Hi Friends,
Aaj ke es Post me mai aap logo ko Messenger ke kuch New Features ke Baare me btaunga. Messenger se ab aap Money Transfer Kar sakte hai. Vo bhi bina kisi muskil ke. Ye Features abhi America me chale rha hai. Dhire Dhire ye ab India ke Sath sath har ek Jaghe Suru ho jayega.Iske Fayde Kya hai.
1. Iska Sabse bada Fayda ye hai ki ab aap bina koi Muskil ke Paise bhej Sakte hai.
2. aap apne Group ke Sare member ya Apne Friend ko Paise Bhej sakte hai.
3. Isme aap ko Combo Fayde honge.
* Aap ko apne Friend ko Aagur Paise dene hai to aap Chat karne ke Sath aap Money bhi Transfer kar denge.
* Agur aap apne Group ke Sare Member ko Paise Dena Chahte hai to vo bhi Brabar me Sare Member ke logo ko de Sakte hai vo bhi Ek baar me hi.
Messenger Se Paise kise Transfer Honge.
1. Messenger me Jaye or Profile Pe Click kare.
2. ATM Card ko Messenger ke Sath Link kare.
3. Jisko Send karna hai usko Chat pe Open kare.
4. Aagur aap ko Group ke Sabhi Member ko Bhejna hai to aap Group ke Chat Ko Open Kare. Aap jitna bhi Rupye bhejenge vo Har ek bande ko brabar me jayenge.
5. Jin logo ko Paise Bhejna Hai Unke Pass ATM Card Hona Jaruri hai.
6. Paise Lene ke Liye aap Group me Request bhi kar sakte hai.
Ye Jo mine Knowledge diya hai. Ye Filhaal Australia me hi Chale rha hai. Umid hai Bhut jald India ke Sath Sath Or Jghe pe bhi aa jayega.
Ok Friends Agur Aap ko ye Post Pasand aaye to Please Like or Share Jarur Kare. Ta ki Or logo ko bhi aane wale ye Messenger Features ke baare me Pta chale.
Ok Friends Agur Aap ko kisi bhi Parkar ki Problem Ho to Please Comment Jarur Kare.
Ye Bhi Padhe.
Facebook Messenger Se Paise kaise Transfer kare.
Reviewed by Rishav Rai
on
April 13, 2017
Rating:
No comments: