Hi friends,
Aaj Hm es Post me Baat karenge 4 Mistake Jo Blogger ko Le jata hai Asafalta Ki Or. Jisa ki Aap log Jante hi honge ki Per Day Blogger Website Badhte hi ja rhe hai. Kyo Ki Blog se Aap Bhut kuche Kar sakte hai. Blogspot or Wordpress se Aap apne Knowledge ke mutabik bhut Paise Kma Sakte ho.
Aap ko Bs Blog pe Thora Mhenat Karna hoga. Har Ek Blogger Jab bhi Apna Blog Start Karta hai Kucch Maksad se Karta hai. Lekin kya kare Kucch Problem kar ke Vo haar Maan lete hai. Jo ki Vo bhut hi Bada Galti kar dete hai.
Hme Blogger Me Thorasa time to Lagta hai Success Hone me lekin jab Success ho jate hai. To Aap Bhut Paise kma Sakte hai. Adsense Account ko Blog se Verify karva kar Adsense Add lagana hota hai. Mai Aap ko yahi Suggest karunga ki Phele Aap 2 to 3 Month Blog Par Mhenat kare roj 2 to 3 hour Work kare ya fir Jab Aap ko Time mile.
4 Mistake Jo Blogger ko Lejata hai Asafalta ki Or.
1. Post Likhne ke Kucch Rule:- Dosto Kai Blogger Post Sirf Likhte jaate hai. Roj 2 Post likhte hai. Lekin unke Website pe Traffic Jada nhi Aata hai. Or Kucch Website 1day me 1hi Post likhte hai par unke website pe Bhut jada traffic aata hai. Es ke Kai Karan hai Sabse phele to aap ko Apna Post SEO se Related hi likhna Chahiye. Aap ka Post Language Bhut hi Simple Hona chahiye jo ki Sab ko Asche Se Samajh me Aa jaye. Post me koi bhi Faltu Image ka Use n kare.
Jarurat ke Anusar Hi Image ka Use kare. Or Aap jab Bhi Apne Post ko Published karte hai. Uska ek Fix Time Rakhe Bhale vo Aap kyo na 4 to 5 Hour Phele Ready kiye ho Lekin Published Aap Sirf ek hi Time pe kare kyo ki Use Aap ke Visitors Samajh Jayega ki Aap ke Post Published ho Chuka ho ga ya Hone Wala hoga. Jise Unhe bhi Fayda ho ga or Aap ko Bhi es liye Aap hmesa Same time pe Post Published kare.
2. Post Link Share:- Dosto Aap Website pe Post to Likh Dete hai. Lekin Aagur Aap Share hi na kare to fir Aap ka Post fir Viral Kaise hoga es liye Aap apne Post ko hmesa Share karte rhe. Jise aap ka Post Sab ke Pass Pahuche. Kai Blogger Website Post ko sirf ek baar Share karte hai Or unko Lagta hai ki bs Hogya. Esa nhi hai Aap ko hmesa Share karte Rhena chahiye Ta ki jo log us Time Aap ka Post nhi dekhe hai kya Pta Abe Dekh le.
Post ko Share Karne ka Bhi Ek Time Banaye 1Hour ke gap me ya Apne Mutabik Post ko Aalag Social Network me Share karte rhena chahiye. Share Karne ke time Aap location ka Bhi Use kar sakte hai. Aap apne Social Media Me India se Bahre Country ke Public ko Friend banaye or Unhe bhi Apna Post link Share karne ko bole. Jise Aap ke Website pe Bahre se bhi Bhut Traffic aayenge.
3. Comment:- Dosto Comment n karna bhi Ek Blogger ka Galti hota hai. Kyo ki Comment n katne se Aap ke Website pe Traffic nhi aayenge Or Aap ki Earning nhi hoga. Blogger ko Blogging Chodne ka Sabse Bada Karan hota hai Paise n milna.
Comment se Mera matlab Hai ki Aap jaise koi Fb Group me join ho vha pe Agur koi aap se Question Puche rha hai.
Website kaise banaye?
To friend Aap use bataye or Aap ke Pass uska Link hai Website kaise banaye to aap use Post ka link de jise Aap ke Website pe Traffic aaye. Ye tha Facebook pe Comment karne ka trika or Fayde.
Dosto Dusra tarika hai Aap dusre ke Website pe Comment kare Apne Website link ke Sath. Jise unke Website pe Aane wale Visitors me se kuche Visitors aap ke website pe aaye. Es liye Comment karna bhut jaruri hai. Aap ke Samne jo Bhi Question aaye Aagur Aap ko uske baare me pta hai To aap uske Comment ka Answer de or use Apna Website link de.
4. Aap ka Website Different Dikhe:- Dosto Website Different dikhne ka ye Matlab nhi ki Aap apne Website ko Bhut jada Editing kare. Simple Or Badhiya Look Banaye jise Sabhi Pasand kare.
Aap ke Website me Sabse aalag Post ho Matlab kisi ka Copy kiya hua Post na likhe. Time ke Mutabik Post likhe jis chij ka Sabse jada jarurat ho logo ko Vahi Post likhe. Post me Language thik rakhe ta ki sabko Samajh me aaye. Aap ko Jis chij ke Baare me jada Knowledge ho usike baare me Post likhe.
Website Template hmesa Change karte rhe Website me Social Network Share Icon jarur Use kare Ex:- Facebook, Whatsapp, Twitter, Instagram, Pinterest etc.
Aap apne Website me Ek Khudka Banaya hua logo Use kare. Jise Aap ke Website ka Look Best dikhega Or aap ke Visitors ko bhi Pasand Aayega. Or kai Chije hai jo Aap ke blog ko Perfect banata hai. Aap Apne Website ko Hmesa Check karte rhe ki khi Aap ke Blog me Koi Problem to nhi. Aagur hai to Use Solve Kare.
Aap ko ye Post kaisa lga Please Comment kar ke bataye. Aagur Aap ko Ye Post Pasand aaya ho to Please Like, Comment or Share Jarur kare. Aap ko Aagur kisi bhi Parkar ki Problem ho to Please hme Comment kar ke Jarur btaye.
Ye Bhi Padhe.
* Hacker Se Apna Website Kaise Secure kare.
* Facebook Messenger Se Paise kaise Transfer kare.
* 100$+ Per Month Kaise Kamaye.
* Aadhar card kaise banaye.
* Adsense Earning Increase Kaise kare.
* Blogger Fail kyo hote hai Blogging karne me.
* Ek Asche Blogger Ki Pahechan.
* Domain ko Phone se Blog Pe Kise Lagaye.
* Website Pe Unlimited Add lgane ke Profit or Loss.
* Hacker Se Apna Website Kaise Secure kare.
* Facebook Messenger Se Paise kaise Transfer kare.
* 100$+ Per Month Kaise Kamaye.
* Aadhar card kaise banaye.
* Adsense Earning Increase Kaise kare.
* Blogger Fail kyo hote hai Blogging karne me.
* Ek Asche Blogger Ki Pahechan.
* Domain ko Phone se Blog Pe Kise Lagaye.
* Website Pe Unlimited Add lgane ke Profit or Loss.
4 Mistake Jo Blogger ko Le jata hai Asafalta Ki Or
Reviewed by Rishav Rai
on
May 29, 2017
Rating:
Nice Share
ReplyDelete