Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye.

Hi Friend,

Aaj mai Ise Post me bataunga ki hm Apne blog Pe Domain Kise lagaye. Domain lagane ke to kai fayde hpye hai. Jisme se Ek benfit ye hai. Ki aap apne website se .blogspot.com hata sakte ho.Jise ki aap ki website ek Professional website lagega.

Blog pe Free Website kise banaye.

Phone se Domain Kaise lagate hai?

Aap mujhe Step by Step Follow kare.

Step1: Aap Phele Phone me Koi bhi Browser me www.godaddy.com khole.

Step2:Aap abe godaddy me login ho jaye.

Abe left side me aap ko 3 line dikh rhe honge vha pe Click kare.


Step3:- Aap Domain Management Pe Click kar de.



Step4:- Aap jise Name se Aap ne Domain Kharida tha uska Name aa jaye ga use pe Click kar de.


Step5:- Aap Ke samne Image ki trhe Page khulega. Jha pe DNS Management pe Click kar de.


Step6:- Aap ke Samne abe Jo Page Khulega Vo Image Ki trhe ho ga.



Step7:- Aap abe A Host ke Samne Add likha hai Vha Pe Click kare.


Step8:- Aap ko abe vha pe Ip Adress Save karna hai.

1.Jha pe Host Name likha hai vha pe aap ghs.google.com likh de.

2.Jha pe Points to likha hai vha pe 216.239.40.21 ye likh de.

3.TTL me 1Hour Select kare.

    Or Add Record Pe Select kar de.



     Aap abe Browser me Ek New Page Khole.

Step9:- Aap Abe use Page me Blogger Pe Login ho jaye.

Or fir dashboard pe click kare.fir setting>>Basic pe Click kare.

Step10:- Aap abe + Set up a third-party URL for your blog Pe Click kare.



Step11:- Aap ke samne abe Image ki trhe khul jayega.



Step12:- Aap Blanks Me Domain Name likh kar save kar de.Save karne ke baad aap ke samne Image ki trhe khul gya ho ga. Aap Image me jo 1 No. Or 2. Vala jo Code dekh rhe hai use Apne domain me jodna hai.



Step13:- Aap Phele 1 No. Vala Pura Code Copy Kar le. Or bhir se Domain wala Page Open kare. Or bhir CNames (Aliase) ke Samne jo Add likha hai vha pe Click kare.



Step14:- 1.Aap Alias Name Pe 1No. Wala code Paste kar de.

2. Abe jo 2No. Wala jo Code tha aap ke blogger Page pe vo 2No. Wala Code Copy kar le Or bhir Points to Pe Vo Code Paste kar le. Aap Image me dekh sakte hai kise karna hai.

3. TTL Me 1Hour Select Kare.

                Or Add Record Pe Click kare.



Aap bhir se baahre aa gye honge Abe aap Upar dekhenge ki vo Save Hone ka Message Upar Show ho gya ho ga.

          Abe aap ko bhir se Blogger ke Usi Page pe Jana hai.

Step15:- Jha Pe Domain Name aap ne likha tha vha bhir se Domain Name likh kar Save Pe Click kar de Abe aap ka Domain aap ke Blog ke Sath jur jayega.



                      Aagur aap ko Bhir Bhi Koi Problem Ho To Aap Mujhe Comment Jarur Kare.Mujhe Aap ki Help kar Bhut Khushi Ho gi.

   Aap ko Ye Post Kisa Laga Please Comment kar ke Jarur btaiye. Or Friends Aap Hmare Social Media Page or Group ko Join or Like Jarur Kare.
Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye. Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye. Reviewed by Rishav Rai on July 01, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.