Bot kya hai Or ye kaam kise karta hai.

Hi Friends,
Aaj hm ise post me janege Bot kya hai or ye kaam kaise karta hai. Dosto bhut se log ise ke baare me puche rhe the ki Bot kya hai or ye kaise kaam karta hai. Bot se kaise bache or bhi bhut se Question ka Reply aaj aap ko ise post me mile jayenge. Friends Ise Post ko pura dhayan se Padhe ye meri Request hai. Kyo ki Aagur Bot aap ke Pc me aagya to aap ka PC ka Pura Data Hacker Read kar Sakte hai. Ise post me mai aap ko Bot se bache kaise or inse bachne ke liye kuche tips dunge jinhe aap use karke Bot se bache sakte hai.

Friends Bots kya hai or iska Istemal kar ke Hacker Apna gunha chipa lete hai.Or begunah ko fasaa dete hai. Jinhe ise nuksan ke baare me pata bhi nhi hota hai. Jitna teji se technology aage badhe rha hai. utne hi teji se Hacker bhi badhte ja rhe hai.
 Kai parkar ke hacker rasta nikalte ja rhe hai. Hacker se bachne ke liye hme ek Security lgate hai. Vaise hi hacker dusra tarika dhundhe lete hai kisi bhi chij ko Hack karne ka.

Phele Website ko Secure rakhne ke liye Numberic and Alphabet Captcha ka Use kiya jata tha. Par abe Bots itne jada intelligent ho gye hai ki abe Vo usko bhi tore sakte hai. Ise liye abe Image Captcha ka Use kiya jata hai. Vaise to Picture Captcha bhi Bot Hack kar lete hai. Lekin bhir bhi Use hack karna thora muskil hota hai.
Abe mai Aap ko btata hu ki Bot kya hota hai. Or ise kaise bacha ja sakta hai.

Bot kya hota hai ? (What is Bot)

Bot kya hai Bot ko ek parkar se aap Robot khe sakte hai. Bot Ek parkar ka Program or Code hai. Iska use Acche or Bure kaam me hota hai. Iska kaam ise diye gye Kaam ko Pura karna hota hai. Yhe ek ise trhe ka Software hai ki Yhe khude se ya kisi ke diye gye kaam ko pura kar sakta hai.

Ye ek kaafi badhiya Robot hote hai. Jo Diye gye kaam ko thik se Pura karte hai. Bots kai parkar ke hote hai. Aap ne Website pe Picture Captcha Code dekha hoga. Ye Captcha code Website ko Hack hone se bachate hai.

Jisa ki aap ne dekha hoga aap koi Badhiya Company ko Mail karte hai. To unke tref se turant Ek mail aa jata hai Welcome ka vo mail bots or Robot ke dvara bheja jata hai.

Jaha tk ki aap jo apne Personal Asistance use karte hai vo bhi ek Bots or Robot hi hote hai.

Bots kitne Types ke hote hai.

1. Negative Bots:- Ye Bad Bots vo Program hote hai. Jo hme bure kaam karne me help karte hai.

a) Ye Bots ise Parkar ke hote hai jo Sare Malwares ko Distributes kar sake. Ye Bots Dusre ke Weekness ka Profit uthate hai.

b) Scrapers:- Ye Use karte hai Dusre Website se Image, text, like Or bhi kai chije Chori karne me kaam aati hai.

2. Positive Bots:- Ye vo Bots hote hai jo hamara Help karte hai koi bhi Kaam karne me.

a) Chat Bots:- Ye vo bots hote hai jo hmare sath baat karte hai hmare koi bhi Question ka Answer Turant dete hai.

b) Crawlers:- Ye Bots Use kiya jata hai. Search Engine se koi bhi Parkar ka data Confirm and Searching output dene me.

Ye Sare Ek Bot hote hai.Or ye Ek Robot ke jaise work karte hai. Or ye khud apne aap ko develop karne ke kabil hote hai.
 Ok Friends Aaj ke Ise Post me buse itna hi. Aagur Friends aap ko Ye post pasand aaye to Please Share jarur kare.
Or Friends Agur aap ko kisi bhi parkar ka Problem hota hai to Please Comment jarur kare. Or agur aap isi parkar ka or bhi Post sabse phele padhna chahte hai, to aap mere ise Website ko Email Id se Subscribe jarur kare. Ok Friends Thanks ise post ko Padhne ke liye.
Bot kya hai Or ye kaam kise karta hai. Bot kya hai Or ye kaam kise karta hai. Reviewed by Rishav Rai on March 20, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.