500RS OR 1000RS KE PURANE NOTE BAND KARNE KE BENIFIT.

Hi Friend,
Aaj ki Post me mai aap ko 500Rs or 1000Rs ke old Note band karne ke kya benifit hai.

                 500Rs or 1000Rs ke Note band karne ke kai benifit hai. jisa ki aap dekhte hi honge ya aap ko Sunane me aata ho ga ki 1500CroreRs 1000 or 500 ke Old Currency pakde gye hai ise trhe ke kai News aa rhe hai. Jise ki Black Money wale bahut paresan hai. Or Aam janta ko bhut hi fayda hai.

Abhi thore smaye ke liye Aam janta ko Problem ho rha hai. But baad me Aam janta benifit Utha iyega.
      
500Rs or 1000Rs ke Note band hone ke baad Sare Black Money baahre aa rhe hai.

Or vo log bhi Paresan hai jinki Income jadi thi Vo TAX se bachne ke liye Paise Ghar me rkhte the Par Abe vo bhi Paise baahre aa rhe hai. Abe Vise Government ka khena hai ki Note Chapne ki Speed badha di gyi hai. Jise ki logo ki Problem Solve ho ske.
               
                   Modi ka khena.
Modi ka khena hai ki Len Den ke liye Public Mobile Wallet ya bhir Electronic Machine ki Help le jise ki Aap ke Paise kha or kise kise ke pass ja rhe hai ye sari Detail Government ke Pass jaye. Or Government or Public ko ise ka Profit ho.

Government Or Public ko kise Profit ho ga jane.
Aagur hm len den ka Kam ATM Ya athor Electronic Device ya Card se Kare to hmare Paise ka Pura hisab kitab hota hai. Or hmare paise sidhe Account me jaata hai jise ki Koi bhi Black money Apne Pass nhi rkhe skta or Government hmare Paise ka dekhbhal or Usko Vo Apne Kam ke Mutabik uska Use kar sakti hai. Or Koi bhi Public Black Monney nhi rkhe sakti hai.

Ise trhe se Hme Har ek chij ka Benifit milega.

Aap ko Ye Post kisa Lga Please Comment kar ke Jarur btaye. Aagur Aap ka Koi Question ho to Please Comment me jarur Puche. Hmare es Post ko Like Or Share Karna n Bhule.

Ye Bhi Padhe.
* School Ki DadaGiri Kaise Khatam Kare.
* Padhai Ke Name Pe Ho Rha Hai Dhokha.
Ladhiki ke Parents ko milega 6Lakhs Rs jaane kise.
* Khana Kab Or Kaise khaye.

500RS OR 1000RS KE PURANE NOTE BAND KARNE KE BENIFIT. 500RS OR 1000RS KE PURANE NOTE BAND KARNE KE BENIFIT. Reviewed by Rishav Rai on December 12, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.