Youtube Video ko Offline kaise Save kare.

Hi Friends,

Jisa ki Aap jante hi Honge ki YouTube App se aap Online Video dekh sakte hai. Youtube ne Ab Apne Software me Offline ka Suvidha bhi de diya hai. Online Video Dekhne me Net jada Waste hota tha. Or Jo log Apna Favorite Movie dekhna Chahte the vo Buffering ko le kar bhut Pareshan ho jate the.
www.suryarishavrai.blogspot.com

* YOUTUBE CHANNEL KAISE BANAYE.
Es liye Ab Youtube ne Offline ki Suvidha Start kar diya jise Logo ko jada Problem nhi hota hai. Ab Aagur 2G net bhi hai to Aap log use Offline Save kar Buffering ka System hta sakte ho.

* Youtube Se Paise Kamane ke 5aasan Tips.
Offline System Aane ke baad log Youtube ko Bhut jada Use kar rhe hai. Kyo ki Offline ek Bhut hi Ascha System hai. Es System se Bhut jada Net Bache rha hai Logo ka. Or Jinhe Add n Pasand Aaye vo Offline Video Save kar Dekh sakte hai.Offline Video Save karne ke baad Aap ko Net ka Koi Jarurat nhi hota aap Bina Net Use kiye Offline Video Dekh Sakte hai.

Aagur Dekha jaye to Offline System Se Bhut se Youtuber ka Earning bhi kam hogya hai. Kyo Offline me Add Show nhi hote hai. Or Visitors ko Aagur Koi Video ya Movie Pasand Aa jaye to vo Offline Save kar kabhi bhi dekh Sakte hai. Lekin phele Aisa nhi tha Aap jitne baar dekhoge Utne baar Aap ka Net kharch hota tha. Lekin ab nhi Ab Aap Aagur koi Video ya Movie Save kar lete hai to Aap bhut Time tk aap us Video pe Dubara Net Kharch karne ki Jarurat nhi padta.

Youtube Video ko Offline Save Kaise kare.

Dosto Offline Video Youtube Par Save Karna bhut Aasan hai. Aagur Aap New Hai To Aap ko Tension nhi lena chahiye mai aap ka pura help karunga Iske liye Aap ko apne Android Mobile pe Youtube Apps Install karna ho ga.

Step1:- Phele Aap Youtube App Open Kare. Aap Apne Youtube App pe Gmail Id Se Signin Kare. Signin karne Ke baad app ko Koi Video ko On karna hai. Aagur Aap ke Pass Youtube App nhi hai to Aap Yha Se Download Kar Sakte hai.
Download Youtube App

Step2:- Ab aap ko Add to Offline pe Click Karna hai. Aap Image me Dekh Sakte hai. Jha pe Red Colour ka Arrow Lga hai. Vha pe Click karna hai. Like, Unlike ke Right Side me hai.


www.suryarishavrai.blogspot.com

Step3:- Aap Jaise hi Offline pe Click Karenge Aap ke Samne ek Or Page Open hoga. Jisme Aap Se Video Quality Pucha jayega. Offline me Aap ko Three Video Quality Option milta hai. High Quality 720Pixel, Medium 360Pixel and Low 140Pixel. Inme se Aap koi Ek Pixel Select karo or Ok Kardo.
www.suryarishavrai.blogspot.com


Dosto Aap ko Pta Chale gya ho ga ki hm Youtube pe Video Kaise Offline Save Rakh sakte hai. Aagur koi Youtuber Apne Video Pe Offline Save ke Option ko Permission Cancel kar deta hai. To Dosto Aap fir us Video ko Offline Save Nhi kar Sakte use fir Aap ko Online hi Dekhna hoga.

Dosto Abhi tk Aap ne jaana ki hm Apne Youtube pe Video ko Kaise Offline Save Rakhte hai. Ab hm Jante hai Ki Kaise hm Apne Offline Save Kiye Video ko Dekhte hai.

Offline Save Kiye Video ko Kaise Dekhe.

Hmne Video ko Offline Save karna to sikh liya hai. Or Ab hm Janege ki Offline Save kiye Video ko Dekhte kaise hai.
1. Sabse Phele Aap ko Apna Youtube App open karna hai. Aap ne jis Account pe Save kiya tha vo Open karna hai.
2. Ab aap ke Samne Upar Left Side me 3Line hoga Uspe Click karna hai. Fir Aap ka Account Option Menu Open ho jayega


3. Ab Aap ke Samne Offline ka Option hoga uspe Click kare. Jise hi Aap Click Karenge Aap ke Samne Aap ka Save kiya Video Page Open ho jayega.

Es trhe Se Aap Apna Save kiya hua Video Open Kar Sakte hai.

Dosto Aagur Aap ko es Post Se Related ya App ko koi bhi Problem ho to Please Aap hme Comment kar ke btaye. Aap ko Aagur ye Post Pasand aaya ho to Please Like,Share or Comment jarur kare.

Ye bhi Padhe.
Youtube Video ko Offline kaise Save kare. Youtube Video ko Offline kaise Save kare. Reviewed by Rishav Rai on July 03, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.