Aadhar card kaise banaye.

Hi Friend,

Aaj ki Post hai Aadhaar Card ke liye Apply kise kare janne ke Liye Post KO Thik se padhe.

Aadhar Card ke liye kise Apply karte. Ye Chij mere kai Friendo ne Pucha Hai. Ise liye mine ye post likha hai.

Aadhar Card Ek Proof hai. Jo ki India Government ne Lagu Kiya  Kiya Hai. Abe aap koi Proof ho ya n ho aap ke pass Aadhar Card hona bhut jaruri hai.kyo ki Aadhar Card Hamare Jivan Ka Ek sabse Important Chij hai.  Ise liye Hamare pass Aadhaar Card hona bhut jaruri hai.

                 Aadhar Card Kya Hai ?

Aadhar Card Ek Proof Hai Ye To Aap jaan hi gye honge. Aadhar Card me 12 Digit ka UIDAI  ID(Aadhaar Card No.) hota hai. Ye No. Aap ka Jise Forum ke sath attech kar diya jaye to aap ki kisi bhi chij ka detail nikalna bhut aasan ho jata hai buse aap ko ye 12digit Aadhaar Card No. Type karna hai or Aap ka Pura detail aa jayega.

  Aadhaar Card ke liye kise Apply Kare.

Step1:- Aap ko Phele Aap ko Appointment lena hai. UIDAI website se Ise ke liye aap ko UIDAI   Website pe jana ho ga. Website ka link ye hai.

Step2:- Ab aap ek Forum Fill karna hoga. Forum ko thik se bhare.

1. Pura Name Bhare.

2. Mobile No. bhare

3. Email Id Bhare.

4. Abe aap ko kitne logo ka Aadhaar card Bharna hai vo saelect kare.

5. Apna State Select Kare.

6.City Select Kare.

7. Apna Locality Select Kare.

8. Apne Najdik Aadhaar Card Center Select kare.

9. Apna Appointment Date select kare. Jise din ko Aap ko Center janna hai.

11. Appoinment Time Fix Kare.

12. Abe aap ke Samne Box me jo Code Likha Hai Use Aap ko Verification Code me Likhna hai.

Fix Appoinmet pe click kare.

Step3:- Aap jise hi Fix Appoinment pe click karenge Ek New Page Open hoga Jise me Aap ki Kujhe Details Hongi.Abe jo Page Khulega Iska Print Out Nikal va le ya bhir Save As PDF pe Click kar ke File Download Kar Sakte Hai.

Step4:- Aap Ne jise din ka Date or Time select kiya hai Appoinment ke liye Use Din Aap ko Usi Time Pe Aadhaar Card Center Jaana hoga.

Aadhaar Card Center me aap ko apna 2-3 Proof le ke jaana ho ga jise me Aap ka Location likha ho or Date of birth.
(Example:- Bank Passbook copy, Janm Certificate,10th Certificate, driving licence or Pan Card) agur aap 18 Years se Niche hai to Aap apne Father ke Aadhaar Card ka Photo Copy Le Kar jarur jaye.

Aadhaar Card Office janne ke baad aap ko apna Appointment ka Tokken No. batana hai. Abe aap ka jab Time Aa jaye ga to bhir aap ka vha pe ek Photo liya jayega.

Jab aap ka pura Kam finish ho jayega to aap ko ek Slip milega jise me aap ko Enrolment No. or bhi sari jankari likha ho ga.

Aagur aap ko Net se Apna Aadhaar card nikalwana ho ga to Aap ko Ise Slip ki Jarurat pade gi Ise liye Aap ise Sambhal ke Rakhe.

Jise din aap ne Apply Kiya hai. Use agle din se lekar 60 to 70 days ke Andur Aadhaar Card aap ke diye gye Address  pe aa jaye ga.

Aap ko or koi Problem ho to aap mujhe Comment kar ke puche sakte hai.

Aap ko ye Post kisa lga please Comment kar ke btaiye.

Aadhar card kaise banaye. Aadhar card kaise banaye. Reviewed by Rishav Rai on September 20, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.