Khoye Hue Phone Ka Location Kaise Check Kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me Jaanege Khoye Hue Phone Ka Location Kaise Check Kare. Dosto Jo Mai Aap ko es Post me Trick btaunga Dosto ye Trick bhut hi Best Trick hai. Dosto ye Trick maine Khud Use kiya hai. Fir Mai aap Logo ko bta rha hu. Dosto Es Website pe Aap ko Jo bhi Knowledge diya Jata hai. Vo Bilkul Original hota hai. Dosto Aap ko Mai Bta du aap jo bhi Trick Use kare vo aap apne Risk pe Use kare. Dosto ye Trick mai kisi ko nuksaan pahuchane ke liye nhi bta rha sirf Knowledge or Aap ke Safety ke liye bta rha hu. To Dosto mai Umid Karta hu aap Dusro ko Nuksaan Pahuchane ke liye es Chij ka Use nhi karenge.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Dosto es Chij ko Use Karme se Phle aap es Post ko Thik se Or Pura Padhe or Last me es Trick se Related Notice ko bhi Padhle ta ki Aap ko Baad me kisi bhi Parkar ka Problem n ho. Dosto Mai Aap logo ko Yha pe Jo Method Btane Ja rha hu vaise to ye bhut Aasan hai. Or Mai aap ko es Post ke Sath har ek Chij ka Image Lagaunga or Friends Mai kosish karunga ki Aap ko eska Ek Video bhi bna kar de saku jise aap ko or Jada Samajh me aa jayega es Trick ke Baare me. Friends Eske Liye Aap Ke Pass Net Hona Jaruri hai. To Dosto Ab hm Chalte hai. Apne Main Topic ke or.

Khoye Hue Phone Ka Location Kaise Check Kare or Mobile Ko Secure Kaise kare.

Dosto Mai Aap ko yha pe 100% Original Trick Btaunga Aagur Dosto Aap ko Kisi bhi Parkar ka Problem hota hai. To Please Aap mujhe Comment Jarur kare. Lekin Aap ye Trick Apne Risk pe Use Karna. Or Friends ye Method Android Users Ke liye hai.

1. Sabse Phele Friends Aap ko Setting me, Scroll Bar kar Others Account pe Click karna hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

2. Dosto Ab Aap ko Google pe Click karna hai.


3. Dosto Ab aap ko ScrollDown karke Location Pe Click karna hai.



4. Dosto Ab Aap ko vha pe Setting Check karna hai. Aap ka Location Access On hona Chahiye. Friends es ke sivaye aap ko or kujhe bhi nhi karna hai. Dosto har ek device ka alag-alag Setting hota hai es liye Friends aap Thora Dhyan se Setting Kare.


Phone Ko Track, Message or Ring Kaise kare.

Dosto es Trick me Sabse Khass Baat ye hai. Ki Friends Aap ka Phone Aagur Silent Pe Hai. Or Aap Ring pe Click karte hai to Friends Aap ka Phone Fir bhi Ring Karega. Es liye Friends Aagur Koi Aap ka Phone Chori Karne Ke Baad Apne Pass Silent kar ke rakhta hai. To friends aap Ring ke Option pe Click karke aap apne Device Ko Ring bhi kara sakte ho.


1. Dosto Sabse Phele Aap ko DeviceManager Website pe jaana hai. Jaane ke liye Yha Pe Click kare.

2. Dosto ab vo Aap se Aap ke Gmail Id Ka Password Maangega Aap vha pe Gmail Id ka Password Bharde. Yha pe Gmail Id Vahi Select Karna Hai jo Aap ke Phone Me Login ho.


3. Dosto ab aap ke Saamne Aap ka Device Page Open hogya hoga Vo kujhe es trhe se hoga.


4. Dosto aap ko Sabse Phela Option Milega Ring ka Dosto Aap aagur apne Mobile Phone ko Ring karana chahte hai to Aap Ring Kara Sakte Hai. Aagur vo Silent Hua To bhi Vo 5Min tk Ring Karega. Stop Karne ke liye aap Stop pe Click karde.


5. Dosto Aap ko Dusra Option Diya jata hai. Message or Lock ka. Dosto message Ke Liye Aap Second Option ko Select kare. Message or Mobile Number Likhe Or Lock pe Click karde.


6. Dosto Third Option hai Errase ka Dosto Aagur Aap Phone Ka Data Errase Karna Chahte hai. To Errase pe Click karke fir Aap Next Page pe Errase pe Click kar de.


7. Dosto aap aagur Location Check karna chahte hai. To Aap ko Side Me Map Diya Hoga. Thik se Location Dekhne KE liye Aap apne Map ko Zoom kar Sakte hai. Aap Image Me Bhi Dekh Sakte hai.

Ok Friends Aaj ke Es Post me Bs Itna hi Aagur Friends Aap ko kisi bhi parkar Ka Problem ho to Please Aap mujhe Comment kare. Aagur Friends Aap ka Koi Question ho ya Aap ko ye Post Pasand Aaya hoto Please Mujhe Comment Kare. Or Hmare Social Media Network Ko Like or Join Jarur Kare.

Ye Bhi Padhe.
* ATM Card Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye.
Online Money Transfer ke liye Beneficiary kaise Add kare.
* How to Open Online Netbanking Account
* Google Pe Apna Photo kaise Upload Kare
* 5 Most Important Apps Student Lifel
* Perfect Success Pane ke liye Blog ko Maintain Kaise kare

Khoye Hue Phone Ka Location Kaise Check Kare Khoye Hue Phone Ka Location Kaise Check Kare Reviewed by Rishav Rai on October 17, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.