IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye

Hi Friends

Aaj hm es Post me janege IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye. Vaise Kai Friends es Website ke baare me jante bhi honge. Kyo ki ye website ke sath kafi Old company bhi hai. Ye Computer or Laptop bnane me bhut hi aagye rhi hai. Aap agur es trhe ke Website or Company se Apne website or blog ko Connect karte hai, To aap ko Bhut hi Profit ho sakta hai. Aap ka Earning, PageViews and Subscriber badhe ne ka pura chance hai. Yakin maniye Friends agur es trhe ke Website se Hme Dofollow links Mile jaye to hmare Website ke liye bhut faydemand hoga.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Aap Ko kai baar Website ko lekar Traffic se Related Problem aate honge. Jaise Aap ke Website pe Best Content honge par Traffic nhi aate honge. Eska Karan ye hota hai ki Jab aap Active nhi rhete hai. To aap ka Website dhire-Dhire down hote chale jata hai. Or fir jab koi Blogger aap ke Post se Related koi Post daal deta hai. or Uska Post aap ke Post se Best hai. To uska Post Rank hone lgta hai. or Aap ka Post Rank me Piche jata hai. Es Liye Friends aap jada se jada DoFollow link banaye. Jise aap ke Post pe Traffic Aate rhe or Aap ka Post Rank ke Maamle me Piche n ho.

IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye.

Agur Friends Aap Dofollow link Banana chahte hai, To aap mere Post ko Thik se Step by Step Follow kare. jise Aap ke Website pe Thik dhang se Dofollow link ban sake.

Step1:- Sabse Phele Friends aap www.ibm.com website pe jaye.

Step2:- Ab aap ko Friends es Website pe Register hona hai. Register hone ke Liye Register pe Click kare.

Step3:- Ab Friends aap ko Form Fill karna hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


1. Sabse Phele apna Email Id dale. Email ID Original dale ta ki aap use Verify bhi kar sake.

2. Ab aap ko Ek Password Fill Karna hai.

3. Ab aap ko First Name Fill karna hai.

4. Fir aap ko Last Name Fill karna hai.

5. Ab aap ko apna Country Name Select karna hai.

6. Ab aap ko Please Keep Informed by Email of Products ke Saamne aap Box pe Click kar Tick ka  Sign  lagaye. Agur aap IBM ka Privicy Statement padhna chahte hai, To padhele.

7. Ab aap Register ke Button pe Click karde.

Step4:- Ab aap ko apna Account verify karna hai. Sabse phele aap gmail id open kare aap ko ibm website ke tref se ek mail aaya hoga. Usme 6Digit code hoga.

www.suryarishavrai.blogspot.com

1. Confirmation code pe aap 6Digit code daal de.

2. fir aap Signup for an IBMID Pe click karde.

Step5:- Ab aap ka Account create ho jayega or aap Login karle.

1. Login ke liye aap ko IBm website pe Account Create karne Time aap ne Jo Gmail Id or Password Bhara tha vo Gmail Id or Password Bhar de.

2. Password Bharne ke Baad aap ko Sign in pe Click karna hai.

Step6:- Ab aap IBM Account me login ho gye honge.

www.suryarishavrai.blogspot.com

1. Ab aap ko Sabse Upar Three line pe click karna hai.

2. Ab aap ko Developers option pe click karna hai.

3. Fir aap ko Developers Works pe click  karna hai.

Step7:- Ab aap ko Sabse Upar Profile Name pe Click karna hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

1. Fir aap ko Communities pe Click karna hai.

Step8:- Ab aap ke Samne next page open hua hoga.

www.suryarishavrai.blogspot.com


1. Ab aap Left side me Profiles pe click kare.

2. fir aap ko My Profiles pe Click karna hai.

3. Ab aap ko Right side me Add link pe Click kare Ab aap ko Name pe Name fill karna hai. jise Display Name ke Andur Aap ko Link chahiye.

4. Ab aap jis link ko Add karna chahte hai. Aap vo link yha fill kare.

5. Ab aap ko Save pe click karna hai.

Aap Agur Direct Dofollow form page pe jana chahte hai, To aap yha pe click kare.

Ab aap ka Link Add hogya hai. Friends aap es PArkar se Link add Kar sakte hai. Aap ko Apne Profile ko Thik se Maintain karna hai. Ta ki Aap ka Profile esa n lge ki aap ne sirf Backlink ke liye Account Create kiya hai. Es liye aap apne Profile ko thik se Maintain kare.

Ok Friends Aaj ke IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye Post me bs Itna hi. Agur Friends Aap ke liye ye Post Helpful rha ho. To Please aap es Post pe comment jarur kare. Aap ko Agur kisi bhi Parkar ka Problem ho ya aap ka Koi Question hoto Please Aap es Post pe Comment jarur kare mai aap ko Pura Help karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.

IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye Reviewed by Rishav Rai on October 20, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.