Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde

Hi friends

Aaj hm es post me Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde ke baare me jaanege. Dosto ise phele aap ne ye post kai baar dusre website pe padha hoga par aap ko kuche problem aaya hoga to dosto mai yha pe Image Optimization ke liye best Tips ke baare me btaunga aagur Friends aap Jaanna chahte hai ki Image Optimization karne ke Tips or iske kya fayde hai to aap ye post thik se or pura padhe.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Dosto sabhi Blogger chahte hai. ki unka jo website hai. vo first no. pe par dosto istrhe hona muskil hai. ek Time me ek hi Person ka Website first number pe aa sakta hai. es loiye dosto aap ko apne website ke post ko or website ko Update karte rhena chahiye.ta ki aap ka post google pe First no. pe aa sake. Dosto Website ko first no. pe lane ke liye hme Image Lagana or Use Optimize karna bhut jaruri hai. kyo ki dosto aagur hmara Image Optimize rhega to hmare website ke sath Hmara Image bhi Google pe Aane Lgega.

Aap ko apne Website Post me Kamse kam ek Image ka use karna chahiye jise aap ka website Best lgega. Aap ko dhyan rakhna hoga Ki aap ke image ka Size Jyada n ho nhi to aap ka Website late open hoga. Jise ke kaaran aap ka Bounce Rate badh jayega. Aap ka fir Websiite google ke search me Dhire-Dhire last me jaate jayega. Dosto mai jo aap ko Tips bta rha hu aap us Tips ko use jarur kare.

Image Optimization karne ke 6Tips or ise Hone Wale Profit.

Dosto ye jo mai aap ko tips bta rha hu ye Tips mai 2Days se use kar rha hu. Jiseke kaaran mujhe bhut profit ho rha hai. es liye dosto mai socha kyo n aap Ko en Tips ke baare me btaya jaye ta ki aap bhi en ka fayda utha sake. Dosto mai janta hu aap me se kuche Blogger en tips ke baare me jante honge.

1. Image SiteMap Create:- Image Ko Google Search pe lane ke liye aap Image SiteMap Generate kar  sakte hai. Jise trhe hm Apne Post or Pages ke liye SiteMap Banate hai. Ta ki Google ko Hmare New Post or Pages ke baare me pta chale or vo hmare post or Pages Ko Google Search me laaye usi parkar se hm Image ke Liye bhi SiteMap Generate kar sakte hai. Ta ki hmara Post Image Google ko jaldi se show ho or vo hmare Image ko Jaldi se Google Search Pe Show Kare.

2. Image Post Related Use Kare:- Aap ko apne post me hmesa Post Related Image Use karna Chahiye ta ki Image se Na Aap ko Problem ho or na hi aap ke Visitors ko. Aap ko Image Me Apne Content Title se Related hi KeyWord use karna chahiye ta ki Visitors ko Image bhi Pasand aaye. Visitors aap ke Post Se UnRelated Image Pasand nhi karenge or Dosto Aap jab bhi Image Edit karte ho Apne Website ke liye use Image me apne Website Name bhi lagaye. Ta ki Friends aap ke Image Ka Chori n ho paye.

Dosto Apne Post me Image tab use kare jab aap ko lagta hai ki es Topic ko samjhane ke liye Image ka Jarurat hai. nhi to aap apne Post me Koi bhi Image N use Kare Bs aap apne Post me Ek Final Image hi use kare. Jise aap ka Post bhi Ascha lge, Visitors bhi aap ke post ko pasand kare or Ap ka Bounce Rate bhi n high ho.

3. Post me CopyRight Image n use kare:- Aap aagur apne Post me Image use Karte hoto aap ko dhyaan hona chahiye ki vo Image Copyright n ho aagur friends Aap Copyright Image Use karte hoto aap ko kai parkar ke nuksaan ho sakte hai. Dosto sabse phela problem ye ki aap ka website aagur adsense account se connect hai to adsense account block ho jayega Copyright Image ke kaaran kyo ki aap adsense ke policy ko break kar rhe hai or bhi kai Problem ko aap face kar sakte hai.
 
Es liye aap apne Post me Khud se Edit kiya Image ka hi use kare ta ki aap ko kisi bhi parkar ka Problem n  ho sake par Friends ek or Problem ye hai. ki baar 2Person ka Mind ek jaisa hi Work karta hai. or Aap ka Image Dusre Website Image se Match kar gya to aap ko Problem ho sakta hai. ese Bachne ke Liye apne Post Image me Edit karte smye Website Link use kare. Jise aap ko koi Problem nhi Hoga.

4. Best Image Use Kare:- Dosto Best Image se Mera matlab hai. aap ka Image best lage or aap aagur kisi website se image download karte hai. to aap us image ko edit kare or apne tarike se modify kare ta ki vo website aap pe kisi bhi  parkar ka claim n kar sake. Aap image ko  Edit ke liye  koi bhi software use kar sakte hai. mai vaise Phone me Photo editor ka use karta hu. Jise mai apne image ka pixel bhi customize kar sakta hu. Dosto aap jise Software se Edit karna aata hai. aap use Software ka use kar sakte hai. Jise aap ko Image Lagan eke Baad Koi Problem N Face karna pade.


5. Post me Konsa Image Format Use kare:- Dosto Kai Blogger Es Soach me Pad jate hai. ki image to kai format me hote hai. par best format konsa hai post me Image use karne ke JPEG, JPG, PNG. Dosto aap format me jada dhyaan n de aap sirf ye dhyaan de ki aap ka Image CopyRighted n ho Dosto Aap jab Image ko Edit karte hai. to uska pixel 600*400 pixel hi rkhe ye Pixel Post ke liye bhut jada Best hota hai. Bs aap ko Image me yahi do chijo ka dhyaan rakhna hai. ek Copyrighted n ho or dusra uska pixel 600*400 ho jise aap jab Post Share karte ho ta aap ka main Image Facebook me thik se Show ho.

6. Correct or High Level Image:- Correct ka mera matlab hai aap image vahi use kare jo aap ne khud se Design kiya hai. Dosto aap aagur High Level Image Use karte ho To aap ke visitors aap ke content ko jada Like karte hai. or hmara website bhi google me high rank karta hai. par aap ke Image ka size lenth jada n ho es chij ka khas dhyan rakhe.

Kai Blogger Roj New Image New post ke liye bnane me Sochte hai ki hm kaise banaye. Dosto aap ek Simple Image bhi bna sakte hai Website ke liye. AAp Example ke tor pe Mere Post Image ko  dekh sakte hai. Par mere Image Simple Hone ke Baad bhi Google Ke Search me Show Hota hai.

Ok Friends Aaj ke Image Optimization karne ke 6Tips or eske hone wale fayde ke baare me jaanege Post me bs itna hi aagur friends aap ko ye post pasand aaya hoto please comment jarur kare. Or aap ko aagur kisi bhi parkar ka problem hota hai ya aap ka kisi bhi parkar ka Question ho to Please Aap mujhe Comment kare. Or aap Hmare Social Media Network Ko Like or Join Jarur Kare.


Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde Reviewed by Rishav Rai on September 06, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.