Website Pe Unlimited Add lgane ke Profit or Loss.

Hi Friends,
 
Aaj Mai Aap logo ko es Post me Website Pe Unlimited Adsense Add lgane ke Profit Or Lose Ke Baare me btaunga. Kyo ki kai log Adsense se jade Paise Kamane ke Lalch me aakar bhut hi Galat Raste ya hm khe Sakte Hai Fake Idea Use karte hai.

Jise Unka Bhut hi Jada Nuksan ho jata hai. Or Fir Vo Paresan ho Jate hai ki Ab hm Kya kare. Kyo Ki Adsense Account Approved Karvana ek New Blogger ke liye Bhut Hi Muskil hota hai. Lekin Ek baar Approve ho jaye to Uska Bhut hi Galat Use karte hai. Jiska Unko fayda to Hota hai Starting me Lekin fir Nuksan bhut hota hai. Mai Aap ko Sabse Phele Nuksan ke baare Me btaunga.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Website Pe Unlimited Adsense Adds Lgane ke Nuksan.

Website Pe Unlimited Adsense Adds Lgane ke Bhut jade Nuksan hai.
1. Aap ke Website ka Speed Slow Ho Jayega.
2. Aap ki Website Design Ascha Nhi lgega.
3. Aap ki Website Ko Koi Bhi Pasand Nhi Karega kyo ki Koi Bhi Visitors Jade Add Pasand nhi karta hai.
4. Aap ke Website ka Traffic bhut km Ho jayega.

Ye Sare Problem aayengi Aap ke Website pe Aagur Adsense Ke Adds Jade Honge to. Es liye Mai Aap ko Suggest karunga ki Aap Apne Website pe Jade Adsense Adds ka Use n kare.

Website Pe Unlimited Adsense Adds Lgane Se kya Fayde hai.

1. Ise Aap ke Website pe Impression Badhega, Page RPM bhi badhega.
2. Adds Jade Show Honge to Clicks bhi Jade honge.
3. Adds se Aap ko Paise bhi Bhut milega.

Matlab ki Aagur Aap Adsense ke jade Adds Use Karte hoto aap Sirf Paise hi kmapayenge. Lekin Ek baar Jo Visitors Aap ke Website Pe Aa gya vo Fir Dubara Nhi Aayega. Kyo ki Use Pta Chale Chuka hai. Ki Use sirf Aap ke Website pe Sirf Adds ke ilava Or Kujhe Nhi Milega.

Es liye Aap Apne Website Pe Jada Se Jada 3 Adds Lgaye. Jisme se Ek Banner Adds lgaye Baki Aap ki Marji jis size ka lgana ho lga Sakte hai.

Ye Bhi Padhe.

Website Pe Unlimited Add lgane ke Profit or Loss. Website Pe Unlimited Add lgane ke Profit or Loss. Reviewed by Rishav Rai on May 05, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.