5 Most Important Apps Student Life.

Hi Friends,

Aaj Hm es Post me baat karenge 5Most Important Apps ke baare me jo ki Student Life ko Bhut hi aasan kar dega. Aagur aap Student Hai to es Apps ki aap ko bhut jada jarurat padega. Es Apps ko Aap apne Padhai me Use kar Sakte hai. Ye Post Likhne ka Mera ek hi Udesh hai. Ye Apps ko Student tk Pahuchana en Apps se aap Sab Kuche kar sakte hai.
www.suryarishavrai.blogspot.com


Janne ke liye aap Es Post ko thik se Or Pura Padhe kyo ki Tabhi aap ko Samajh me aayega. Es Apps se Aap ka sara Problem Solve ho jayega.

5 Most Important Apps Student Life.

1. Evernote:- Dosto aap Aagur Student hai or Aap online koi File send karna Chahte hai, Ya aap ko koi note likhna hai, Ya aap ko kisi bhi parkar ka 1Mounth Backup rakhna hai, ya aap Chat Karna chahte hai. To Friends ye Evernote Apps aap ka Bhut jada Help karega. Es Apps ko use kar aap apne Student Life ko Bhut Aasan bna sakte hai.

Kyo ki Hme Hmesa Note likhna Padta hai or use Fir Send Karna hota hai. To hme 2Apps use karna padta hai. Lekin esme aap ko har ek parkar ka suvidha milega aap ek hi apps se apne har ek parkar ke kaam pura kar sakte hai. Es apps me aap ko Camera, file Attachment, Audia, Handwriting or Text Note en sab chijo ka Suvidha hai. Aap Aagur NotePad ya Or koi apps use karte hai. To aap ek baar ye apps Jarur use kare. Ye apps File Send ya , File Backup Only 60Mb tk kar sakte hai, Or ye Data Sirf 30Days ke liye hi rahega. Aap chahe to apne Space ko Upgrade kar sakte hai. Aap apne Padhai se Related Note ke liye aap ese Use kar Sakte hai. Es apps ke liye aap ko Phele Signup karna hoga.

2. PhotoMath:- Dosto aap es apps ke baare me jaante honge Aagur nhi jante to koi baat nhi mai aap ko es Apps ke baare me Information dunga. Dosto aap Aagur Math ke Student hai to aap ke Liye Ye apps bhut faydemand ho ga kyo ki es apps se aap apna koi bhi Problem Solve kar sakte hai.

Es Apps ka Use Bilkul Simple hai ye Bhari se Bhari Sawal sirf 2Sec me Solve kar aap ko Answer ke Sath me Aap ko ye bhi btayega ki Ye sum kaise Solve hoga es apps ka use mai bhi karta hu es liye mai aap ko suggest karunga ki aap bhi es apps ka Use kare. Es apps ko aap Playstore Se Download kar sakte hai. Aap es app ko Open Karenge to ye Scan ka Option dega aap ko bs Jis chij ka Answer Chahiye bs Aap ko Us ke Samne le ja kar Scan kar de. Jaise hi aap Scan karenge uska Answer aap ke Samne aa jayega.

Es apps me Aap ko Type ka Bhi Option Milta hai. Aagur aap ko Scan karne me Problem aa rha hai. Ta fir aap Type kar ke Uska Answer Dekh sakte hai. Aap es App ka Jarur Use kare or Mujhe Comment kar ke btaye ki ye Apps aap ko kaisa laga.

3. Dashlane Free Password Manager:- Dosto ye Software Bhi Kafi jada helpful hai. Par ye hmare upar depend karta hai ki hm es chij ko kis patkar se Use kar rhe hai. Es app ka use Password ko Save rakhne ke liye kiya jata hai jaise ki aap kai jghe pe apna Account Open kiya hoga net pe or Sab ka Password Same rakhna muskil hai Aagur Same rakhoge to Koi ek chij Hack hua to aap ka Sab Kuche Hack ho jayega.

Es liye hm Sab Account ka Password Aalag Rakhte hai. Usme se Kuche Password Money Account ke honge Or fir aap Apne Id ko Secure Rakhne ke liye bhut High Password Rakhte honge or vo bhi Aalag Aalag or kuche samye baad bhul jate honge Aagur yesa hai to Aap es App ko use kare Aap ko PlayStore pe ye App mil jayega. Es apps se aap apna Password pta kar sakte hai. Or Aap ka Id bhi Secure rhega es liye aap es App ko Jarur use kare. Aap Chahe to vahi se koi bhi Account Open kar sakte hai jise ki aap ko Sirf ek hi Password yaad rakhna padega or aap ka Sare Account bhi Secure rahenge Or Aagur aap ko koi Problem ho to Please Jarur Comment kare.

4. Kiddle.co:- Dosto Aagur aap ke Chote bhai ya bhen hai jinki umar 18years se kam hai aap jaldi unhe Phone Nhi Chalane dena chahte hai. Kyo ki koi bhi ye nhi chahta ki Unke Family ka Koi Member kisi bhi gande chij ka Sikar ho. Es liye vo jaldi net nhi chalane dete hai.


Aap Aagur net chalate hai to aap logo ko pta hoga ki aaj kal Net ke Bger kuche bhi nhi ho sakta hai. Jha tk ki ab Teacher bhi apne Student ko Homework dete hai. Or Ghar se Kar ke lane ke liye bolte hai fir Parents Pareshan ho jate hai. Ki khi Galti se bhi vo koi Galat Website pe n pahuch jaye jha pe Use nhi jana chahiye. Jo abhi uske samajh se Baahre hai. To Dosto Ab Aap ko Tension lena Chod dena chahiye koy ki Kiddle.co Name ka Jo Search Engine hai. Vo aap ke Bacho ko Safely Search karne me help karega. Aap jo Search karenge use hi Related Post aayenge Aagur aap ke Bache uspe koi Porn Website ya Koi bhi Galat Website open karenge to vo error Aa jayega.

Aagur aap ke bhi koi Chote bhai ya bhen hai jinhe aap net Chalane se mna karte hai. Jinko Abhi es sab chijo ke baare me nhi jaana chahiye to Friends aap unke Phone ya Laptoop me Kiddle.co Browser Install kar ke dede. Jise ki vo sirf badhiya website hi Chala payenge. To dosto ab apne logo ko mt roke Kiddle.co Browser Install kar ke dede or Fayde uthane de.

5. Google Translate:- Dosto es Software ko to aap jante hi honhe or bhut se log Use bhi Karte honge kyo ki Software Student ke liye bhut hi fayde wale Software hai. Ye aap ko Koi bhi Language ko kisi bhi Language me Translate karne me help karta hai. Aap Aagur book padh rhe hai or Aap ko koi Paragraph nhi Samajh aa rha hai or Aap English ko Hindi me Translate karna chahte hai. To aap kar sakte hai vo bhi Bina koi Problem ke.

Ye Software Lagbhag Sare Language Support karta hai. Aap ne Aagur abhi tk ese Use nhi kiya to aap Please ese Use kar ke dekhe. Aap ko khud hi es ke fade ke baare me malum ho jayega. Aap ko koi bhi sentence ya Paragraph Copy kar esme past karne ki Koi jarurat nhi hai. Aap bs ek baar Software on kar minimize kar de or Fir jis Sentence ko Translate karna hai use aap Select karle or Translate icon aa jayega or uspe click karde. Translate kiye gye Word ya Sentence ko Copy kar aap khi sve bhi rakh sakta hai. Ya fir Translate me bhi vo search kiye gye Sentence rhete hai. Jab tk aap Clear n kare.

Ok Friends Aaj ke liye Bs itna hi aap ko Aagur ye Post Pasand Aaye To Please Es Post ko Apne Friend Ke Sath Share jaruru kare. Or Aap ko Aagur kisi bhi Parkar ka Problem ho to Please Aap Mujhe Jarur comment kare or Aagir ke mn me koi Question ho to Vo bhi Comment kare.

5 Most Important Apps Student Life. 5 Most Important Apps Student Life. Reviewed by Rishav Rai on July 24, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.