye ek Simple Template hai par ye Top Responsive Blogger Template hai. Isme bhi aap ko fast loading, Seo friendly or ek best  blog Design provide karta hai. Agur aap apne blog ko Fast loading rakhna chahte hai or normal design to aap ise Top Responsive Blogger Template ka use jarur kare.

5. My Mag

My Mag Template Download

Dosto My Mag Template bhi ek Top Responsive Blogger Template hai. Agur aap thora sa bhi coding jante hai  to aap ise apne tarike se or best bana sakte hai. Aap iske design ko thora sa customize karde to ye Top Responsive Blogger Template aap ke blog ke liye bhut hi faydemand sabit ho sakta hai. Ise Template me aap ko Seo Optimized, Mobile Friendly or Responsive Design milta hai. Iska design utna best to nhi hai. Par aap ise thora sa change karde to aap ke blog ke liye bhut best rhega.

Blogger ke liye Kaise Template Choose kare

Dosto Blogger ke liye Top Responsive Blogger Template choose karne ke liye aap ko kuche points ko dhyan me rakhna hai jo points mai aap ko niche bata rha hu.

1. Best Template Design:- Dosto aap sabse phele dekhe ki aap jo Top Responsive Blogger Template choose karne ja rhe hai uska look kaisa hai. Agur look best hai Aap ke Top Responsive Blogger Template ka to fir 2 points check kare.

2. Responsive:- Aap jo theme choose kar rhe hai. vo Pc or mobile me thik se open hota hai ya nhi uska mobile look bhi best hai ya nhi.

3. Seo Friendly:- Dosto Seo Friendly hona bhi bhut jaruri hai ta ki aap ke blog ko rank karvane me help mile sake.

4. Fast Loading:- Aap ek baar Top Responsive Blogger Template ka fast loading jarur check kare, ta ki aap ke visitors ko problem n ho.

5. Navigation:- Dosto Top Responsive Blogger Template me Navigation bhi bhut important hota hai. Aap ise chij ka dhan jarur rakhe.

6. Ads:- Dosto kuche Top Responsive Blogger Template me Ads ko bhi lekar bhut hi best design kiya hota hai jise aap ke blog ke speed thik rhe.

Agur aap in chijo ko dyan me rakh kar Top Responsive Blogger Template use karenge apne blog meto aap ka bhut jada besnifits milega.

Ok Friends Aaj ke Download Top Responsive Blogger Template post me bs itna hi. Umid karta hu aap ko Download Top Responsive Blogger Template post pasand aaya hoga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap is post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap ise post pe comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga. Or Hmare Social Media Network ko like, share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Blog banakar paise kaise kamaye-2019 Latest Method
* Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic

Tuesday, 17 July 2018

Hindi Blog par Traffic n aane ke kya karan hai

Hi Friends,

Aaj hm es post me jaanege ki Hindi Blog par Traffic n aane ke kya karan hai. Agur aap bhi ek blogger hai, to aap ke bhi dimag or man me ye baat aata hoga ki Hindi blog me Traffic kyu nhi aata hai. Mai apne Hindi blog pe traffic lane ke liye bhut kuche karta hu Fir bhi Traffic nhi aata hai kyu, ye Question aap ke Man me hmesa aata hoga.

www.suryarishavrai.blogspot.com



Kuche New Blogger apne blog par traffic pane ke liye bhut kuche karte hai paid traffic bhi lene ka koshis karte hai. Fir bhi unke blog par traffic nhi aa pata hai. Fir jab vo paresan ho jate hai, To vo Blog se Exit ho jate hai. unka ye khena hota hai,ki Hindi blog me koi paisa hi nhi hai. Hindi blog me review kam milta hai. or bhi bhut kuche khete hai Hindi blog ke baareme.


Bhut se log ye mante hai, ki Hindi blog jade ho gye hai ise liye hmare blog pe traffic nhi aa pata hai. ha ye sahi hai. Lekin ye pura sach nhi hai. Kabhi bhi aap ko ek website vo apne ek hi Postion pen hi rhe sakta hai. Kabhi vo upar jata hai, Kabhi vo niche aa jaata hai. Is liye aap bhi agur post thik se likhe seo ko dhyan me rakh kar to aap ke Hindi blog par bhut traffic mil jayega. Jo ki aap soach bhi nhi sakte hai.

Google pe hmesa search enginee me top pe rhene ke liye kya karna chahiye. Vo konse Mistake hai. jo aap ko nhi karna chahiye Google pe Top me aane ke liye. Google me top pe aane ke liye aap hmesa seo ko apne dhyan me rakhe post ko likhte time. To ab hm jante hai Hindi Blog par Traffic n aane ke kya karan hai.

Hindi Blog par Traffic n aane ke kya karan hai.

1. Use Best Theme and Theme Customize:- Dosto Blog banane ke baad sabse jaruri chij hai. Best Theme use karna blog me or fir use apne According Customize karna. Jise aap ka Blog best lage or aap ke visitors aap ke blog ko pasand kare.

Aap ko Agur Coding ka jankari hai, to aap apne blog ko coding ke through thik se customize kare. Agur aap ko coding nhi aata to aap ko jis chij ke bare me coding chahiye aap google par search kar Coding ko use kar sakte hai. Ya fir aap Theme ko Customize karne ke liye Tios bhi google pe Search kar sakte hai.

2. Domain Name Aasan or best nhi hona:- Dosto aap jab ek blog create kar lete hoto to aap ko ek domain ka jarurat hota hai. Jise aap ke blog ka ek phechan bane or kai log mistake ye karte hai ki vo apne blog ke domain name pe dhyan nhi dete hai or vo Domain name ko mazak me lete hai. Jise ke karan unko bhut problem hota hai.

Domain Name aap hmesa easy rakhe Jise log jaldi yaad kar sake or aap ka Domain aap ke blog ka ek ascha phecan ban sake. Domain name aap hmesa apne blog se milta julta hi rakhe. Jise aap ka blog best lage or aap ke Domain name ko yaad kar sake ta ki kabhi bhi unhe aap ke blog pe aana hoto vo direct search kar aa sake. Hindi blog par traffic n aane ka ye bhi sabse bada karan ho sakta hai. Agur aap ka Galat tarike ka Domain hai, to logo ko vo website fake lagega.

3. Post ko thik se n likhna:- Dosto Hindi blog par traffic n aane ka ye bhi karan ho sakta hai, ki aap ka post log thik se n samajh pate ho ya unhe aap ka likha hua word samajh me n aata ho. Aap jab bhi  post likhe uske andur vahi word ka use kare jo log Normal trhe se bolte ho. Kai baar ek chij ko hi log kai trhe ke word se bulate hai. Par aap ko ye pta hona chahiye ki us chij ko sabse jade baar log kis name se bulate hai.


Aap jab bhi post likhe seo ko dhyan me rakh or uske sath apne likhe jaane wale word ko bhi thik se likhe ta ki log aap ke post ko pasand kare. Unko blog me lage ki ha kuche hai or unhe blog post padh kar ascha lage or unse feedback lene ka bhi pura koshis kare. Ya bhi ek bhut bada karan ho sakta hai Aap ke Hindi Blog par Traffic n Aane ka.

4. Software ke help se Translate Method use karna:- Dosto Hindi Blog pe Traffic n aane ka karan Software ke jariye English ko hindi me convert kar blog pe likhna bhi ho sakta hai. Agur aap bhi Software ke help se English ko hindi me convert kar likhte hai blog me to aap ye kaam band karde. Aap khud se hi Post ko likhe jise aap koi bhi word ko simple tarike me likh sakenge.

Agur aap khud se koi word likhenge to vo word logo ko jarur samajh aayega. Kyo ki vo word aap ko samajh me aa rha hai matlab ki or bhi logo ko samajh me aaye ya fir aap agur koi word likh rhe hai. Aap ko lagta hai, ki nhi ye word baki log nhi samajh payenge to aap uske liye google ka help le sakte hai. Is liye aap ko apne blog post me likhe jaane wale post ke word pe dhyan dene ka jarurat hai. Ye bhut bada karan ho sakta hai. Aap ke Hindi blog par Traffic n aane ka or agur aap yesa karte hai to aap ka adsense bhi ban ho sakta hai.

5. Reader ka Comment ka Reply na Dena:- Dosto aap ko to pta hi hoga ki Sirf post likh dene se hi hmara kaam khatam nhi ho jata hai. Post likhne ke baad to hmara asli kaam start hota hai, vo hai help ka bhut se log hmare post pe comment karte hai. Vo hmare post pea ate hi hai help ke liye or vo comment karte hai, to kai blogger unke comment ka koi response hi nhi dete.

Blog post pe 1Day post me pta nhi kitna comment aata hoga. Agur aap ko lagta hai kin hi mai itna comment ka reply nhi de sakta to aap ko kuche jo main comment hai jo Question jada se jada logo ne pucha hai uska to reply dena hmara kaam hai or Agur aap ke pass time hai to aap sare comment ka reply jarur de job hi question ek dusre se n milte ho un comment ka bhi Reply dena jaruri hota hai. Hmara comment hi logo ko hm tk or hmare post tk lekar aata hai.

Agur hme jada se jada traffic chahiye to hme logo ka help karna chahiye kyo ki bina help kiye hme bhi kuvhe nhi milne wala. Agur hm help karenge to hi logo ko hmpar bharosa hoga or Help sirf hmare hi blog ke post pe nhi dena chahiye agur aap ko lg rha hai khi bhi ki hm samne wale person ka help kar sakte hai, to karna chahiye. Blog par Traffic n aane ka ye bhi bhut bada karan ban sakta hai.

6. Blog post ko Share n karna:- Blog pe post likhne ke baad sabse jaruri kaam hota hai. hme post ko jada se jada logo tk share karna. Kyo ki jab hme social media se traffic milega to 90% chance hota hai, ki aap ko google se bhi traffic milega. Post ko share karne ke bhi bhut se tarike hote hai.

Agur aap health ya fir kisi product ke bare me likh rhe jise sabko profit hoga to aap use group ke sath apne Profile pe bhi share kare. Agur aap ko lgta hai kin hi ye sirf blogger ya youtuber ke liye hai, to aap ko sirf use related Group me hi share karna chahiye. Jise aap ko jada se jada traffic bhi mile or aap ko profit bhi hoga. Post ko Published karne ke baad use share n karna ye sabse bada karan hai. Blog par Traffic n aane ka isliye aap jada se jada logo ke pass share kare jinhe in post ka bhut jada jarurat padega.

Dosto aap ko maine yha pe kuche main or chote – chote kuche point btaye hai. jinhe aap ko apne dhyan me rakhna chahiye aap ko ye mistake nhi karna chahiye nhi to aap ko bhut problem ho sakta hai.

Ok Friends umid karta hu aap ko Hindi blog par traffic n aane ke kya karan hai post pasand aaya hoga. Agur aap ko koi bhi Problem ho ya aap ka koi Question hoto aap mujhe comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga. Hmare Social Media Network ko like, share or join jarur kare.

Ye bhi Padhe.
* High Traffic ke liye Blog ko Specific Country me target kaise kare
* Top 10Responsive and Seo Optimized Templates

Sunday, 15 July 2018

High Traffic ke liye Blog ko Specific Country me target kaise kare

Hi Friends,

Aaj hm es post me janege High Traffic ke liye Blog ko Specific Country me Target kaise kare. Dosto Blog pe High Traffic pane ke liye hme specific Country decide karna chahiye. Ise Trhe karne se hmare Blog ko High Traffic mil sakta hai. Kyo ki aap kisi ek Country ko Target karoge to aap us Counrty ko dhyan me rakh kar post likh sako ge. Jise aap ka Bounce Rate bhi sahi rhega.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Maan lijiye mai Agur post hindi me likh rha hu or mere blog pe visitors US Country ya fir or koi country se aa rhe hai, to fir mere website pe Visitors to aayenge par post ko dekh kar vapus chale jayenge kyo ki unhe hindi nhi aata ise website ka bounce rate badhega. Jise hmara website Rank high hoga or hmara website rank bhut kharab ho jayega. Ise liye aap ko ek Country ko target karna hai or uspe hindi language pe hi post likhna hai. Jise aap ka website Rank down ho or aap ke visitors aap ke post ko pasand kare.


Agur aap hindi language me post likh rhe hai, to aap ko India me hi target karna chahiye jise aap ko High Traffic mil sake ek Specific Country me or aap ke post ko bhi jade se jade log pasand kare.

High Traffic ke liye Blog ko Specific Country me Target karne ke liye 5Tips.

Yha pe mai aap ko High Traffic ke liye Blog ko Specific Country me kaise Target kare ke liye 5Tips bta rha hu. jise aap ko jada se jada profit ho sake. Agur aap ka blog English me bhi hai, to aap dhire-dhire apne blog ko other country ke liye bhi koshis kare. Lekin sabse phele aap sirf India ko hi jada Target kare.

Dosto agur mai aap ko apna btau to sirf India se mujhe Per Day 700+ Page Views mil jate hai India se. Mai post ko sirf India ke hi level me Share karne ka koshis karta hu. Jise mujhe bhut jada Profit hota hai. Mai aap ko yha pe Kuche Tips bta rha hu ki specific country ko kaise target karte hai Blog post ke liye.

1. Domain Name:- Sabse Phele hm blog bnane se phele ek Domain Name Decide karte hai ki vo kaisa hona chahiye. Lekin isme bhi aap ko Domain Extension pe dhyan dena chahiye. Aap ne dekha hoga ki .com or .org Extention wale domain search me sabse upar show hote honge. .com or .org wale Extension Domain Global Search Enginee par rank bhi bhut high hote hai.


Agur aap sirf India ko target karna chahte hai, to india ke liye bhi .in Domain Extension hai aap ise use kar sakte hai. Lekin aap .in Domain Extention tabhi le jab aap ko pta ho ki aap sirf apne website ko India ke andur hi promote karenge.

Hindi blog ke liye aap India ke andur ka hi Domain Extension use kare jaise .in or .co.in ye Domain Extention aap sirf india ke andur hi use kar sakte hai. aap ke website pe fir jitne bhi traffic aayenge vo sirf India Country se hi aayenge.

Par kuche logo ko pta nhi hota ki .in india ke liye use hota hai. Vo sochte hai ki .in Extention wale website secure nhi hote hai par esa nhi hai. Kuche log sirf .com or .org website pe hi jaana pasand karte hai. .com or .org Extension Domain bhut hi popular or all Country search reasut show karta hai.
Lekin Agur aap sirf High Traffic ke liye Blog ko sirf India me rank or Search karana chahte hai, To aap .in Extension wale Domain Use karna chahiye.

2. Web Hosting Location:- Agur aap Blog pe High Traffic pana chahte hai, to aap ko apne blog ka Host us Specific Country ke location pe host lena chahiye jha pe aap apne Website ko Target karna chahte hai. Jise aap ka Website google me bhut fast rank ho.


Agur Aap India Country ko Target kar rhe hai apne Website ko Rank or Search ke liye to aap ko apne website ke liye usi Location ke Server pe host lena chahiye. Agur aap uk ko target kar rhe hai traffic ke liye, to aap ko apne website ke liye host uk server based pe host buy karna chahiye.  Ise Aap ko High Traffic india se mil sakega agur aap Specific Country India ko Select karte hai to.

3. Content Targeting:- Dosto Agur aap Post likh rhe hai, to thora Apne Specific Country ko dhyan me rakh kar likhe. Jaise ki hm maan lete hai, hm india ko target kar rhe to india ke log sabse jada hindi pasand karte hai, to hme sare post hindi me likhna chahiye jise log post ko pasand kare or hme jada se jada Traffic mil sake.

Yha pe aap ko ek chij ka or dhyan dena hai, ki aap yha pe Meta Tag bhi jarur use kare. Apne Meta Tags, location or Description me bhi India Nmae ko jarur Add kare. Ise Google jaldi samajh jayega ki ise India me Target karna hai. Ise aap ko India se High Rate Traffic milega jise aap ko bhut jada profit hoga.

4. Google Trends ke help se India me Popular hone wale Keyword dekhe:- Friends aap ko apne Blog Content par Popular Keyword se Related keyword ko target kar apne blog par post likhna chahiye ta ki aap ko google search se bhi traffic mile or Specific Country se hi aap ke blog me traffic aa sake. Sabse phele us keyword ko check karle ki India Country ke ilawa or koi Country me to es keyword ko Search to nhi karte. Es trhe ke keyword ko target kar ke likhne se aap ko High traffic mil sakta hai vo bhi specific country me.


5. Backlinks:- Dosto aap ko backlinks ke bhi tref dhyan dena chahiye hm log jade backlink ke liye bhut se galat kaam kar dete hai. Agur aap ek Specific Country ko target kar rhe hai, To aap ko ek chij ka dhyan dena hai ki aap job hi backlink bnaye India me chalne wale website se hi backlink bnaye. Jaise ki aap india ko target kiye hai, to aap ko hindi language ke hi website se backlink banana chahiye.

* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points 

Aap Backlink banane ke liye specific country se related hi website pe Guest post kare. Aap website pe comment karke bhi backlink bna sakte hai, par aap ek din me sirf 1 ya 2 website se hi backlink banaye.

Dosto aap in tips ko use kare aap ko jarur best High traffic milega aap ke blog/website pe aap ko apne blog pe hmesa post daalte rhena hai, or ye tips ko hmesa dhyan me rakhe ki aap ko hmesa apne target country se Related blog pe comment karna hai.

Ok Friends umid karta hu aap ko High Traffic ke liye Blog ko Specific Country me target kaise kare post pasand aaya hoga. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto please aap Comment jarur kare mai aap ka pura help karunga. Hmare Social Media Network ko like, Share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Top 10Responsive and Seo Optimized Templates 
* Bad Backlinks pata kar Blog se kaise Remove kare 

Friday, 8 June 2018

Top 10Responsive and Seo Optimized Templates

Hi Friends

Aaj hm is post me Jaanege Top 10Responsive and Seo Optimized Templates ke bare me. Agur aap PHP ya fir kabhi bhi website create kiye honge to aap ko pta hi hoga ki Templates hmare website ki liye kitna jaruri hai, Par kai log website to bna lete hai. lekin unhe nhi pta hota ki Konsa template use kare jise hme problem n aaye. Website ke liye design bhut hi important hota hai. ta ki use agur koi visitors open kare to vo aap ke website ka look dekh kar bhut jada impress ho jaye. Is liye aaj mai aap ko is post me Responsive or Seo Optimized Blogger template ke bare me btaunga.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Aap in 10Template ka demo bhi dekh sakte hai. Sabse phele aap demo dekhe fir use apne blog me use kare. Ye template Mobile Responsive or fast loading template hai. Aap inhe ek baar jarur use kar ke dekhe. Ye aap ke website ko best banane me bhut help karega. Aap without demo dekhe n use kare. Aap ko in template me kafi jade parkar ke widgets mil jayenge ab hm chalet hai apne main Topic ki or.

Top 10 Responsive and Seo Optimized Template

1.Sora Ribbon Blogger Theme:- Sora Ribbon Blogger Theme Ek best Responsive or Seo Optimized Templates hai. Ye templates ek best template hai ise sabse jada Technology or News ke liye use kiya jata hai. Agur aap ko Coding ka Thora bhut Knowledge hai, to aap ise template ko or badhiya design kar sakte hai.

Ise Template me aap ko phele se hi Social Media Network ke Follow Widget provide kiya gya hai. Jo ki ek best Widgets hai ise ke liye aap ko jada problem nhi hoga. Aap ko bs isme apne social media network ka link add karna hai. Aap ko isme Socail media ke footer bhi dekhne ko milenge. Aap agur ise Templates me upar ki or dekhenge to aap ko Upar Pages Add ke  liye bhi Option mile jayega. Aap usme apne Website ke Page Add kar sakte hai.

2. XadowMagz Template:- XadowMagz Theme bhut hi Popular theme hai. Ise bhut se WordPress Site Creater use karte hai. Ye ek Responsive or Seo theme hai. Isme bhi aap ko best Social Media Icon look dekhne ko milega or ise theme me aap ko kai parkar ke or bhi best service mil jayenge.

Iska Subscription Widget bhi best look wala hai. Jise dekh kar aap ke visitors or aap ko ascha lagega. Isme aap ko fixed navigation bar bhi mile jayega jise scroll karne me thora best lagega. Ye bhi  aap ko ads-ready template milega. Inmese aap footer link ko bhut hi aasani se remove kar sakte hai.


3. Best Seo Ready Blogger Template:- Best Seo Ready Blogger Template ke name se hi aap ko pta chale gya hoga ki ye ek Seo Blogger Template hai. Isme aap ko phele se hi Seo Include milega aap ko bs is eek baar thik se set karna hoga ta ki aap ko problem n ho aage ja kar, or aap hare k template ko edit kar ke ek baar check kar le ki usme koi link n add kiya ho kisi bhi parkar ka nhi to aap ke website ke liye disadvantage n ban jaye.

Ise liye aap check jarur kare, lekin yesa problem jaldi nhi aata hai. Aap agur dusre ka diya hua template use karte hai to aap ko ye problem aa sakta hai. Aap koi bhi template uske Offcial website pe ja kar hi Buy ya Download kare. Ta ki aap ke website se Google Adsense ke company ko bhi problem n ho na hi aap ko. Aap is Theme ka Primary color bhi change kar sakte hai.

4. VIPI Template:- Vipi Templates bhut hi best or fast loading templates hai. Agur aap ise use karte hai to aap ke visitors ko mobile look bhi best dikhega. Isme bhi aap ko drop-down menu or Social Media Network icon ka function mile jayega. Iske sath isme ads-ready functions bhi phele se uplabdh hai.

Isme aap ko Header or Footer ke same design dekhne ko milega. Iske sath isme aap ko Subscription widget bhi mile jayega. Ya fir aap iska coding khud se design kar sakte hai agur aap ko coding ka knowledge hai to, Iske sath aap Comment box ka bhi system best look dekhne ko milega. Baki to aap ko pta hi hai, jo design aap ko pasdand n aaye to aap coding ke jariye change bhi kar sakte hai.


5. Optima Theme:- Optima ek best Theme hai Iska loding speed bhut fast hai baki aap ke work pe depend karta hai, ki aap ise kaise use karte hai. Ise theme me same upar wale theme ke trhe hi isme bhi facility provide kiya gya hai or isme aap ko Ads-ready system bhi hai. Aap ise jaise hi install karoge aap ko sirf apne adsense ke ads lagane hai or bs vo aap ke website pe show hona start ho jayega.

Isme sabse khas baad apne visitors ko apne Contact me rakhne ke liye aap ko isme subscription widget provide kiya hai jise aap apne website ke daily updates apne visitors ko de sako. Isme aap apne post Category ko bhi set kar sakte hai, ta ki aap ke visitors aasani se apne category ke post padhe sake ye facility aap ke visitors ke liye bhut ascha hai.

6. Robusta Theme:- Robusta Theme Best theme hai isme aap ko subscription widget up side me diya gya hai. Aap uska setting vaise apne anusar change kar sakte hai. Agur aap use Right side center me lagana chahte hai to aap vha pe bhi lga sakte hai. Robusta theme me aap ko Upar ke side me Menu bar me About us, Contact us, Privacy Policy Page add kar sakte hai.


Aap ko ise theme me bhi niche ke side category option hoga isme aap ke post ke categories ke hisab se post usme add honge or click kare pe use category ke sare post show hone lagenge. Aap ko ise theme me bhi social media icon facility mile jayega upar ke side or niche ke side me. Aap ke visitors uspe click kar aap ko social media pe bhi follow kar sakte hai.

7. Seo Hub:- Seo Hub ek fast loading template hai. agur aap ise theme ko use karte hai to aap ka website open speed fast hone ke bhut chances hai. Iske sath aap ko ise theme me Seo ka bhi best facility provide kiya gya hai. Aap ko Seo ko lekar koi jada problem nhi aayega. Baki aap ko khud se bhi seo ko dhyan me rakh kar Work karna hoga.

Seo Hub Theme me aap ko ads-ready or responsive theme milega. Aap ise use jarur kare aap ke visitors ise theme ko bhut jada pasand karenge. Ise me aap ko baki theme ke trhe hi sare facility mil jayenge. Jaise drop-down menu or Social Media follow icon ye sare ise theme me uplabdh hai.

8. NewFlash Template:- NewsFlash ek best template hai ise bhut hi badhiya trhe se design kiya gya hai. Iske header me aap Pages ke link add kar sakte hai. Aap ko isme bhi Social Media Icon mile jayega follow ke liye. Aap ko isme bhi drop-down ka option mil jayega. Jise aap apne menu me koi bhi best link mlga sakte hai.

Aap ko isme bhi Category ka option mile jayega. Jisme aap ke visitors click kar apne pasand ke category post check or padh sakte hai. Ise Template me aap ko Subscription widget bhi add kiya gya hai. Jo ki ek best widget hai aap ise apne Blog me lga sakte hai. Aap isme Recent Post ke liye bhi widgets lga sakte hai.

9. Evento Event Template:- Evento Event Template SEO Friendly theme hai. Iske name se hi aap ko pta chale gya hoga ki ye ek Event Blog ke liye perfect hai. Iska use karna aap ke blog ke liye sabse best rahega iska loding Speed bhi best hai. Isme aap ko job hi widget milenge vo best widget honge jo bekar ke widget hai use ye remove kar diya hai. Jise iska loading speed bhut best hai.

Isme aap ko drop-down menu milega jisme aap kuche best Page laga sakte hai. Menu ko aap apne anusar change bhi kar sakte hai.Isme Seo Meta Tag phele se hi use kiya gya hai. Jise aap ke website ko Searching me koi problem nhi aayega. Iske sath ye ek ads-ready theme hai.

10. Alpha Blogger Template:- Alpha Blogger Template ek Ads-Ready Template hai. Isme aap ko ads lagane me jada problem nhi hoga. Iske sath isme phele se best Place Menu bar option diya gya hai jise aap edit kar apne mutabik Link set kar sakte ho ya fir Menu items ke Name change kar sakte hai. Agur aap News ya fir daily New Updates ke liye use karna chahte ho to ye best template hai.

Aap isme Header ko News ke liye use kar sakte hai. Isme Best Email Subscription Widget bhi is template me diya gya hai. Isme bhi Social Media Icons Header me use kiya gya hai. Jise aap use kar sakte hai. Aap ise apne Anusar se bhi setting ko change kar sakte hai. Ise Design karna bhut hi aasan hai. Isme aap ko Drop Down Menu bar diya gya hai.

Ok Friends Top 10Responsive and Seo Optimized Templates Post me bs itna hi. Umid karta hu friends aap ko blog ke liye best 10Templates ke bare me pta chale gya hoga aap in Template ko inke Offcial Website se hi Download kare. Ta ki aap ko kisi bhi parkar ka problem n ho. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka kisi bhi parkar ka question hoto aap mujhe comment jarur kare mai aap ka help jarur karunga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto please share jarur kare. Or hmare social media network ko like, share or join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Bad Backlinks pata kar Blog se kaise Remove kare 
* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points

Sunday, 20 May 2018

Bad Backlinks pata kar Blog se kaise Remove kare

Hi Friends

Aaj hm es post me jaanege  Bad Backlinks pata kar Blog se kaise Remove kare. Agur friends aap ko nhi pta hai ki Backlink kya hota hai to hmare purane post padhe sakte hai yha click kar. Backlink har ek website ke liye bhut important hota hai agur vo best backlink hoto. Agur aap ke website pe bad backlink hoga to vo aap ke website ke Authority ko kam karta hai. Bad Backlink aap ke website pe Bots ke davara bheja jata hai. In Bad Backlink ko aap ko hmesa apne Website se Remove karte rhena chahiye.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Aap ko backlink ko lekar pta hona chahiye ki Best Backlink kaise bnate hai. Kyo ki agur aap ko pta nhi hoga to aap Bad Backlink bhi bna sakte hai. Jise aap ke Website ka Rank bhut jada kam ho jata hai jise aap ka website search me aane me problem karta hai. Kuche blogger Apne website pe traffic lane ke liye bhut jade backlink bnane lage jate hai. Jo ki galat hai aap sabse phele jise website se backlink bna rhe hai usko asche se check kare ki uska google pe kya rank hai agur high hai to use backlink ke liye use kare aap ko or bhi kai Condition use karna chahiye jise aap ko baad me problem n aaye.


Aap backlink un website se bnaye jiska Rank best ho kyo ki aap ko baad me ja kar bad Backlinks se problem ho sakta hai fir aap ko bhut jada problem hoga kai tyrick use karnee padege ise liye baad ke problem se best hai aap phele hi best Backlink create kare. Agur fir bhi galti se agur Bad Backlink ban jate hai to aap use kaise Remove kare uske baare me hme thora bhut Knowledge hona jaruri hai. Ise liye mai aap ko yha pe ek Trick bta rha hu jise aap bad backlink ko check kar remove kar sakte hai.

Ye Bad Backlink problem Website Owner or bnaye gye Poor Backlink Website Owner dono ke liye hi Dangerous hai. Ise liye ye n samjhe ki ise sirf website owner ko  hi problem hoga. Agur aap ne apne website related backlink create kiya hai to aap ko bhi problem hoga.

Bad Backlinks ko Remove kaise kare

Bad Backlink ko check karne ke liye internet pe bhut se tools pade hue hai. Pade mai aap ko yha pe ek simple or best method ke baare me btaunga jise aap apne website ke bad backlink ko check kar sakte hai. Agur aap ne kabhi bhi backlink nhi check kiya hai to aap ko abhi apne backlink check kar lena chahiye kyo ki ho sakta hai Aap ke website me bad backlink ho. Jise aap ka google search rank niche ho jaye.

Aap ko hmesa backlink check karte rhena chahiye ki aap ke website ke sath kitne website connect hai. Ise ke liye mai aap ko yha pe Google search Console ka use kar ke btaunga ki aap apne website se Bad Backlink ko kaise Remove kar sakte ho. Ise tools ka use bhut se blogger karte hai or bad backlink ko remove karne ka kaam vo sare blogger karte hai. Jinhe bhi bad backlink remove karne ka kaam pta hai.

Agur aap bhi jaanna chahte hai to aap mere btaye jaane wale step ko thik se follow kare.

Step1:- Sabse phele aap Google pe Search Console likh kar enter kare. Ab aap sabse phele wale link pe click kare or login kare.

Step2:- Ab aap Dashboard me jaye aap ko vha pe Search Traffic pe click karna hai.


Step3:- Ab aap ko vha pe Link To Your Site ka option dikhega aap uspe click karde.

Step4:- Ab aap ke saamne ek new page  open hoga aap usme dekhenge kai links aa gye honge vo sare links aap ke website se connect hai. Agur aap scroll down karenge thora sa to aap ko link ke niche More ka option dikhega aap more ke option pe click kar all List dekh sakte hai.

Step5:- Aap ko niche Download this table ka option dikhega aap click karde. Ab aap ko vha pe download karne ke liye option puchega aap CSV choose kar Ok kare. Ab aap ka File Download ho jayega.

Step6:- Ab aap ko Download kiye gye file ko Open karna hai. Jab aap open karenge to aap ko usme aap ke website se link sare backlink website name show ho jayega. Ab aap ko usme jo bhi website show ho aap use browser me searchkar check kar sakte hai ki vo jo backlink bna hai vo perfect hai ya nhi Agur sahi n hoto aap use note karle.

Step7:- Ise trhe sare website check karle fir jo website aap ko lgta hai ki ye website se aap ko problem ho sakta hai to aap use remove karde. Aap note pad pe sare Bad link ko likhte rhe fir aap last me agur use remove karna chahte  hai to aap google ka Disavow tools se Bad Backlinks ko Remove kar sakte hai. Ye tools google ke hi tref se provide kiya gya tools hai.

Google Disavow tools ke help se Bad Backlink kaise remove kare

Agur aap bhi apne Blog se bad Backlink remove karna  chahte hai to mere btaye jane wale steps ko thik se follow kare.

Step1:- Sabse phele aap notepad open kare. Aap jise bad backlink ko remove karna chahte  the use website ko Notepad me likhe. Aap ko notepad me website niche btaye gye tarike se type karna hai.

Domain: rishav.com(Website name)
Domain: surya.com
Domain: raiabc.com
Domain: backlinks.com

Ise trhe se aap ko Domain ke baad website name likhna hai. Jise website ko aap remove karna chahte hai. ek line me aap ek hi website name likhe 2website name dusre line me likhde.

Agur website address ke sath post link bhi hai to aap ko niche btaye gye tarike se website name likha hai.



ise trhe se aap ko bad backlink post ke link ko type karna hai. ye post link bad backlink website address ke niche hi sare post ke link ko type karna hai.

Ab aap ko ye page ko save  karna hai. Ise ke liye aap  CTRL+S click kare ab aap koi bhi name se save kare or ye file .txt name se hi save kare. Jaise rishav.txt ye mera file name ho jayega file name likhne ke baad aap .txt jarur type kare or save pe click karde.

Step2:- Ab aap ko google pe Disavow tools likh kar type karna hai. fir aap ko vha pe disavow tools ke website pe  click karna hai.

Step3:- Ab aap Apne website address select kare.

Step4:- Ab Disavow Button pe click kare.

Ab aap ko yha pe ek message show hoga ki ye ek advance features hai. Agur aap ne koi mistake kiya to aap ka bhut jada loss hoga ise liye aap har ek step ko thik se follow kare.

Step5:- Ab aap choose file pe click kijiye or bad backlinks vale file ko choose kare or Submit Button par click kare or fir mDone ke button par.

Ab aap ko Congratulations ka message show ho jayega. Ab aap ne bad backlink ko remove karne ke liye request daal diya hai. ab Google kuche time baad bad backlink ko remove kar dega. Ise parkar se friends aap apne website se bad backlink ko remove kar sakte hai. or bad backlink ko remove karte time thik se dhyan rakhe ta ki aap ka kuche galat nuksan n ho.

Ok Friends Bad Backlinks Pata kar Blog se kaise Remove kare post me bs itna hi. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap comment jarur kare mai aap ka jarur help karunga. Agur aap ko post pasand aaya hoto please post ko share jarur kare or hmare social media network ko like, Share or join jarur kare.

* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points
* IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address