Showing posts with label News. Show all posts
Showing posts with label News. Show all posts

Thursday, 10 January 2019

State Bank of India (SBI) me Cadre Officers ke job ke liye form Release(Without Test)

Hi Friends,

Aaj ka ye post ek news post hai Agur aap SBI me job pana chahte hai to aap ise post ko jarur padhe. State Bank of India (SBI) me Cadre Officers ke job ke liye form Release ho chukka hai jo bhi log State Bank of India ke Cadre Officers ke job ke liye aavedan karna chahta hai. Vo 9 January se lekar 30 January 2019 tk ke andur form bhar kar apply kar sakta hai.


State Bank of India (SBI) me Cadre Officers ke job ke liye form Release(Without Test)



State Bank Of India me Cadre Officers ke pad ke liye apply aap ko Sate Bank of India ke official website pe ja karke kar sakte hai. Aap ko SBI ke official website pe SBI State Bank Of India ke Official website pe aap ko State bank of india se Related sabhi job show honge. Aap ko agur or koi job ke liye bhi apply karna hai to aap vha se kar sakte hai.

State bank of India me Cadre officer me kai parkar ke job nikale gye hai aap ek baar unke official website pe ja kar jarur check kare. Unka official Website pe jaane ke liye yha click kare. Aap ek chij ka dhyan rakhe agur aap kisi job ke liye apply kar rhe hai, to fir candidate sirf ek job ke liye hi apply kar sakte hai. kuche pado par anubandh 3years ke liye hai or kuche pado ke liye 2 ya 5 Years bhi hai.


Ise job ka sabse ascha baat ye hai ki kaha ja rha hai ki in pado ke liye koi bhi test nhi hoga. State Bank of India ki Team Aavedan karne wale Candidate ka list bana kar usme se kuche logo ko short list karenge or fir unhe interview ke liye bulayenge. Agur interview me aap thik se performance karte hai, to fir vo ek or Merit list nikalenge or uske aadhar par final candidate ko choose kiya jayega. Agur aap interview thik se dete hai to aap ka bhi naam ise final Merit list me hoga.

Agur aap ko ise jobs se related or jankari chahiye to aap yha click karke iske official website pe jakar full detail padhe sakte hai.

Agur aap iska pdf bhi dekhna chahte hai to yha pe click kare.

Cadre Officers Vacancies 2018 Application Fees

General & OBC Candidate:- 600Rs

SC/ST/PWD:- 100Rs

Aap ko ye payment online payment gateway ke through karna hai.

Age Limit

Ise job ke liye aap ka age Minimum 25Years hona chahiye or Maximum age 35Years ho to hi aap apply kar sakte hai.

Ok friends aaj ke ise post me bs itna hi agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap ise post pe comment kare mai aap ka pura help karunga. Ya fir aap State Bank Of India ke official website pe visit karke all detail check kar sakte hai.

Monday, 30 July 2018

100Rs के नए नोट के बारे में जाने असली पहचान उसे लेने से पहले

हैल्लो दोस्तों,

आज के इस पोस्ट में हम जानेगे RBI के तरफ से निकले जाने वाले 100Rs के बारे में कुछ जरुरी बाते जिन्हे जनता को जानना जरुरी है, इसे लेने से पहले | RBI ने सबसे पहले 50, 200, 500 और 2000 के नए नोट के बाद अब RBI 100Rs के नए नोट निकाल रहा है | RBI का कहना है की 100Rs का नए नोट अगस्त 2018 में रिजर्व बैंक ऑफ़ इंडिया द्वारा जारी कर दिया जायेगा |

100Rs के नए नोट के बारे में जाने असली पहचान उसे लेने से पहले


RBI ने करीब 10 प्रकार के नोट जारी कर दिया है 1, 2, 5, 10, 20, 50, 100, 200, 500 और 2000 ये सारे नोट में से कुछ नोट अभी तो मारकेट में नहीं चल रहे है पर सितम्बर के लास्ट तक सभी नोट मारकेट में आ जायेंगे | पुराने 100Rs का नोट बंद नहीं होंगे वो भी मार्किट में चलेंगे | कहाँ जा रहा है की 100Rs का नोट सिर्फ सुरक्षा में बढ़ोत्तरी के उद्देश्य से लाया जा रहा है |

100Rs के नोट से सम्बंधित महत्वपूर्ण बाते |

100Rs का नोट गवर्नमेंट ने छपाई का आदेश दे दिया है | 100Rs के नए नोट आप को मार्किट में अगस्त के लास्ट तक देखने को मिल जायेंगे | जब तक गवर्नमेंट या RBI नोट को मार्किट मे लॉन्च करने का तारीख न देदे तब तक आप ये नोट को न ले, अगर आप को इस प्रकार का कुछ भी देखने को मिले तो आप कम्प्लेन जरूर करे |


अगर आप को कोई पर्सन नोट दे तो न ले क्युकी जब तक RBI नोट को पूर्ण रूप से लॉन्च न करदे और 100Rs का नोट हाथ में होने का मतलब की आप ने वो नोट चोरी किया है | इसके जुल्म में आप को फाइन या जेल हो सकता है | इसलिए आप इन चीजों से बच कर रहे | जैसे ही नोट को मारकेट के लिए लॉन्च किया जाता है | आप को वो नोट लेना जरुरी है नहीं तो उसके लिए भी आप को फाइन या फिर जेल हो सकता है |

नोट के अगले हिसे का पहचान |

1. अगर आप नोट में गौर से देखेंगे तो आप को इमेज में 100Rs लिखा हुआ दिखेगा |
2. अगर आप नोट के बाएं और देखेंगे तो आप को देवनागरी लिपि में 100Rs लिखा हुआ दिखेगा | 

3. नोट में लगे हरे रंग के Thread में bharat और RBI का नाम लिखा हुआ होगा |

 
4. अगर आप नोट को तिरछा कर के देखेंगे तो आप को हरे रंग का Thread blue रंग में दिखेगा |
5. नोट में बने बैगनी रंग के महात्मा जी का फोटो बिच में दिखाई देगा |
6. अगर आप महात्मा गाँधी के फोटो के दाएं और देखेंगे तो आप को वहा पे प्रॉमिस clause और गवर्नर का हस्ताक्षर और रिजर्व बैंक ऑफ इंडिया का प्रतीक चिह्न क्रमशः ऊपर से नीचे की ओर चिन्हित होंगे |
7. नोट के दाई और अशोक स्तंभ का प्रतीक चिन्ह है |

नोट के पिछले हिस्से का पहचान |

1. अगर आप नोट के बाई और देखेंगे तो आप को नोट के छपाई का वर्ष दर्ज होगा | 
2. अगर आप नोट पे देखेंगे तो विभिन्न भाषाओं वाला पैनल दिखाई देगा |
3. नोट पे आप को स्वच्छ भारत अभियान का लोगो दिखाई देगा |

नोट का आकार |

100Rs का नए नोट का आकार पहले के नोट से छोटा है | कहाँ जाता है नया नोट 66mm चौड़ा और 142mm लम्बा है | कहाँ जा रहा है 100Rs का नया नोट 500Rs के नोट जैसा ही आकार है | कहाँ जा रहा है की 100Rs के नोट में गुजरात की रानी की बाव का चित्र दिखाई देगा | नोट को छापने के लिए इसमें यूज़ होने वाले कागज और स्याही स्वदेसी यूज़ किया जा रहा है |

नोट का छपाई कहाँ होता हैं |

नोट का छपाई देश में 4 जगह पे होता है | देश में कुल 4 नोट प्रेस, 4 टकसाल और 1 पेपर मिल है | ये चारो नोट प्रेस देश के 4 शहरों में है, मध्य प्रदेश के देवास, महाराष्ट्र के नाशिक, पश्चिम बंगाल के सालबोनी और कर्नाटक के मैसूर में है | कहाँ जा रहा है की 100Rs का नोट का छपाई मध्य प्रदेश के देवास शहर में स्थित बैंक में हो रहा है |

ओके दोस्तों उम्मीद करता हूँ 100Rs के नए नोट के बारे में जाने असली पहचान उसे लेने से पहले | पोस्ट अगर पसंद आया होतो प्लीज पोस्ट को लाइक, शेयर और कमेंट जरूर करे | अगर आप को किसी भी प्रकार का प्रॉब्लम हो या आप का कोई कुएस्शन होतो प्लीज कमेंट जरूर करे मैं आप का पूरा हेल्प करूँगा | हमारे सोशल मीडिया नेटवर्क को लाइक, शेयर और ज्वाइन जरूर करे |

Tuesday, 25 July 2017

5Best Bussiness Ideas 0Rs Investment

Hi Friends,

Aaj hm es Post me Baat karenge 5Best Bussiness Ideas 0Rs Investment ke baare me. Dosto kai bussiness hai jo ki 0Rs se bhi aap Start kar sakte hai. Iska matlab ye nhi ki aap ka kuche lagega hi nhi mere 0Rs se Matlab hai. Ki aap jo Normal Use karte hai hmesa use hi aap Business Start kar sakte hai. Or vo Business kaisa bhi ho sakta hai.

5Best Bussiness Ideas 0Rs Investment

Bhut Sare Business hai jo ki Bilkul km kharche me bhi Start ho sakte hai.
* Food * Fashion * Blogging * Travel Ticket * Youtube Work * Design etc

Dosto ye Kuche Topic hai jin pe Work Suru kar sakte hai. Vo bhi Bina Koi Kharche ke Aap ke Pass Ek Phone to Hoga hi Use bhi aap ye kaam ka Start kar sakte hai. Jise jise Aap ke Pass Paise honge aap Apne Bussiness ko aage badhte rhe.

Business kaise Start kare 0Rs ke Kharche pe.

1. Blogging:- Dosto Aagur aap Blogging pe Website bna kar paise kamana chahte hai. To Aap ke Pass Sirf ek Phone hona Chahiye. Jo ki aap ke Pass Phele se hi hoga aap ko koi bhi ek chij ke baare me full Knowledge hona Chahiye Matlab ki aap ko kisi chij me Intrest hona chahiye. Or Use Related ek Website name soche or Blog pe ek Website bna le.

Us Website pe Aap Post likhna Start kar de or Post ka Link aap Social Media ya aap jispe chahe aap Share karna Start kar de jab aap ke Website pe 10 se upar Post ho jaye to aap. Koi bhi Ek Badhiya Advertisement Website Chune or Apne Website pe Lagaue aap Aagur khid ka Post likh rhe hai. Or Vo Post Text me hai. Matlab ki aap apne Website pe jo bhi kaam kar rhe hai vo Written hai. To aap Adsense se hi apne Website ko Verify karvaye.

Adsense Kisi Video, Audio, kisi bhi Parkar ke Advertising Qebsite ko Very nhi karta aap Aagur en Chijo ko Text me Convert kar ke kar rhe hai. To AdSense aap ko Verify kar dega. Aap Aagur Video ya Audia jisa Website bnaye hai. To aap Adsense se Verify n karvaye or bhi Kai Advertising Website hai jo en Chijo ko Verify karte hai.

Jada jankari ke liye aap mujhe Comment kar sakte hai. Ye fir aap hmare Adsense se Related or bhi Post padh Sakte hai.


2. Travel Ticket:- Dosto Travel Ticket Business me bhi aap ko kiso bhi chij ka Extra Kharche ki Jarurat nhi hai. Aap ye Work bhi Sirf apne Mobile se Kar Sakte hai. Or ye Work Bhut se Log kar bhi rhe hai. Aap Travel Ticket ke Sath Sath sare E-Commerce ke Kaam Kar sakte hai. Jisme aap ka Koi kharcha nhi aata hai. Aap ke Pass Phone to hoga hi bs aap apne Phone se hi ye bhi kaam kar sakte hai.

Starting me Kuche Dikat aayega lekin aap Aagur thore sa fayde le kar kaam karte ho dusro ke mutabik kam Paise lete ho to log aap ke pass hi aayenge jise aap ko bhut fayde ho sakte hai. Shop wale Aagur Ticket 650Rs hota hai to vo kam se kam 750Rs ya 800Rs to lete hi hai. Uske mutabik aap kam hi Paise lo Starting me.

3. Youtube Work:- Dosto Youtube pe Work karne ke liye Aap ko Sirf Video bna kar Youtube Par Upload Karna hai Par aap ese bhi itna Aasan mat samajhna or na hi Muskil hai. Aap ko bs Samye ke Sath Video banana Padega.

Ye Bhi Website ke trhe hi hai esme bhi Aap ye Dekhna ho gi aap ko kos chij me jada interest hai. Aap uske Mutabik Ek Channel banaye fir aap Daily yaar Apne time According ek Time Table banaye or Youtube pe Video Upload karna Start kar de. Or Youtube pe Video Upload karne ka Ek Confirm Time banaye. Or Aagur aap Video se Paise bhi kmana Chahte hai to aap Apne Youtube Channel ko Adsense se Verify Karva le.

Youtube pe Sirf Adsense se hi aap Earning kar sakte hai. Or Youtube Copy ki hui Video Bilkul Verify nhi karta vo aap ke Channel pe Strike bhi kar sakta hai. Es liye aap Youtube pe kisi bhi Parkar ka Copyright Video n daale. Jada Jankari ke liye ye Bhi Post Padhe.


4. FreeLancer:- Dosto freelancer Ek Online Job dene or Lene wali Company hai. Matlab ki Aap ko Aagur Online Work karna hai To aap FreeLancer pe Online Work kar sakte hai. Or Aagur Aap ke Pass Work hai to Aap Freelancer me daal sakte hai. FreeLancer me Work Karne se Phele Aap ko Id Create Karna hoga. Create karne ke baad aap usme Work Kar sakte hai.

Aap jab FreeLancer se Kaam Uthate hai to us kaam ko Pura karne ke liye jo samye mangte hai. Aap ko usi Samye me kaam ko Pura karna hota hai nhi to aap ka candidate aap ko diyejaane wale Paise me km desakta hai. Aap Aagur uska diya kaam nhi karte ho to aap jitna Payment Mangte ho vo -me chale jata hai. FreeLancer me aap ko Bhut dhyan dena hota hai Nhi to Aap ko bhut Problem ho sakta hai. FreeLancer me aap ko Apne Kaam ke Mutabik hi Paise milta hai. Jo Paise Candidate deta hai usme se 5%-10% FreeLancer Company le leti hai. Baki Paise vo aap ko deti hai. FreeLancer ke baare me Full Jankari lene ke aap niche wala bhi Post Padh Sakte hai.

* Freelancer Se Paise Kaise Kamaye. 

5. Online Book Publishing:- Dosto Online Book Pulishing ye kaam bhi bhut Ascha hai. Aap chaho to book Publishing ka bhi kaam start kar sakte ho bilkul Simple hai. Isme aap ko jo bhi Book Publish karana hai. Aap kar sakte ho isme aap Website ka bhi Help le Sakte ho. Website se aap Comment ke jariye ya fir Usme aap Booking system use kar sakte ho or kai System hai. 

Aap Aagur koi Online Person ko jante ho jo Person Youtube ya fir Koi Website pe sell ya Purchase karta ho use bhi aap Advice le sakte ho. Sabse jada fayda tb hai jab aap sare kaam khud se kare Aap ko or bhi kai Suvidha se bech sakte jaise koi bhi Site ya Fir Amazon ya koi bhi Shipping Website ka help le sakte hai.

Wednesday, 10 May 2017

Indian Rule kaisa hona Chahiye Mera Soach.

Hi Friends,

Aaj Mai ye Post News dekhne ke baad likh rha hu Or ye jo post mai likh rha hu ye mai apne Soach pe Likh rha hu. Is Post ko likhne ka maksad kisi ko Nuksan Pahuchana ya kisi bhi parkar ka Desh droh ya koi Bhi Galat kaam karna nhi hai. Ye sirf mera khud ka Socha hai. Kyo ki Dinpar din India me Galat kaam hote ja rhe hai. Har ek jghe Aatank hai. 

www.suryarishavrai.blogspot.com

Or Use bhi jada ab hme Apne hi Desh Me rhene wale logo se khatra hai. Kyo Ab Hmare desh ke log ki itne galat kaam kar rhe hai. Ki Ab Ladhkiyo ko Ladhko se itna dar lgata hai. Ki vo ab Akele Ghar se bahre nhi nikal saki. Hm logo me itna jada Bharshtaachar Bhara pada hai. Ki Log Bhut Mehnat se Paise kamata hai. Or Jab Salary Wale din Paise lekar Company Se Aa rha hota hai to Chor Uske Gardan pe Knife rakh kar sare Paise Lelete hai.

Police ka Khena kya Hota hai.

Police Ke Pass jao to Insan Phele hi kangal rheta hai. Or Police wale khete hai phele Aap 1500Rs Jama kara fir karvahi Start Hoga. Ve hai Police walo ka khena. Khi pe Accident ho gya Or Report likhvane jao to khenge thik hai hm Pakad lenge Accident wale ko Uske baad se Accident karne wala mil gya to Khenge Btao Aap kitna Kharcha lga bolo 1500Rs to Accident karne wale ko dena Padega. Or Jab Vo Paise Police wale ko dega ki Lo unko dedena fir Vo kya karega ki 500Rs Police wale rkha lenge or 1000Rs dedenge Jiska Accident hua hoga. Or Jab Pucho ki 500Rs Aap kyo liye to khenge ki Hmne Accident karne wale ko Pakda. Are mai Puchta hu Kya Government Unko Salary Nhi deti hai. Jo Vo log Dlali khate hai. Es parkar ke Police walo ki Sikayat Hm Kha kare.

Government ko kya karna chahiye.

1. Government ko Ek Whatsapp No. Ya Koi es parkar ka Contact Banaye jispe log Galat kaam jo ho rhe hai Unka Poto ya Video Send kar sake or Jo Photo ya Video bheja ja Rha ho Us Person ka Data Gopniya Rha jaye jise Usko Kisi bhi Parkar ke Problem ko Face n karna pade.

2. Jis Case Me 4 to 5 Years lge jate hai. U. Case Ko Jaldi se jaldi niptaya jaye. Jo Log Nasaa Felane ka kaam kar rhe hai. Unhe Saja di jaye. Jis trhe Bahar ki Country me horha hai.

3. Ise bhi Badi Baat kujhe Log Ladhkiyo ke sath Galat kaam kar dete hai. In Jise logo ko Mafi nhi Biche Chorahe pe Hand And leg kaat dena chahiye.

4. Hmare desh Me Aarhe Aatankwadi yo ko Kaid nhi Sabke Samne Goli maar dena chahiye. Ta ki Aatankwadiyo ko Sabak mil sake.

5. Jo Log Amir hai Unko Apne Monthly Inkam me se kujhe hisa Garibo ko Khana khila dena chahiye. Ya fir Amir Logo ko Mil kar ek Trust Chalana chahiye Or jiska Hisab Rakhna chahiye.

6. Government Ko Desh Bachane ke Liye Jaldi se Jaldi Har ek Payment Online Ki Suvidha dena Chahiye. Or Pure 2 to 3 Month Ek Government Camp Lgana Chahiye Jha pe Online Payment ke Baare me Knowledge de. Kyo ki Jo Padhe likhe Public nhi hai. Unhe bhi Online Payments kaise karte hai Es Chij ke Baare Me Pta Chale Sake.

Aaj ke Es Post me bs Itna hi. Aap Sabhi Logo ko Apna Kaam bhut Imandari se Karna Chahiye. Hm log Sochate hai. Ki Sara Kaam Government khud kare to Yesa nhi ho Payega. Jab tak Hm Aavaj N uthaye. Ya Jab Tak Government ka Sath n de Thik se tab tak Hmara desh Or Hmare Desh ke Log Sakun se Nhi Rhe Payenge. Es liye Hme Apna Kaam Bhut hi Imandari se Karna Chahiye. Aap mujhe Comment kar ke btaye ki aap ka kya Sujhao hai.

Ye Bhi Padhe.

Wednesday, 3 May 2017

खाना कैसे खाएं और कब खाए।

हेल्लो दोस्तों,

आज मैं आप को इस पोस्ट में बताऊंगा की गर्मियों में क्या खाना चाहिए और कब खाना चाहिए। क्यों की गर्मियों में थोड़ा भी लापरवाही करो तो बॉडी को बहुत नुकसान पहुचता है। आप कोई भी चीज खा रहे हो। एक दूसरे के खाने के बीच 30 से 60मिनट का फासला होना चाहिए। ता की आप ने जो खाया है। वो ठीक से कवर हो सके क्यों की लगातार खाने से आप को पेट से related Problem हो सकता है। और कुझ भी खाने के बाद आप को थोड़ा सा टहलना चाहिए।

www.suryarishavrai.blogspot.com

हमे खाना कैसे खाना चाहिए।

1. सुबह उठ कर हमें हल्का गर्म पानी पीना चाहिए।
2.  पानी सिप सिप करके व नीचे बैठ कर पीना चाहिए।
3. खाना 32 बार चबाना चाहिए।
4. सुबह पेट भर कर खाना खाना चाहिए।
5. सुबह का नाश्ता सूरज निकलने के ढाई घंटे तक खा लेना चाहिए।
6. सुबह खाने के साथ जूस पीना चाहिए।
7. दोपहर को खाने के साथ लससी या छाछ पीना चाहिए।
8. रात को खाने के साथ दूध पीना चाहिए।
9. खट्टे फल रात के समय नही खाने चाहिए।
10. आईसक्रीम कभी नही खानी चाहिए।
11. फ्रिज़ से निकाली हुई चीज 1 घण्टे बाद खानी चाहिए।
12. कोल्ड ड्रिंक नहीं पीना चाहिए।
13. बना हुआ खाना 40 मिनट तक खा लेना चाहिए।
14. रात को न के बराबर खाना खाना चाहिए।
15. सुबह सूरज निकलने से डेढ़ घण्टा पहले उठना चाहिए।
16. पानी खाना खाने से 48 मिनट पहले पी लेना चाहिए।
17. सुबह खाने के बाद काम करना चाहिए।
18. दोपहर को खाना खाने के बाद आराम करना चाहिए।
19. रात को खाना खाने के बाद 500 कदम चलना चाहिए।
20. खाना खाने के बाद हमेशा 5 -10 मिनट वज्रासन करना चाहिए।
21. सुबह उठ कर आखों मे मुंह का लार डालना चाहिए।
22. रात को 9 - 10 बजे तक सो जाना चाहिए।
23. चीनी , मैदा , सफेद नमक ये तीन जहर से बचो।
24. दोपहर को सब्जी मे अजवायन डाल कर खाना चाहिए।
25. रात को सलाद नहीं खानी चाहिए।
26. खाना हमेशा नीचे बैठकर व खूब चबाकर खाना चाहिए।
27. दूध मे हल्दी डाल कर पिने से कैंसर नही होता है।
28. सुबह का पानी कम से कम 2 - 3 गिलास पीना चाहिए।
दोस्तों अब आप समझ ही गए होंगे की हमे खाना कैसे और खाना खाने के बाद या खाना खाने से पहले क्या करना चाहिए।

दोस्तों अगर आप को पोस्ट पसंद आया हो तो। पोस्ट को शेयर करना , कमेंट करना मत भूले।

Ye Bhi Padhe.

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address