Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke

Hi Friends,

Aaj hm ise post me janege ki Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke dosto aap to jante hi hone ki aadhaar card hmare life ka bhut hi jaruri part ban chuka hai. Aap ko kahi pe bhi apna proof dena hoto aap ko aadhaar card ka bhut jarurat hota hai. jise aap apne pocket se 1day ke liye bhi nikal kar nhi rakh sakte. Agur aap ka aadhaar card loss ho jaye or aap new download karna chahte hai, par aap ke pass register mobile number bhi nhi hai to ye post aap ke liye hi hai. Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke aap Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke ise post ko suru se lekar last tk jarur padhe.


Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke


Dosto aap paresan n ho Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke ise post me mai aap ko full information dunga. Agur aap ko Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke. Dosto hmko aadhaar card download karne me bs mobile number ko lekar hi problem aata tha.

Agur kisi jghe pe gye hai vha aap ko aadhaar card ka jarurat hai par aap ke pass aadhaar card nhi hai. to aap online download kar sakte hai Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke ise post ke step ko follow karke. Agur aap Aadhaar card download karte hai to aap ko register mobile number ka bhi jarurat padta hai. Dosto Kai baar aadhaar card download karne me aap ko mobile number se related problem aa jata hai, Par ab aap ko koi problem nhi hoga aap bs niche bataye jane wale Step ko follow kare.

* Amazon Prime Membership kya hai or Amazon Prime Membership kaise le
* How to Open Online Netbanking Account  

Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke


Dosto aap internet ke help se kuche hi time me aadhaar card download kar sakte hai. lekin mai aap ko bta du Online e- Aadhaar card download karne ke liye two method hai.

1. Aadhaar card number or Register Mobile Number 

2. Enrolment Number

Aap in dono me se kisi bhi method se aadhaar card download kar sakte hai. Agur aap aadhaaar card number ke jariye aadhaar card download karte hai, to fir aap ke pass Register Mobile Number hona jaruri hai. Agur aap ke pass Register Mobile Number nhi hai , to aap Enrolment Number ka use karke Aadhaar card download kar sakte hai.

Jaisa ki aap jante hi hai ki ye post Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke ke bare me hai. Agur aap ke pass mobile number nhi hai to aap aadhaar card download karne ke liye Enrolment Number or date time ka use kare jise aap ko aadhaar card download karne me koi problem nhi hoga.

Agur aap ke pass inmese koi bhi chij nhi hai to aap niche diye gye note ko jarur padhe.
Aadhaar card download karne ke liye ab aap sare step ko follow kare. Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke


Step1:- Sabse phele aap ko Aadhaar card ke official Uidai ke website pe jaana hai. Direct Aadhaar card Uidai ke website pe jaane ke liye yha pe click kare.

Step2:- Ab aap ke saamne Uidai ka official Page Open ho gya hoga. Ab aap ko use page me aadhaar services ke section me aap ko niche Order Aadhaar Reprint (Pilot Basis) ka option show ho rha hoga. Aap usepe click karde. Aap or adhik help ke liye Niche Image ko bhi dekh sakte hai.

Step3:- Ab aap ke saamne ek new tab open hua hoga aap use page ko thora sa scroll down kare aap ko niche Personal Details likha hua deikhega. Aap ko sabhi blank ko fill karna hai.

1. Aadhaar Number/ VID ke option pe Apna Aadhaar Number fill kare.

2. Ab aap ko blank ke side me diya hua code Blank ke undar fill karna hai.

3. Agur aap ke pass Register mobile number hai, to aap normal hi click karde agur aap ke pass Register mobile Number nhi hai to aap ko first option select karna hai. Request OTP wale option ke samne box pe click karde.


4. Ab aap ko Please Give Your non-registered mobile Number ke samne wale box me apna mobile number fill karna hai. Aap ko yha pe vo mobile number fill karna hai. jo mobile number Register n kiya gya ho.

5. Mobile Number Fill karne ke baad Send OTP pe click karna hai.  Ab aap ke mobile number par ek OTP jayega.

6. aap ke mobile number par jo otp jayega vo otp aap ko page ke Right side me Enter OTP ka option mil jayega aap ko vha pe OTP fill karna hai or Submit ke button pe click karna hai.

Step4:- Dosto ab aap ke samne Aadhaar card ka preview show hoga. Agur aap Register Mobile Number ka use karte hai, to aap ke samne aap ke aadhaar card ka preview show hoga. Aadhaar Card without mobile number ke download karne ke liye. Ab aap ko niche Make Payment ka Option show hoga. Ab aap ko 50Rs Pay karna hai.

Step5:- Jaise hi aap 50Rs pay  karte hai aap ka aadhaar card 5Days ke undar print ho kar New aadhaar card aap ke house address pe bhej diya jayega.

Aap ke aadhaar card ka payment karne ke liye bhut sare option mil jayega aap ke pass jise method se payment dene ka facility ho aap uska use karke payment karde. Dosto aap ko ise facility ka use karne ke liye payment karna padega. Agur ye dekha jaye to 50Rs koi jada nhi hai.

Dosto vaise bhi agur aap shop se aadhaar card banvate hai to bhi vo aap se 50Rs to 100Rs tk payment lelete hai. to fir agur sab kuche mila kar dekha jaye to thik hai. Bs aap ka aadhaar card pane ke liye thora time lge sakta hai. Isliye mai aap ko suggest karunga ki aap apne pass two Aadhaar card rakhe jise aap ko kabhi bhi problem n ho aap ek aadhaar card ko apne ghar par sambhal kar rakh le, ta ki aap ka aadhaar card by mistake lass ho jaye to aap dusre aadhaar card ka use kar apna work aasani se kar sake.

Note:- Dosto Agur aap ke pass Inmese koi bhi chij nhi hai, to aap najdik ke Uidai ke office me jaye vo aap ka jarur help karenge. Uske baad se aap ko vo ek slip denge aap us slip ko thik se sambhal kar rakhe, ta ki aap ko future me kisi bhi parkar ka problem n aaye. Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke

Ok Friends Umid karta hu aap ko Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke post pasand aaya hoga. Dosto agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto aap ise post pe jarur comment kare. Mai aap ke comment ka reply jarur karunga. Agur aap ke liye ye post faydemand ho to aap ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur dosto aap ne mera social network page ko like, share or join nhi kiya to aap mere social network ko join jarur kare.

Ye bhi Padhe.
* Amazon Prime Membership kya hai or Amazon Prime Membership kaise le
* How to Open Online Netbanking Account 
* HD Bollywood Movies Download Karne ke Liye 5Best Websites 

Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke Aadhaar Card Kaise download kare without mobile number ke Reviewed by Rishav Rai on December 21, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.