Best Laptop Under Rs31000

Hi Friends

Aaj Hm es post me jaanege 31000Rs ke under aane wale Best Laptop ke bare me. Dosto ye Post es Liye maine likhne ko socha  kyo ki bhut se logo ko Laptop Choose karne me problem ho rha tha. Kai Friends mujhse Puchte the ki koi best laptop btao 31000Rs me kyo ki Maine jo Laptop liya hai. Vo 31000Rs ka hai or Kafi jada Best hai. GTA 5 Bhut aasani se Chale jata hai. Aap bhi Chahe To GTA 5 Ke liye 31000Rs Under Best Laptop Kharid Sakte hai.
 
www.suryarishavrai.blogspot.com 

Friends Aaj kal Log Hang se Bhut darte hai. Kyo khi aap koi Work kar rhe hai. Aachanak se Aagur koi bhi System Ruk Jaaye to Bhut Problem hota hai. Friends ke Saamne Bejti bhi ho jati hai. Dosto koi bhi Chij ko thora Dhyaan se Kaam me use kiya jata hai kyo ki kisi bhi chij ke Capacity se baahr ho jaye to vo chij kharab ho jata hai.

Best Laptop Under Rs31000

Dosto Sabse Phele Mai aap ko High Range me Btaunga jo ki Laptop mai Lekar aaya hu. Starting 31000Rs se karunga.

1.Lenvo IdeaPad 110 80TJ00BNIH:- Dosto Aagur mai baat karu Amazon Price ke Baare me To 25983Rs hai jo mai Laptop laaya hu. But Amazon Laptop DOS Ke Sath de rha hai. But jo mai lekar aaya hu Uska Marcket Price hai 31000Rs vo Original Windows10 ke Sath hai.

Features Amazon Product:- Brand Name Ideapad 110, Model No. 80TJ00BNIN, Display 15.6Inches, Display Resolution 1366*768, Processor AMD A8-7410, Processor Speed 2.5GHz, Ram Size 8GB DDR3L, HardDisk 1TB ATA, Graphics Card 2GB, Connectivity WiFi, Blutooth, Wirless 801.11AC, USB Ports 2Type 1USB PORT 2.0 and 2USB PORT 3.0, Battery 4Hours, Charge Battery 90Min, Operating System DOS, Rotate 180Degree.

Marcket Gift:- Lenovo 1Bag Price 699Rs, 1Cleaner Spray, 1Headphone, 1Mouse, Antivirus.

2.Lenvo IdeaPad110 80UD00RYIH:- Dosto Aagur aap i3 Processor me lena chahte ho to aap ue Model Name ka Purchage kar sakte ho. Isme Aap ko i3 Processor to milta hai. Lekin aap ko Specification kam milega.

Specification:- Brand Name IDeaPad110 Price Amazon 23990Rs, Model No. 80UD00RYIH, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Processor Intel  Corei3 6Generation 2GHz, Ram Size 4GB DDR4, HardDisk 1TB DDr4, Graphics Card Integrated, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Battery Backup 4Hpours, Charge Battery 90Min, Operating System DOS, Rotate 180Degree.

3.HP 15-be016TU:- Aagur Aap HP Company ka Laptop lena chahte hai to ye bhi Laptop thik hai but aap ko esme i3Processor to milta hai. Lekin Isme aap ko Specification Kam Milta hai.


Specification:- Brand Name HP 15-be016TU, Amazon Price 26490Rs, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Processor Intel  Corei3 6Generation 2GHz, Ram Size 4GB DDR4, HardDisk 1TB ATA, Graphics Card HD520, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Connectivity Wifi, Blutooth-V4, Battery Backup 4Hpours, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3300Rs Extra.

4.Asus X540YA-X0106D:- Dosto Ye bhi Laptop Kafi jada best hai kyo ki Kam Price me Laptop bhut Best hai. Aap ek baar koi Shop pe ja kar check kar Sakte hai Laptop ko.

Specification:- Brand Name Asus X540YA-X0106D, Amazon Price 21765Rs, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Ram Size 4GB DDR3, HardDisk 1TB ATA, Processor AMD A8 2.2GHz, Graphics AMD Radeon R5, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Ethernet Ports 1, Battery Backup 3Hour and Uses Depend, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3360Rs Extra.

5.HP 245 G5 NOTEBOOK:- Dosto ye laptop bhi aap ke liye bhut best hai. Aap aagur Game nhi khelna chahte hai. Sirf aap Work karna chahte hai matlab ki jo normal work hote hai vo karna chahte hai. To ye laptop kafi jada best hai. Aap es laptop ko jarur purchase kare.

Specification:- Brand Name HP 245 G5 NOTEBOOK, Amazon Price 20500Rs, Display 14 Inches, Display Resolution1366*768 1080p Full HD, Ram Size 4GB DDR3, HardDisk 500GB SATA, Processor AMD A6, 2GHz Speed, Graphics RadeonTM R4, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Battery Backup 2Hour, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3360Rs Extra.

6.Dell Inspiron 15-3567:- Ye Laptop Dell Company ka bhi maine Use kiya hai. Karib 4Mounth se jada Best Laptop hai. Aap ese bhi Purchase kar sakte hai. Ye Laptop Amazon pe DOS ke sath milta hai. Aap ese Amazon Se Purchase kar  sakte hai. Maine espe vaise koi khas Game nhi khela hai. Lekin fir bhi Jab tk Mere Pass rha tab tak mai 100Hours to Game Khela hai.

Specification:- Brand Name Dell Inspiron 15-3567, Amazon Price 29824Rs, Display 15.6Inches, Display Resolution1366*768, Ram Size 4GB DDR3 SDRAM, HardDisk 1TB DDR3 SDRAM, Processor Core i3 2GHz, Graphics Integrated, Connectivity Wifi, Blutooth, USB Ports 2Type 1USB Ports 2.0, 2USB Ports 3.0, Ethernet Ports 1, Battery Backup 4Hours, Charge Battery 2Hour, Operating System DOS, Rotate Degree. Original Windows 3360Rs Extra.

Ok Friends, Aaj ke liye bs itna hi aap ko Aagur kisi bhi parkar ka problem ho ya Aap ka Koi Question ho to Please Aap hmare website pe Comment kare. Aap ko ye Post Kaisa lga Please Comment kar ke btaye. Or hmare Social Network Page or Group ko Jarur Join Kare.

Ye Bhi Padhe.
Best Laptop Under Rs31000 Best Laptop Under Rs31000 Reviewed by Rishav Rai on October 17, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.