Blogging Se Related Top5 Question & Answer.

Hi Friend,
Aaj mai Aap logo ko Es Post me Blogging Related kuche Question ke Answer dunga jise ho Sakta hai. Aap ka bhi Problem Solve ho jaye kyo ki ye Question Bhut jade log Pychte hai. Jo log Blogging Start Karna Chahte hai. Unko ye Problem Bhut Aata hai to Umid karta hu ki Ab aap ko ye Post Padhne ke Baad aap ke kuche Question ke Answer mil jayenge.
To Dosto Question ke Answer janne ke liye Aap ye Post Thik se Padhe.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Blogging Se Related Top5 Question & Answer.

Q1:- Blogging Kya Hai?
Ans:- Dosto ye Question Blogging Start karne wale log jada Puchte hai. To Dosto mai Aap logo ko yha pe Clearly bta du ki Blogging se Kai Fayde hai.

Knowledge:- Dosto Aagur Aap ke Pass koi Alag Knowledge hai jo ki Aap Public me Share karna chahte ho or Uske Sath Aap Paise or Name Kamana Chahte ho to Aap Blogging ka Use kar Sakte hai. Blogging ke Help se Aap khud ka Website bna Sakte ho or Logo ki Help Kar sakte ho. Jise Aap ki Knowledge Or logo tk Pahche.

Q2:- Kya Blogging Start Karne ke Liye koi Course ka Jarurat hota hai?
Ans:- Dosto ye Question Bhut se Logo ke mn me hota hai. To Dosto mai Aap ko bta du ki Blogging Start karne ke liye koi bhi Course ka Jarurat nhi hota Blogging karna bhut hi Aasan bs Aap ko Thora bhut Net Chalana or Type karna Aana chahiye Or Aap ko Kisi bhi Chij ka Knowledge. Aagur aap Ye chij aata hai. To fir Dosto Aap ko Blogging Se Paise kamane se koi nhi rok sakta hai. Or Aap Blogging se Bhut Asche Paise kma sakte hai.
Free Website Kaise banaye Jane Click Here.

Q3:- Blogging Karne ke Kya Fayde Hai?
Ans:- Dosto Blogging Karne Se Aap apne Har Parkar ke Sapne Pure Kar Sakte hai. Blogging me Sahi khu to thora time lagta hai. Aagur thik se Mhenat kar rhe hai. To Aap 2 to 3 Mounth me Aap Blogging Se Asche Paise kma Sakte hai. Or Vo bhi bina koi Limit ke. Kyo ki Blogging or Youtube Aisa Paise Kamane ke Source hai. Jise Aap apne Knowledge ke Anusar Paise Kma Sakte hai. Par mai Aap ko yahi Suggest karunga ki Aap phele Website Traffic badhaye fir Adsense se Paise kamane ke Baare me Soche.

Ye Kaam Karne se Sabse Jada fayda 2Chij ka Hota hai.

1. Name:- Dosto Blogging me Aagur Aap Sabse Aalag Post likhte hai. Ya fir Aap kisi ko Uske Puche Anusar Knowledge dete hai to ise Aap ka ek Phechan banta hai. Aap hmesa apne Blog or Post ko Kuche alag bnaye jise ki Visitors Aap ke Blog par Khud Aaye. Aap apne Visitors ko Roj ek New Post ke jariye Knowledge de jise vo Hmesa aap ke Website pe aate rhe.

2. Paise:- Dosto Life me Ijazat to jaruri hai. Par uske Sath Paise bhi bhut jaruri hota hai. Kyu ki Paise ke bger hm kuche nhi kar Sakte. Dosto App Bloging se Paise bhi kma Sakte hai. Eske liye aap ko Ek Advertising Add lagana hoga ya fir Aap khud se kisi ko Promote kar Sakte hai. Or bhi Kai Jariye hai. Blogging se Paise kamane ke Aagur aap apne Website pe Khud se koi Topic pe Post likhte hai. Or use Paise kamana chahte hai. To Aap ke liye Sabse Ascha Advertising Network hai. ADSENSE Jo ki Bhut Ascha hai. Or Paise bhi Badhiya deta hai es liye Aap ADSENSE account use kare Paise kamane ke liye.
ADSENSE PE ACCOUNT KAISE BANAYE. 

Q4. Blogging Kar ke hm Kitna Paise Kma Sakte hai?
Ans:- Dosto Vaise to Aap logo ko Pta chale gya hoga ki hm Kitna Paise kma Sakte hai. Dosto Blogging me Paise kmane ka Koi limit nhi hota hai. Aap jitna Ascha Post likhoge ya Aap jitna Jada Popular ho uske hisab se aap ko Earning hota hai. Or ye bhi fix nhi ki Aap Blogging se 1Month 50000Rs ka Earn kiye yo Next Mounth ka Earning or high ho jayega ye Confirm nhi hai. Next Mounth ka Earning aap ko 2000Rs se Low bhi ho Sakta hai. Aap ka Earning aap ke Topic or Traffic pe nirbhar karta hai.

Q5. Blogging pe Kis Chij se Related Website Start kare?
Ans:- Dosto Ye Question Sabse jada New Blogger Puchte hai. Hm kis chij pe Blogging Start kare. To Dosto mai Aap logo ko Jo btaunga Jaruri nhi ki Vo Aap ko Aata hoga. Es Liye Aap ko Jis me Ascha Knowledge hai use Related hi Aap ek Website Name Choose kare. Or Fir uspe apne Intrest se Related Post Likhna Start kar de or ha Aap agur Blogging ko Professional Website ki trhe maintain karna chahte hai. To Aap Domain ka Use kare or Aap domain lene ke time bhi Thik se Apne Domain name Soach kar hi Domain Buy kare. Ta ki aap ko fir kabhi Domain Related Problem n aaye kyo ki Baar Baar Domain Name Change karne se Aap ko Traffic Problem aa sakta hai.

Blogging Se Related Top5 Question & Answer. Blogging Se Related Top5 Question & Answer. Reviewed by Rishav Rai on July 16, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.