Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic

Hi Friends,

Aaj hm ise post me janege Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic konse hai. Dosto agur aap blog par jada traffic pana chahte hai, to mere bataye jane wale topic pe aap post sabse jada likhe fir aap ke website pe aane wala traffic aap dekhte rhe jayenge. Aap ko in topic pe itna traffic milega ki aap ko blogging se lagav ho jayega.


Dosto aap to jante hi hai ki agur aap ke blog pe traffic jitna jada aayega aap ko Earning bhi utna jada hoga. Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ise ke bare me bhut se visitors jaanna chahte the. Blog par jayada traffic pane ke liye best topic ke bare me sabse jada vo blogger janna chahte the jo new blogger the.
* Blog me Menu bar Kaise Edit kare
* Blogspot Blog me Favicon Icon Kaise Add kare

Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic


Dosto mai aap ko jin topic ke bare me bataunga dosto un topic pe google pe sabse jada search hota hai. or inke CPC bhi bhut high hote hai. Agur aap Blog par adsense ka ads use karte hai, to aap ka earning bhut jada hoga.

Mai ek din kuche search kar rha tha facebook pe to main ek post ke niche bhut sare comment dekha jha pe sirf pucha gya tha ki hm new blog start karna chahte hai. Is liye aap sabse popular topic ke bare me bataye. Fir Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ke bare me mujhe khyal aaya ki mujhe ek post likhna chahiye jisme mujhe batana chahiye ki Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic konse hai. to dosto ab chalte hai hm ab apne topic ki or. Agur aap bhi Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ke baare me jaanana chahte hai to ise post ko suru se lekar last tk jarur padhe.


Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic

Dosto mai aap ko bata du ki jo mai topic is post me bata rha hu use topic pe sabse jada traffic aap ko google search se milega. Aap in topic pe jo bhi post likhe use thora thik se likhe matlab ki seo ka dhyan jarur rakhe post likhte time yesa nhi hai ki aap in topic pe bs post likh diye aap ko traffic milna start ho jayega

Dosto Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic ise post me maine jo topic bataya hai . In topic pe phele se bhi kai blogger ne post likha hua hai jo google me search karne me show hote hai. ise liye in topic pe post likhte time aap ko seo ka bhi dhyan rakhna hai keyword ka to aap jarur dhyan rakhe ta ki agur koi bhi google pe search kare to aap ka post google search enginee me sabse phele show ho.

1. Product Review:- Dosto Product Review mera best topic or Online paise kamane ka sadhn hai. Dosto aap mera viswas karo mere kai blog hai. Agur traffic ka baat kare to First number par Product Review blog or Second Number par ye blog jise par aap post padhe rhe hai.


Dosto Product Review me aap ko kai parkar ke benefit mil jate hai. Jaise ki aap apne blog ko adsense se verify karke, Product Review or Affiliated Link ke jariye bhi paise kama sakte hai. Agur baat kare traffic ka to aap ko Product Review ke topic me aap ko traffic bhut jada mil jayega. Aap aa rhe jade traffic ka extra benefit bhi utha sakte hai.

Aap ko Product Review me bs hmesa kuche New product ke bare me Review dena hai. Marcket me jo bhi new product ya fir new koi bhi chij hota hai to uska information aap apne blog mede aap apne blog me jitna fast Service denge aap ke blog ka traffic utna hi fast hoga.

2. Health & Fitness:- dosto health & Fitness ke bare me agur aap ko knowledge hai, to aap health & fitness ka blog create kar sakte hai. aap ko isme bhi Product Review ke trhe income karne ka mouka mil jata hai. Daily bhut sare visitors google search enginee pe health & fitness pe bhut kuche search karte hai. Agur aap ko health & fitness ke bare me knowledge hai or aap likhna jante hai. English ya hindi me to aap ek blog open kare.


Aap ko jo bhi knowledge hai aap usme likhe or likhte time aap ko seo ka bhi dhyan dena hai. Agur aap koi post likhte hai, to aap uske sath kisi product ka Affiliated link bhi de sakte hai. Dosto agur aap post ko google ke first page pe rank kara dete hoto aap ko bhut sara google se traffic mil jayega. Aap jab bhi fitness me product ka baat kare to uska affiliated link jarur dede ta ki aap ke visitors ko product ke liye paresan n hona pade. Unhe aap ka bataya gya product aasani se mil sake. Ise Topic se aap ko Adsense, Product Review or Affilated se bhi earning hoga. Par dosto aap ek chij ka dhyan Rakhe ki aap paise ke laluch se kisi ko galat company ya galat product ke bare me n bataye. Adsense bhi post me topic se related ads show karta hai jise aap ke blog pe lage ads pe click bhi jade honge.

3. How to Make Money Online/offline:- Dosto agur baat kare ise topic ke bare me to log google pe sabse jada yahi search karte hai. How to make money/ Paise kaise kamaye. Dosot agur aap ne ise topic par blog bana liya to aap ke blog par google ke Search Enginee se bhut sare traffic milenge.

Dosto ise topic pe phele se hi bhut se post likhe gye hai. ise liye agur  aap apne post me keyword or seo ka dhayn rakh kar post likhte hai, to aap ka post or blog google pe 1page pe aajayega or fir aap ke blog ka traffic bhi increase ho jayega. Fir aap agur blog pe adsense ads use lkarte hai, to aap ko  income bhi increase ho jayega.


Dosto aap ko Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic me bataye jane wale topic pe aap ko bhut jada seo ka dhyan rakhna hai. jise aap ka blog or post google pe rank ho sake. Aap ko Apne post me sabhi ke post se thora alag information dena hoga. Alag ka matlab hai ki aap ko kuche new information dena hoga apne blog par jise visitors ko new content new idea mile sake paise kamane ka. Aap How to make money me Online/Offline dono tarike ke idea de sakte hai.

4. Seo Blog:- Dosto agur aap apna blog sirf seo ke topic se related banate hai, to ise aap ko kai fayde honge. Ek to aap ka knowledge badhega seo se related topic pe agur post likenge to kyo ki aap ka hmesa dhyan seo se related chijo me rhega. Agur aap seo sikh lete hai to aap kisi bhi person ka website pe seo se related work kar sakte hai.

Dosto Agur aap ko seo ka knowledge hai vo bhi best knowledge to aap company bhi join kar sakte hai. Dosto koi bhi online company ho unhe seo person ka bhut jarurat  hota hai, kyo ki unhe apna product sabse phele lana hota hai. Google me ta ki koi search kare to unka website hi sabse upar aaye  or unka product sabse jada Sale ho.  Ya fir aap apne personal client bhi bana sakte hai. jinke blog ko aap google me rank kara kar kuche money earn kar sakte hai.

Dosto aap mera yakin mano main ek apne friends ko dekha hai. jo ki delhi me rhete hai. vo sirf apne seo ke knowledge se hi itna kamate hai. ki unhe ab or koi kaam ya unhe ab or koi topic pe blog bana bhi ascha nhi lagta. Aap bhi agur seo se related blog banate hai, to aap ko bhi bhut sara traffic milega google se. Bs aap apne visitors ko sahi knowledge de kisi bhi parkar ka paise kamane ke liye fake knowledge n de.

5. Jobs Blog:- Dosto agur aap ek blog banana chahte hai or aap topic choose karna chahte hai or aap ko samajh nhi aa rha konsa topic choose kare to maine vha pe aap ko kai topic bataya hai. Agur aap ko jada traffic gane karna hai apne blogs se to aap Jobs se related blog bana kar money earn kar sakte hai.

Dosto ise topic me aap ko daily per min pe website update karte rhena hoga. Aap ko job se related har ek form ko apne blog par mention karna hoga, ta ki aap ke visitors aap ke blog par apna samye spend kar sake or unhe apna time spend karne se unhe profit bhi mile. Ise liye dosto job se related website bana rhe hai, to aap ise chij ka dhyan rakhe ki aap ko koi bhi fake kaam nhi karna hai. Aap jo bhi information dale thik dale ta ki logo ko problem n ho vo aap ke website pe bharosa kare.

Dosto aap ko apne website pe hmesa vahi information publish karna hai. Jo bilkul sahi ho or uska aap ke pass proof hona chahiye ta ki koi aap ke upar sawal n utha sake. Aap apne job ke website me har ek parkar ka job provide kare ta ki aap ke visitors ko job se related koi bhi kaam ke liye paresni n ho. Agur aap apne jobs blog ko thik se maintain karte hai, to aap ke blog par bhut sare visitors aa jayenge.

Ok Friends Umid karta hu aap ko Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic post pasand aaya hoga. Agur friends aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap ise post pe comment jarur kare mai aap ka jarur help karunga. Agur aap ke liye ye post helpfull hoto aap ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Or hmare social media network ko like share or join jarur kare.

Ye bhi Padhe.
* Top 10Responsive and Seo Optimized Templates
* Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare
* SSL Certificate use karne ke Advantage and DisAdvantage 
* High Quality Backlink Banane ke liye Jaruri Points

Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic Blog par jayada traffic pane ke liye 5Important topic Reviewed by Rishav Rai on December 23, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.