Showing posts with label Mobile Specification. Show all posts
Showing posts with label Mobile Specification. Show all posts

Wednesday, 18 October 2017

Best Laptop Under Rs31000

Hi Friends

Aaj Hm es post me jaanege 31000Rs ke under aane wale Best Laptop ke bare me. Dosto ye Post es Liye maine likhne ko socha  kyo ki bhut se logo ko Laptop Choose karne me problem ho rha tha. Kai Friends mujhse Puchte the ki koi best laptop btao 31000Rs me kyo ki Maine jo Laptop liya hai. Vo 31000Rs ka hai or Kafi jada Best hai. GTA 5 Bhut aasani se Chale jata hai. Aap bhi Chahe To GTA 5 Ke liye 31000Rs Under Best Laptop Kharid Sakte hai.
 
www.suryarishavrai.blogspot.com 

Friends Aaj kal Log Hang se Bhut darte hai. Kyo khi aap koi Work kar rhe hai. Aachanak se Aagur koi bhi System Ruk Jaaye to Bhut Problem hota hai. Friends ke Saamne Bejti bhi ho jati hai. Dosto koi bhi Chij ko thora Dhyaan se Kaam me use kiya jata hai kyo ki kisi bhi chij ke Capacity se baahr ho jaye to vo chij kharab ho jata hai.

Best Laptop Under Rs31000

Dosto Sabse Phele Mai aap ko High Range me Btaunga jo ki Laptop mai Lekar aaya hu. Starting 31000Rs se karunga.

1.Lenvo IdeaPad 110 80TJ00BNIH:- Dosto Aagur mai baat karu Amazon Price ke Baare me To 25983Rs hai jo mai Laptop laaya hu. But Amazon Laptop DOS Ke Sath de rha hai. But jo mai lekar aaya hu Uska Marcket Price hai 31000Rs vo Original Windows10 ke Sath hai.

Features Amazon Product:- Brand Name Ideapad 110, Model No. 80TJ00BNIN, Display 15.6Inches, Display Resolution 1366*768, Processor AMD A8-7410, Processor Speed 2.5GHz, Ram Size 8GB DDR3L, HardDisk 1TB ATA, Graphics Card 2GB, Connectivity WiFi, Blutooth, Wirless 801.11AC, USB Ports 2Type 1USB PORT 2.0 and 2USB PORT 3.0, Battery 4Hours, Charge Battery 90Min, Operating System DOS, Rotate 180Degree.

Marcket Gift:- Lenovo 1Bag Price 699Rs, 1Cleaner Spray, 1Headphone, 1Mouse, Antivirus.

2.Lenvo IdeaPad110 80UD00RYIH:- Dosto Aagur aap i3 Processor me lena chahte ho to aap ue Model Name ka Purchage kar sakte ho. Isme Aap ko i3 Processor to milta hai. Lekin aap ko Specification kam milega.

Specification:- Brand Name IDeaPad110 Price Amazon 23990Rs, Model No. 80UD00RYIH, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Processor Intel  Corei3 6Generation 2GHz, Ram Size 4GB DDR4, HardDisk 1TB DDr4, Graphics Card Integrated, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Battery Backup 4Hpours, Charge Battery 90Min, Operating System DOS, Rotate 180Degree.

3.HP 15-be016TU:- Aagur Aap HP Company ka Laptop lena chahte hai to ye bhi Laptop thik hai but aap ko esme i3Processor to milta hai. Lekin Isme aap ko Specification Kam Milta hai.


Specification:- Brand Name HP 15-be016TU, Amazon Price 26490Rs, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Processor Intel  Corei3 6Generation 2GHz, Ram Size 4GB DDR4, HardDisk 1TB ATA, Graphics Card HD520, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Connectivity Wifi, Blutooth-V4, Battery Backup 4Hpours, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3300Rs Extra.

4.Asus X540YA-X0106D:- Dosto Ye bhi Laptop Kafi jada best hai kyo ki Kam Price me Laptop bhut Best hai. Aap ek baar koi Shop pe ja kar check kar Sakte hai Laptop ko.

Specification:- Brand Name Asus X540YA-X0106D, Amazon Price 21765Rs, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Ram Size 4GB DDR3, HardDisk 1TB ATA, Processor AMD A8 2.2GHz, Graphics AMD Radeon R5, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Ethernet Ports 1, Battery Backup 3Hour and Uses Depend, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3360Rs Extra.

5.HP 245 G5 NOTEBOOK:- Dosto ye laptop bhi aap ke liye bhut best hai. Aap aagur Game nhi khelna chahte hai. Sirf aap Work karna chahte hai matlab ki jo normal work hote hai vo karna chahte hai. To ye laptop kafi jada best hai. Aap es laptop ko jarur purchase kare.

Specification:- Brand Name HP 245 G5 NOTEBOOK, Amazon Price 20500Rs, Display 14 Inches, Display Resolution1366*768 1080p Full HD, Ram Size 4GB DDR3, HardDisk 500GB SATA, Processor AMD A6, 2GHz Speed, Graphics RadeonTM R4, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Battery Backup 2Hour, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3360Rs Extra.

6.Dell Inspiron 15-3567:- Ye Laptop Dell Company ka bhi maine Use kiya hai. Karib 4Mounth se jada Best Laptop hai. Aap ese bhi Purchase kar sakte hai. Ye Laptop Amazon pe DOS ke sath milta hai. Aap ese Amazon Se Purchase kar  sakte hai. Maine espe vaise koi khas Game nhi khela hai. Lekin fir bhi Jab tk Mere Pass rha tab tak mai 100Hours to Game Khela hai.

Specification:- Brand Name Dell Inspiron 15-3567, Amazon Price 29824Rs, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Ram Size 4GB DDR3 SDRAM, HardDisk 1TB DDR3 SDRAM, Processor Core i3 2GHz, Graphics Integrated, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Ethernet Ports 1, Battery Backup 4Hours, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3360Rs Extra.

Ok Friends, Aaj ke liye bs itna hi aap ko Aagur kisi bhi parkar ka problem ho ya Aap ka Koi Question ho to Please Aap hmare website pe Comment kare. Aap ko ye Post Kaisa lga Please Comment kar ke btaye. Or hmare Social Network Page or Group ko Jarur Join Kare.

Ye Bhi Padhe.

Sunday, 23 July 2017

Jio Phone kaise Kharide 1500Rs Me

Hi Friends,

Aaj hm es Post me baat karenge Jio Phone ke Baareme uska Specification or Use kaise buy kare. Dosto jesa ki aap log jante hi honge ki Jab se Jio aaya hai. Marcket me thelka macha diya hai. Sare Telecom Company pareshan hai or Sabhi Company apna nye offer dene me lgi hai or apne har ek Chij ke Rate kam karne me Pichle saal Usne Dhamaka Offer Start kiya tha or Abhi tk Koi na Koi Offer chale rhe hai. Or Sayd aage bhi ye Apna Offer jari rahega.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Or Jab se Jio aaya hai Logo ko har ek Chij me benifit mil rha hai. baki depend karta hai Users ke upar ki vo es chij ko kis parkar se use kar rha hai. Mai Sahi kahu to Jio se Mujhe Bhut Benifit hua hai abhi tk sayd 187$ ki Earning ho gyi hai. Or jo bade Youtuber or Blogger hai unka to andaja hi nhi lagaya ja sakta. To Dosto ab hm chalte hai apne Topic ki or.

Jio Phone kaise Kharide 1500Rs Me


Jio Phone Specification:- Dosto Jio Phone aap ko Mil rha 1500Rs me
1. Es Phone ka Design bhi kafi jada badhiya hai.
2. Sabse Sasta phone hai Marcket ka Aagur iske jo Specification hai Aagur uske mutabik or koi phone lene jao to aap ko 2500 ya 3000 se Niche nhi milega.
3. Is Phone me 4GVolte features hai or Call Bilkul free hai.
4. Iska Display 2.4Inch hai
5. Internal Memory 4GB or External Use Memory 128GB tk Hai.
6. Is Phone me PlayStore bhi hai aap es Phone ke Mutabik iske koi bhi Apps Use kar sakte hai.
7. Es Phone me Browser or Facebook phele se Upload hai.


Is Phone ko Kharidne ka Nuksan

Dosto es Phone ko Kharidne ka Nuksaan yahi ki aap Whatsapp nhi use kar sakte es phone me koi es chij ki Suvidha nhi hai. Baki aap esme Facebook chala Sakte hai.

Is Phone ko Kharidne ka Profit


1. Dosto esme Aap Facebook Chala Sakte hai.
2. Aagur jio apne new phone Lounch karta hai. Or Aap use use karna chahte hai to aap ye Phone unhe de kar or Paise mila kar aap new Phone Buy kar sakte hai.
Return karne ka Condition:- Dosto jio ne Phone ko Return karne ka Condition rakha hai Aagur Aap 36Mounth es Phone ko Use kar lete hai to aap es Phone ko dekar or koi set le sakte hai Paise mila kar.
3. Ek parkar se dekha jaye to ye Phone Bilkul free hai.

Jio Phone Booking System

Dosto es Phone ka Testing ho gya hai. Lekin ese fir ek baar 15August ko Testing hoga or 24August se Booking Start ho jayega. Or Booking ke liye My Jio app ya Jio Store se Booking System Available ho jayega sayd baki Abhi kuche khe nhi Sakte Or Booking ke time iska Payment 1500Rs aap ko jma karna hoga Or Jio per Week 50Lakhs user ko hi Phone dega Esliye jitna ho sake utna jaldi aap Phone ke liye Register kare.

Ok friends aaj ke es Post me bs itna hi Aagur aap ko ye Post Pasand aaye ya Aap ka Jio se Related koi Question ho ya aap ka koi Sujav ho to Please Aap Comment jarur kare ta ki Mai aap ki Help kar saku.


Sunday, 2 July 2017

Best 6 Camera Phone Under Rs12000.

Hi Friends,
Aaj Hm es Post me Baat karenge 6Best Camera Mobile Phone Under Rs 12000. Inke Camera ke Sath inka Performance bhi best hote hai.
www.suryarishavrai.blogspot.com

6 Best Camera Mobile Phone Under Rs 12000.

1. Nubia N1:- Dosto Nubia N1 Bhut hi ek Aschi Company hai. Or Iska Price hai 11,999Rs aagur Aap Iske Features ki baat kare to bhut hi best Phone hai.
Features:- Display 5.5Inch LTPS Full Hd Display, Android Version6.0 Marshmallow, Processor 2.0GHz MTK Helio P10 Octa Core, Ram 3GB, Internal Memory 32GB, Expandable Memory upto 128GB, Battery 5000mAh lithium-ion, TalkTime 60Hours, Standby 800Hours, Connectivity 4G LTE, fingerprint Scanner, Primary Camera 13MP, Front Camera 13MP, 12 Mounth Manufacturer Warrenty, 6Mounth Manufacturer Warrenty.

2. Redmi Note 3:- Redmi Note 3 bhi ek bhut hi Best Phone hai. Or Iske bhi Features bhut hi best hai. Or Iska bhi Price 11,999Rs
Features:- Display 5.5 Full HD IPS, Operating Version 6.0 Marshmallow, Processor 1.8 GHz Qualcomm Snapdragon 650 Hexa Core, Ram 3GB, Internal Memory 32GB, Expandable Memory upto32GB, Battery 4050mAh lithium-polymer, Connectivity 4G LTE, fingerprint Sensor, Primary Camera 16MP, Front Camer 5MP, Weight 32Gram.

3. Coolpad Note 5:- Indian Price CoolPad Note 5 GoldColor 10,999Rs. Vaise Dekha Jaye to Coolpad kam Price me best Phone dene ka Kosis karta hai.
Features:- Display 5.5 Full HD IPS, Operating Version 6.0 Cool UI 8.0, Processor 1.5GHz Octa Core A53Processor, Ram 4GB, ROM 32GB, Expandale upto 64GB, Battery 4010MAh, Talk Time 8Hours, Standby 200Hours, Connectivity 4G LTE, fingerprint Sensor, Primary Camera 13MP, Front Camera 8MP, 12Year Manufaturer Warrenty Mobile Phones, 6Mounths Manufaturer Warenty Moibile Accesories.

4.Honor 5C:- Honor 5c Ek bhut aschi Company hai jiska features kafi badhiya hai or iska Price bhi kafi sasta hai. Indian Currency ke mutabik 10,999 Rs hai.
Features:- Display 5.2 inch Full HD IPS, Operating System Android Version6.0 Marshmalow, Processor 2.0 GHz+1.7 GHz kirin 650 Octa Core, Ram 2GB, Internal Memory 16GB, Expandable up to 128GB,Battery 3000mAh, Connectivity 4G Lte, Fingerprint Sensor& Smart Power 3.0, Priamory Camera 13MP, Front Camera 8 MP.

5. HONOR 6x(Color Grey):- Dosto ye Phone Ki Quality bhi kafi badhiya hai. Mai aap ko Suggest karunga ki aap ek Baar ye Phone Use Kar Ke Dekhe Iska Indian Currency Price hai 11,999Rs.
Features:- Display 5.5inch Full HD LTPS, Android Version6.0 Marshmallow,Processor 2.1GHz+1.7GHz Kirin655 octa core, Ram 3GB, Intetrnal Memory 32GB, Expandable upto 32GB, Battery 3340mAh lithium-polymer,Talktime 23hours,Standby Time 650Hours, Connectivity 4G Lte, Fingerprint Sensor, Primary Camera 12MP, Front Camera 8MP, 15 Mounth Manufacturer Warrenty, 30Days Screen Breakage and 6Mounths Manufacturer Warrenty.

6.  Coolpad Cool 1(Color Gold):- Dosto ye Phone Camera ko lekar bhut jada best phone hai. Agur aap sirf Camera ke liye Phone buy karna chahte hai to. Mai App ko Suggest Karunga ki aap ye phone buy kare. Price 10,999Rs.
Features:- Display 5.5inch Full HD IPS, Android Version 6.0 Marshmallow, Processor 1.8GHz Qualcomm Snapdragon 652 MSM8976 Octa Core, Ram 3GB, Internal Memory 32GB, Connectivity Dual Sim 4G Volte Enabled, Battery 4000mAh lithium-polymer, Talktime 28Hours, TalkTime, Standby 450Hours, Primory Camera 13MP, Front Camera 13MP, 12 Mounth Manufaturer Warrenty for Device and 6 Mounth Manufaturer Warrenty.

Ye Bhi Padhe.

Sunday, 4 June 2017

Best 5 Mobile Phones Under 12000Rs.

Hi Friends,

Aaj hm Es post me 5 best Mobile Phones Under 15000Rs Ke Specification ke baare me janege. kai Dosto ko Jab Phone Kharidna hota hai To Vo Bhut Problem me aa jate hai. Ki vo 15000Rs me konsa Phone kharide to friend tension mat lo aaj aap ka ye Problem dur ho jayega.

5 Mobile Phones Under 12000Rs.

1. Xiomi Redmi Note 4(Gold) 11499Rs
Specification:- Xiomi Redmi Note 4, Color Gold, Launched August 2016. Display 5.50inch touch Screen Display, Resolution 1080pixels to 1920pixels, Processor 2GHz Octa Core Qualcomm Snapdragon 625 Processor, 13 MegaPixel Primary Camera, 5 MegaPixel Front Camera, Android Version 6.0, Weight 175Gram, 4100mah Non Removable Battery, Dual Sim Micro Sim and Nano Sim, Connectivity Option Wifi, GPS, BLUETOOTH, USB OTG, FM, 3G AND 4G Support with LTE, 3GB RAM, 32GB INTERNAL, Expandable Storage Upto 128GB, Headphones 3.5mm.

2. Lenovo Phab 2 (Rs 10,999)
Specification:- Lenovo Phab 2, Color Gold Display 6.40inch, Resolution 1280Pixel to 720Pixel, Processor Quard Core Media Tek MTK8735, 13MegaPixel Primary Camera, 5MegaPixel Front Camera, No Front Flash, Only Back Flash, Battery 4050mah Non Removable Battery, Single Sim Nano Supported, Connectivity Option Wifi, GPS, BLUETOOTH, NFC, 3G AND 4G Supported LTE. With Phone Sensor, Ram 3GB, Internal Memory 32GB, Expandable Memory Upto 2GB Via Micro SDCard, Android Version 6.0.1, Weight 225Gram, HeadPhones 3.5mm

3. Lenovo k6 Power (Rs 10,990)
Specifications:- Lenovo k6 Power, Color Gold, Display 5.0Inch, Resolution 1080Pixel to 1920Pixel, Processor 1.4GHz OctaCore, 13MegaPixel Primary Camera, 8MegaPixel Front Camera, No Flash Front Only Back Front, Battery 4000MaH, Ram 4GB, Internal Memory 32GB, Expandable 128GB via Micro SDCard, Dual Sim (Hybrid Slot), Connectivity Option Wifi, GPS, BLUETOOTH, NFC, 3G And 4G With LTE, VOLTE, Android Version 6.0.1 (Marshmallow), FingerPrint Sensor Available.

4. Moto G4 (Rs 9,999)
Specifications:- Moto G4 Lounch Date May 2016, Display 5.50Inch, Resolution 1080Pixel to 1920Pixel, Processor 1.5GHz Octa Core Qualcomm Snapdragon 617Processor, Ram 2GB, Internal Memory 16GB, Expandable Upto 128GB Via Micro SD Card, 13MegaPixel Primary Camera, 5MegaPixel Front Camera, Android V 6.0.1, Battery 3000MAH Non Removable Battery, Weight 155Gram, Dual Sim Supported Micro Sim, Connectivity Option WIFI, GPS, BLUETOOTH, USB OTG, FM, 3G AND 4G ONLY LTE, Light Sensor, Gyroscape and Proximity Sensor, No Front Flash Only Back Flash.

5. Leeco Le 2 (Rs 11,999) Colours Silver, Gold, Grey.
Specification:- Leeco Le 2 Launched April 2016, Display 5.50Inch, Resolution 1080Pixel to 1920Pixels, Processor 1.8Ghz Octa Core Qualcomm Snapdragon 652, Ram 3GB, Internal Memory 32GB, 16MegaPixel Primary Camera, 8MegaPixel Front Camera, Android Version 6.0.1, Battery 3000mah Non Removable Battery, Weight 153Gram, Dual Sim Supported Nano Sim, Connectivity Option Wifi, GPS, BLUETOOTH, USB OTG, 3G AND 4G(LTE), Light Sensor.

Ok Friends, Aap ko mine es Post me Sare 12000Rs Under Best Phone bta diye hai. Uke Sath me Mine Specification bhi bta diya hai. Jise aap ko Phone Kharidne me Aasani ho ga.

Vise Aagur mai Apna Raaye du to Aap ko Xiomi Redmi Note4 hi buy karna Chahiye. Baki aap ki marzi Vise to Sare Phone hi Badhiya hai.

Aagur dosto Aap ko Ye Post pasand aaye to Please Like, Comment and Share Jarur kare. Ta ki Aap ke Friend ka bhi Help ho Sake.

Ye Bhi Padhe.

Thursday, 1 June 2017

Top 7 Video and Image Editing App

Hi Friend,

Aaj Es Post Me Top 7 Video and Image Editing App ke Baare me janege Jo ki Blogger or Youtuber ke liye Bhut hi jaruri hai. En Apps ka Jarurat Aap logo ko Video or Image ko Editing Karne me aayega.


Bade Youtuber bhi Apne Video or Image ko Edit karne ke liye en Software ka Use karte hai. Jise Technical Guruji ya fir or Bhi jo Bade Bade Youtuber ho gye. Aagur Aap bhi Apne Youtube ke Liye Starting Video banana Chahte hai. Ya Aap apna Video Edit karna Chahte hai. To Aap bhi En app ka Ek baar Use jarur kare.

Top 5 Video and Image Editing App

1. Kine Master:- Dosto Kine Master Apps Video Editing ke liye bhut hi Famous Apps hai. Kyo ki Es Apps me har ek Parkar ke Features hai. Aagur aap ko Double Role karna ho ya Aap ko Apne Video ka Background Change karna ho ye Kaam Karna bhut hi Aasan hai. Kine Master Ko Aap Apne Android Phone me Bhi Use kar sakte hai. Background Change Karne ke Liye Aap ke Kine Master me Video Layer Hona Jaruri hai. Aap ko Video Layer App Google Se Download karna hoga. Or Simple Kine Master Aap ko PlayStore pe bhi Mil jayega.

2. I Movie:- Dosto I Movie app Mobile me to Chalega Lekin vo Mobile IOS hona Chahiye. I Movie Software Sabse Best Video Editing Software hai. Ek Software me Aap ko Short Movie banane ka Facility. Ya aap Youtuber hai to Aap Aagur Uske liye Starting Video banana chahte hai jise Technical Guruji apne Starting Video me Demo dete hai. Aagur unke trhe Aap banana chahte hai. To Aap iMovie ka Use kar bana sakte hai. Technical Guruji apne Video ko Editing karne ke liye iMovie Software hi Use karte hai.

3. PowerDirector:- Dosto Power Director App bhut hi Popular hai. Jisa ki aap jante hi honhe ki Ye Jitne Bhi Apps Hai Video Editing ya Fir Image Editing ke ye Sare Apps Same hote hai. Bs Thora Bhut Change Hote hai. Power Director Se Aagur aap Video ko Edit karte hai. Or Edit karne ke baad aap Aagur Save kare hai to Aap apne According Eska Size Choose kar sakte hai. Iska Last Size 1080p hai.

4. Pinnacle Studio Pro:- Dosto Ye Software sirf IOS Device me hi Run karega. Ye Software iMovie Software se thora Best hai. Es App ka Har ek Quality Best hai. Image, Video and Audio ye Sare Work ko Bhut hi Aasani se karta hai. Vise to es Apps ko thre Log hi Use karte hai. Kyo ki Ye Paid Apps hai. Iska Quality bhut High hai.

5 . Pic Art:- Pic Art Apps Image Editing ke liye Bhut hi Badhiya App hai. Kai Blogger or Youtuber Pic Art Apps ka Use karte hai Image Editing ke liye. Ye App Bhut hi Popular App hai Image Editing ke liye. Es App me Phele se badhiya Tools aa gye hai. Es app ko Access ke liye aap ko Es App pe Id Banana hoga. Es App me Aap ko Kuch Special Collage Image, Magic Effect, Sticker Editing ke liye tool mile jayega. Aagur Aap chaho to vahi se aap khi pe bhi Share bhi kar sakte hai.

6 . Adobe PhotoShop LightRoom:- Dosto ye Adobe PhotoShop LightRoom App Adobe ke Tref se Launch kiya gya Mobile Adobe LightRoom hai iske jariye Aap apna Pic Edit kar sakte hai. Es App me Phele se hi har ek Parkar ke tool hai. Aagur Aap ko Image Color ful karna ho ya aap apne Pic me Motion karna ho. Es Apps me har ek Parkar ka Suvidha hai. Es Apps se Aap bhut hi Aasani se Image Editing kar sakte hai. Aap es Apps ko 10$ dekar Buy bhi kar Sakte hai.

7 . Pixlr:- Dosto ye Apps bhi Same hai. Jo work or Sab Apps karte hai. Vahi Work ye Bhi karta hai. Ye Apps mujhe utna Pasand Nhi hai. Kyo ki Ye Apps mujhe Utna Badhiya nhi lgta iska Look bhi Badhiya nhi hai. Tools iske utne Khas nhi hai. Lekin ye Apps bhi Best hai Image Editing ke liye. Bs iske Sath dikat ye hai Ki Image Quality Best nhi deta hai. Bs ek yahi Problem hai nhi to Baki Sab thik hai.

Ok Friends, Aaj ke liye Bs itna hi Aagur Aap ko ye Post Pasand Aaye to Please Like, Share or Comment jarur kare. Or Aagur Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho to Please Aap hme Comment kar ke Apna Problem Jarur Btaye.

Or Aagur Aap ne Abhi Tk mera Website Subscribe nhi kiya to Please Website Subscribe Jarur kare. Ta ki Hamara Latest Update Aap tk jate rhe.

Powered by Blogger.

Contact Form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Subscribe

Get Free Update Notification

Enter your email address