Website Ka Search Speed kaise Badhaiye.

Hi Friends,

Aaj mai aap ko ise post me btaunga ki hm apne Website ka Search speed kise badhate hai. Ye Problem sabhi Website Admin ko aati hai. Or hmare website ka Search speed jitna fast ho ga utna badhiya hota hai. Aagur aap ke Website ka Search Speed badhiya nhi ho ga to Visitors aap ki website ko sirf ek baar open karega dubara nhi. Kyo ki har ek visitors ek badhiya website or jis ka speed tej ho vahi Website Open karega. Aagur aap ki website speed km hoga to aap ke Website koi bhi visitors open nhi karega.

Website ka Search Speed Kise Badhaye?

1. Fast Loading Tamplate:- Website Par Traffic n aane ka main karn Slow Loading Template hota hai. Ise liye Hme sabse phele hme Website ke liye ek badhiya Fast Loading Template Use karna chaiye. Jise hmare website ki speed badhe. Ta ki hmari traffic bhi badhe. Aagur aap ne badhiya Fast Loading Tempale use kiya to aap ki website ko koi bhi Visitors khol sakta hai. Chahe Use ke pass 2G ku n ho.

2. Advertisement Add:- Website ka Search Speed Slow hone ka sabse bada karn hai. Advertising Add New Blogger Jada paise kamane ke karn se Apne website ke Page pe itna jada Add lga dete hai. Ise trhe karne se website ka speed slow ho jata hai.

3. Post limit:- Post limit set karna sabse jaruri hota hai. Or ye Home Page pe Show HO rhe Past ka limit set karna hota hai. Ise ke liye aap ko kujhe Step Follow Karne honge.
1. Aap apna blog open kare.
2. Bhir Setting pe click kare.
3. Bhir Post Or Comment pe Click kare.
4. Abe Show At Most ke Samne Ek Blanks ho ga use pe Click kare. Or bhir 6 ya 7 Number Select karo or Save pe Click kar Do.
Abe aap jitna Number Select kiya tha utna hi Post Aap ke 1Page pe Show karega. Or aap ki website Speed badhe jayegi.

4. Optimize Website:- Optimize Website bhi ek bhut badhiya tarika hai. Website ki Speed badhane ka sabse Ascha tarika hai. Aap google pe kai parkar ke Optimize Tools ya Software dekhe honge. Ise ke liye aap google pe search kar sakte hai. Aap ko bhut se tools or software mile jayenge. Jise aap apne website ka speed badha sakte hai.

Aap ko ise post se Related ya or koi problem ho to aap mujhe Comment kar sakte hai. Mujhe Aap Sabki Help kar bhut khusi milega.
Ye Post aap ko kisa lga Please Comment kar ke btaiye.
Website Ka Search Speed kaise Badhaiye. Website Ka Search Speed kaise Badhaiye. Reviewed by Rishav Rai on August 20, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.