Hi friends,
Aaj mai aap ko ise Post me Youtube se paise kamane ke 5Tips btaunga jise ki aap bhut jada paise kma sakte.
Aaj mai aap ko ise Post me Youtube se paise kamane ke 5Tips btaunga jise ki aap bhut jada paise kma sakte.
Youtube se Paise kamane ke 5Aasan Tips jise aap acche Paise kma sakte.
Aap ne youtube se Paise kamane ke bhut se Post or Youtube Pe Video dekhe honge.
Aaj mai aap ko ise post me btaunga ki hm Youtube se Acche Paise kise kamaye. Ise trhe ke kai Youtuber hai jo ki Kafi jada acche paise kma rhe hai. Aapne Knowledge se Related Video bna kar aap apne youtube pe daal kar kma sakte hai.

Youtube se Paise kise kamaye.
1. Affiliated Marketing:- Affilated Marketing ka matlab hota hai. Koi Bhi Product ka Promotion karna or Uska Commission lena. Aap kisi bhi Company ka jo Product Sahi ho or Vo Company badhiya ho ise chij ka dhayan rakhna hoga.
Amazon, Flipkart or Ebay jise Company apna Product Advertise karti hai. Or Company Use Advertizer ko Paise deti hai or aap unka Product ka Advertise kar ke Paise Kma sakte hai.
2. Monetize Video Adsense Account:- Aap Apne Youtube Channel ko Adsense Account ke sath Link kar ke Paise kma Sakte hai. Sabse Phele aap ko AdSense account kholna hoga or Bhir Apne Video ko AdSense se Monetized Karna ho ga. Or jise hi aap apne Channel ko Monetized karte ho aap ke Video Pe add Show hote hai. Uske baad koi bhi aap ka Video dekhta hai or Uspe add Show hote hai to aap ko paise milte hai. Ya fir Video dekhne wale ko aap ka Add pasand aata hai or Vo use Add pe Click karta hai to Uske bhi aap ko Paise Milte hai.
3. Local Marketing:- Local Marketing se mera matlab hai ki aap Bussiness man or Company wale ko contact me le or unke Product or Company ke bare me Video banaye or Apne youtube pe lagaye or Use pramot kare jise ki aap ko duguna fayda hoga.
1. Aap ko AdSense se add ke Paise milega.
2. Company aap ko alag se bhi paise degi kyo ki aap ke dvara unka Product Sale hua.
4. Create Blog Youtube Channel Related:- Aap youtube Related ek Website banaye. Blogger pe aap free Website bna sakte hai.
Blogger Pe free website kise banaye janne ke liye Yha Click kare.
Blog pe website banane ke baad aap youtube video se related aap yha pe Post likhe or us ke sath video ka Link bhi jarur lagaye jise ki aap ko dabal fayda hoga. Us ke baad aap Post ko Share kare FACEBOOK OR WHATSAPP pe Jise ki aap ke website ke sath sath aap ka youtube channel bhi Promote ho. Or aap apne Website ko bhi Google Adsense se Verify kara lo jise ki aap ko duguna fayda ho.

5. Kise Parkar Se Video Banaye:- Aap Video ka Title Badhiya rakhe. Video ka Description bhi thik or Video ke baare me Sabse Phele Video me likhe. Video ka Thumbnail badhiya lagaye. Jise ki aap ka Video Professional Level ka lage. Or Video Ki Editing thik rakhe. Jise ki aap ka Video jo bhi dekhe lage ki Kise Professional Youtuber ne banaya ho. Aagur aap video me kujhe samjha rhe ho to Ek daam saaf saaf or Video ko thora Chota rakhe.
Friends ye Post aap ko kisa lga please Comment kar ke jarur btaye.
Or ise Post ko Share jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
Or ise Post ko Share jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
Youtube Se Paise Kamane ke 5aasan Tips.
Reviewed by Rishav Rai
on
March 17, 2017
Rating:
No comments: