Hi Friend,
Aaj mai aap ko Google Adsense kise bnate hai use ke baare me btaunga.jise ki aap jante honge.aaj kal Sare kam online hote hai Hmesa Pta Nhi kitne New Blogger aate hai.
(Website Pe Domain Kise Lagaye Janne ise Post Me.)
Adsense ek add company hai or vo use ke aap ko Pise deti hai jab aap apne blog ya Youtube pe jab aap add lgate hai to vo use ke Paise deti hai.
Adsense ek add company hai or vo use ke aap ko Pise deti hai jab aap apne blog ya Youtube pe jab aap add lgate hai to vo use ke Paise deti hai.
Adsense Account kaise Create kare
Adsense account ke liye aap ke pass kujhe aasan se chije honi chahiye.
(Example:-Gmail Id or website)
Step1: Aap apne browser me www.adsense.com. Search kare.
Step2: Aap abe Sign Up pe Click kare.
Step3: 1.Aap phele se Login hai to Yes, procced to google account sign inpar click karo.
2.Kisi dusre ya New gmail account se bana chahte ho to No,Create New Account par click kar do.
Step4: My website pe apne site ka url daale.
Aap ke pass Website nhi hai to tension mt le aap ke pass two Tips hai.
1.Ya to Apna Website bnaye.
2.Ya bhir Youtube Account se Sign up kare.
Step5: Aap Continue Pe Click Kare.
Step6:Aap se Vo aap ki Information mange rha ho ga aap apna Information bhar de. Or Ha mai Aap ko bta du aap Address thik se bhare kyo ki Jab aap first time Adsense ke Payment ke liye Apply Karenge to vo aap ke Address ko Verity ke liye Ek Letter send Karega ta ki Aap ka Address Verify ho sake.
Adsense Forum kaise bhare?
1.Country Ka Name bhare.
2.apne country ka time zone select kare. India ka time zone.05:30 hai.Aap fill kare.
3.Aap se 2 Option Puchega
1.Business/2.Individual. Aap Business Pe Click kare.
4.Yha company name likh de.
5.Aap sahi address de.jha pe aap rhete hai.
6.Yha par city ka Name likhe.
7.Aap yha State ka sahi Name likhe.(Example:-UP)
8.Aap se vo Pincode Maang Rha hai.Vo bhar De(Example:-190048)Aap apna Pincode hi daale.
9.Aap yha Pe apna Name Likhe Jo aap Ke aadharcard me ho Jo Bank Account Copy me ho.Vahi Name daale.
10.Aap yha Persanal Phone No. De.
11.Aap se AdSense Puche rha hai aap adsense use kyo karna chahte ho aap vha pe koi bhi ek chij use kare (Example:-Blog,Youtube ya or koi bhi chij jise ke liye aap AdSense bna rhe hai vo select kare.)
12.Aap yha pe sare blanks pe trick lga de.
Aap abe Submit my application pe click kar de. Aap ne abe AdSense ke liye apply kar diya hai. Kujhe samaye ya 1-2 days me aap ko confirm ka mail aa jayega.
Aap abe jaan gye hai ki hm AdSense Account kaise bnate hai. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto Please aap Comment jarur kare. Aagur aap ko ise related koi Problem ho to aap mujhe Comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga
ADSENSE PE ACCOUNT KAISE BANAYE.
Reviewed by Rishav Rai
on
June 22, 2016
Rating:
No comments: