Hi Friends,
Aaj Mai Aap logo ko 5 Best Tools To Find Long Keyword in Post ke baare me btaunga. Mine Ek Chij Bhut Se New blogger ke Post me mine Dekha hai ki Vo bhut hi Chota Post Or Post ka Title Likhte hai. Jise Unka Nuksan Hota hai. Kyo Ki Aagur vo thora bada Title likhenge to Search karne wala un Word me Se Aagur thora bhi Same Word se Search karega to Unka Bhi Post unke Samne Aa sakta hai. Es liye mai Aap ko Advice dunga ki Aap Apne Post ke Liye ek Bada Search Keyword Title rakhe. Or Ye Aap ke Website ko Seo banane ka ek Or Tarika hai.
5Tools Find Best Long Keyword In Post.
1. SEMRUSH:- SemRush ek Badhiya Tool hai. jise Aap apne Post ke liye Keyword dhund sakte ho. Or ye Aap ke Website ko Ek Ascha Rank Dila Sakta hai. Or Aap ko ye 14Days ka trial deta hai. Uske baad aap ko ese Use karne ke liye Rupaye Pay karne honge.
2. KwFinder:- KwFinder bhi Ek Best Tool hai. Ye bhi SemRush ki Trhe hi Work Karta hai. Ye KwFinder Ek Correct Tool hai Title ke liye Keyword dhundhne ke liye. Or ye Tool ko mai Phele thore samye ke liye use kiya tha Mujhe ye Tool Best lga. Aap es Jarur Use kare.
3. Google Auto Suggest:- Google Auto Suggest Tool Google ke tref se nikala gya tool hai. Jis ke help se Aap apne Post ke liye Keyword Search kar Sakte hai. Or Ye Google ke Related hi Tool hai. Es liye Ye Aap ko bilkul Free hai. Aap es Tool ko use kare or mujhe Comment kar ke btaye ki ye Tool Aap ko kaisa lga.
4. Word Tracker Keyword tool:- Word Tracker Keyword Tool Ek Bhut hi Popular Keyword Tool Hai. Keyword Bhut Aasani se or bhut hi kam time me badhiya Keyword Hmare Post ke Liye Chun Leta hai. Or Ye Tools Aap ko Keyword Tools Use Karne ke liye 7Days ka Trial Deta hai uske Baad Aap ko Pay karne hote hai Apne Timing Ke Anusar. Or eska Sabse Khas baat hai ki ye 2000 Keywoord Search Ka Result Dekh Sakta hai.
5. Google AutoComplete Tools:- Google AutoComplete Tools Google ka Sabse Phela Free Keyword Tools tha. Eske Naam se hi Pta chalta hai ki ye Kitne kaam ka hai. Ye tools Keyword Ko Automatic Search kar leta hai, ki aap Ka Keyword konsa badhiya hai. Jise hi Aap kuch bhi Word likho ge to.Vo Uske Aage ka Khud hi Sare Keyword Bta dega. Or Ye Tools Bilkul Free hai. Aap ise Use kar sakte hai. Or Ye Bilkul Secure hai kyo ki Ye Tools Google se link hai.
Ye Bhi Padhe.
*Best ReSearch Keyword Tools Website Full Seo Tips.
*Website Ka Search Speed kise Badhaiye.
*Best ReSearch Keyword Tools Website Full Seo Tips.
*Website Ka Search Speed kise Badhaiye.
* School ki Dadagiri kaise khatam kare.
* Padhai Ke Name Pe ho rha hai Dhokha.
* Ladhki Ke Parents ko Milega 6Lakhs Rs.
* Padhai Ke Name Pe ho rha hai Dhokha.
* Ladhki Ke Parents ko Milega 6Lakhs Rs.
5 Best Tools To Find Long Keyword in Post.
Reviewed by Rishav Rai
on
May 12, 2017
Rating:
Hey! Thanks for this list. Gonna check these tools
ReplyDeleteI also wanted to ask your opinion sbout SERPStat. I found it recently and it seems great. Will it work for longtail keywords?