Hi Friends
Aaj hm es Post me janege IBM.com website se dofollow
backlink kaise banaye. Vaise Kai Friends es Website ke baare me jante bhi
honge. Kyo ki ye website ke sath kafi Old company bhi hai. Ye Computer or
Laptop bnane me bhut hi aagye rhi hai. Aap agur es trhe ke Website or Company
se Apne website or blog ko Connect karte hai, To aap ko Bhut hi Profit ho sakta
hai. Aap ka Earning, PageViews and Subscriber badhe ne ka pura chance hai.
Yakin maniye Friends agur es trhe ke Website se Hme Dofollow links Mile jaye to
hmare Website ke liye bhut faydemand hoga.
Aap Ko kai baar Website ko lekar Traffic se Related Problem
aate honge. Jaise Aap ke Website pe Best Content honge par Traffic nhi aate
honge. Eska Karan ye hota hai ki Jab aap Active nhi rhete hai. To aap ka
Website dhire-Dhire down hote chale jata hai. Or fir jab koi Blogger aap ke
Post se Related koi Post daal deta hai. or Uska Post aap ke Post se Best hai. To
uska Post Rank hone lgta hai. or Aap ka Post Rank me Piche jata hai. Es Liye
Friends aap jada se jada DoFollow link banaye. Jise aap ke Post pe Traffic Aate
rhe or Aap ka Post Rank ke Maamle me Piche n ho.
IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye.
Agur Friends Aap Dofollow link Banana chahte hai, To aap
mere Post ko Thik se Step by Step Follow kare. jise Aap ke Website pe Thik
dhang se Dofollow link ban sake.
Step1:- Sabse Phele Friends aap www.ibm.com website pe jaye.
Step2:- Ab aap ko Friends es Website pe Register hona hai.
Register hone ke Liye Register pe Click kare.
1. Sabse Phele apna Email Id dale. Email ID Original dale ta
ki aap use Verify bhi kar sake.
2. Ab aap ko Ek Password Fill Karna hai.
3. Ab aap ko First Name Fill karna hai.
4. Fir aap ko Last Name Fill karna hai.
5. Ab aap ko apna Country Name Select karna hai.
6. Ab aap ko Please Keep Informed by Email of Products ke
Saamne aap Box pe Click kar Tick ka
Sign lagaye. Agur aap IBM ka
Privicy Statement padhna chahte hai, To padhele.
7. Ab aap Register ke Button pe Click karde.
Step4:- Ab aap ko apna Account verify karna hai. Sabse phele
aap gmail id open kare aap ko ibm website ke tref se ek mail aaya hoga. Usme 6Digit
code hoga.
1. Confirmation code pe aap 6Digit code daal de.
2. fir aap Signup for an IBMID Pe click karde.
Step5:- Ab aap ka Account create ho jayega or aap Login
karle.
1. Login ke liye aap ko IBm website pe Account Create karne
Time aap ne Jo Gmail Id or Password Bhara tha vo Gmail Id or Password Bhar de.
2. Password Bharne ke Baad aap ko Sign in pe Click karna
hai.
1. Ab aap ko Sabse Upar Three line pe click karna hai.
2. Ab aap ko Developers option pe click karna hai.
3. Fir aap ko Developers Works pe click karna hai.
1. Fir aap ko Communities pe Click karna hai.
1. Ab aap Left side me Profiles pe click kare.
2. fir aap ko My Profiles pe Click karna hai.
3. Ab aap ko Right side me Add link pe Click kare Ab aap ko
Name pe Name fill karna hai. jise Display Name ke Andur Aap ko Link chahiye.
4. Ab aap jis link ko Add karna chahte hai. Aap vo link yha
fill kare.
5. Ab aap ko Save pe click karna hai.
Aap Agur Direct Dofollow form page pe jana chahte hai, To
aap yha pe click kare.
Ab aap ka Link Add hogya hai. Friends aap es PArkar se Link
add Kar sakte hai. Aap ko Apne Profile ko Thik se Maintain karna hai. Ta ki Aap
ka Profile esa n lge ki aap ne sirf Backlink ke liye Account Create kiya hai.
Es liye aap apne Profile ko thik se Maintain kare.
Ok Friends Aaj ke IBM.com website se dofollow backlink
kaise banaye Post me bs Itna hi. Agur Friends Aap ke liye ye Post Helpful rha
ho. To Please aap es Post pe comment jarur kare. Aap ko Agur kisi bhi Parkar ka
Problem ho ya aap ka Koi Question hoto Please Aap es Post pe Comment jarur kare
mai aap ko Pura Help karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join
jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde
* Blogger ke Liye 5UseFull Google Tools Jise Aap apne Website ko Grow Karva Sakte hai
* Blog ka Open speed badhane ka 5Tips
* Fetch as Google kya hai, Iske Fayde or Iska Use Kaise Kare
* Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde
* Blogger ke Liye 5UseFull Google Tools Jise Aap apne Website ko Grow Karva Sakte hai
* Blog ka Open speed badhane ka 5Tips
* Fetch as Google kya hai, Iske Fayde or Iska Use Kaise Kare
IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye
Reviewed by Rishav Rai
on
October 21, 2017
Rating:
No comments: