Mobile ke liye Popular Screen Recording Apps

Hi Friend,

Aaj mai apko Screen Recoring ke liye Tips dunga ta ki aap bhi apne karte hue work ka screen Recording kar sake.Ko ki chahe aap kujhe bhi karlo Jise marji vise Camera Use kar lo par thora bhut to idhar udhar ho hi jata hai.

     Par abe nhi abe aap Ek Badhiya Video bna sakte hai.Vo bhi bina kisi investment ke.Bina koi Phone Root kiye.Aap ek badhiya video bna sakte hai.
  
Mai aap ko vahi Apps Btaunga jo mine Use kiya hai.Mine 3Apps Use kiye hai.Apne Lollipop Version Phone me.Jo ki aap bhi Use kare.Apne Phone me Screen Recording Ke liye.

1.Screen Recording.
2.Best Screen Recording.
3.Mobizen.

1.Screen Recording:Ye Screen Recording bhi Sabse best hai.(Or Ise apps Ka Icon K hai.)Kyo ki Ise me aagur aap apna Sound bhi recording karna chaho to aap kar sakte ho.Or Iska Sound Recording bhi bhut badhiya hai.Aap ise Apps ko jarur Check kare.

2.Best Screen Recording:Ye Apps bhi thik hai vise to sare apps thik hai kuki sare apps me kujhe n kujhe change hai.Ise apps me khas ye hai ki iseme aap jo video bnaye nge use ki Mb kam hogi.

3.Mobizen:Ye bhi Screen Recording ke liye hi hai.Or Ise Ki video quality or bhi badhiya hota hai.Aap ise bhi Use kar ke dekhe.Or ye sare apps Withoutrooted Phone me bhi chalenge.Buse Phone aap ka Lollipop hona chahiye.

Mujhe Umid hai aap ko ye Post Pasand aaya hoga or Ise Post se Related Koi Problem Hai to Please Comment kare.

                                Or

Aap ko ye post kisa lga Please Comment kar ke btaiye.

Mobile ke liye Popular Screen Recording Apps Mobile ke liye Popular Screen Recording Apps Reviewed by Rishav Rai on June 22, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.