Hi Friend,
Aaj Es Post Me Top 7 Video and Image Editing App ke Baare me janege Jo ki Blogger or Youtuber ke liye Bhut hi jaruri hai. En Apps ka Jarurat Aap logo ko Video or Image ko Editing Karne me aayega.
Bade Youtuber bhi Apne Video or Image ko Edit karne ke liye en Software ka Use karte hai. Jise Technical Guruji ya fir or Bhi jo Bade Bade Youtuber ho gye. Aagur Aap bhi Apne Youtube ke Liye Starting Video banana Chahte hai. Ya Aap apna Video Edit karna Chahte hai. To Aap bhi En app ka Ek baar Use jarur kare.
Top 5 Video and Image Editing App
1. Kine Master:- Dosto Kine Master Apps Video Editing ke liye bhut hi Famous Apps hai. Kyo ki Es Apps me har ek Parkar ke Features hai. Aagur aap ko Double Role karna ho ya Aap ko Apne Video ka Background Change karna ho ye Kaam Karna bhut hi Aasan hai. Kine Master Ko Aap Apne Android Phone me Bhi Use kar sakte hai. Background Change Karne ke Liye Aap ke Kine Master me Video Layer Hona Jaruri hai. Aap ko Video Layer App Google Se Download karna hoga. Or Simple Kine Master Aap ko PlayStore pe bhi Mil jayega.
2. I Movie:- Dosto I Movie app Mobile me to Chalega Lekin vo Mobile IOS hona Chahiye. I Movie Software Sabse Best Video Editing Software hai. Ek Software me Aap ko Short Movie banane ka Facility. Ya aap Youtuber hai to Aap Aagur Uske liye Starting Video banana chahte hai jise Technical Guruji apne Starting Video me Demo dete hai. Aagur unke trhe Aap banana chahte hai. To Aap iMovie ka Use kar bana sakte hai. Technical Guruji apne Video ko Editing karne ke liye iMovie Software hi Use karte hai.
3. PowerDirector:- Dosto Power Director App bhut hi Popular hai. Jisa ki aap jante hi honhe ki Ye Jitne Bhi Apps Hai Video Editing ya Fir Image Editing ke ye Sare Apps Same hote hai. Bs Thora Bhut Change Hote hai. Power Director Se Aagur aap Video ko Edit karte hai. Or Edit karne ke baad aap Aagur Save kare hai to Aap apne According Eska Size Choose kar sakte hai. Iska Last Size 1080p hai.
4. Pinnacle Studio Pro:- Dosto Ye Software sirf IOS Device me hi Run karega. Ye Software iMovie Software se thora Best hai. Es App ka Har ek Quality Best hai. Image, Video and Audio ye Sare Work ko Bhut hi Aasani se karta hai. Vise to es Apps ko thre Log hi Use karte hai. Kyo ki Ye Paid Apps hai. Iska Quality bhut High hai.
5 . Pic Art:- Pic Art Apps Image Editing ke liye Bhut hi Badhiya App hai. Kai Blogger or Youtuber Pic Art Apps ka Use karte hai Image Editing ke liye. Ye App Bhut hi Popular App hai Image Editing ke liye. Es App me Phele se badhiya Tools aa gye hai. Es app ko Access ke liye aap ko Es App pe Id Banana hoga. Es App me Aap ko Kuch Special Collage Image, Magic Effect, Sticker Editing ke liye tool mile jayega. Aagur Aap chaho to vahi se aap khi pe bhi Share bhi kar sakte hai.
6 . Adobe PhotoShop LightRoom:- Dosto ye Adobe PhotoShop LightRoom App Adobe ke Tref se Launch kiya gya Mobile Adobe LightRoom hai iske jariye Aap apna Pic Edit kar sakte hai. Es App me Phele se hi har ek Parkar ke tool hai. Aagur Aap ko Image Color ful karna ho ya aap apne Pic me Motion karna ho. Es Apps me har ek Parkar ka Suvidha hai. Es Apps se Aap bhut hi Aasani se Image Editing kar sakte hai. Aap es Apps ko 10$ dekar Buy bhi kar Sakte hai.
7 . Pixlr:- Dosto ye Apps bhi Same hai. Jo work or Sab Apps karte hai. Vahi Work ye Bhi karta hai. Ye Apps mujhe utna Pasand Nhi hai. Kyo ki Ye Apps mujhe Utna Badhiya nhi lgta iska Look bhi Badhiya nhi hai. Tools iske utne Khas nhi hai. Lekin ye Apps bhi Best hai Image Editing ke liye. Bs iske Sath dikat ye hai Ki Image Quality Best nhi deta hai. Bs ek yahi Problem hai nhi to Baki Sab thik hai.
Ok Friends, Aaj ke liye Bs itna hi Aagur Aap ko ye Post Pasand Aaye to Please Like, Share or Comment jarur kare. Or Aagur Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho to Please Aap hme Comment kar ke Apna Problem Jarur Btaye.
Or Aagur Aap ne Abhi Tk mera Website Subscribe nhi kiya to Please Website Subscribe Jarur kare. Ta ki Hamara Latest Update Aap tk jate rhe.
Top 7 Video and Image Editing App
Reviewed by Rishav Rai
on
June 01, 2017
Rating:
No comments: