Image Source Command

Hi friends,
Aaj mai aap ko ise post me Image Source ke Command btaunga Aagur aap ko HTML me Aap chahte hai ki aap apne webpage pe ek Image lagaye to vo kafi aasaan tarika hai. Jo ki mai aap ko ise POST me btaunga. Ise ke liye aap ise Post ko Pura thik se Padhe.

Friends jisa ki aap jaante honge ki webpage ke liye aap html aana chahiye friends vise to mai aap ko ise Post me mai aap ko sirf Ek Image Source ke baare me btaunga ki ise kise use karte hai.
1. Sabse phele aap Notepad OPEN kare.
2. Abe aap meri di hui command ka use kare.

                       IMAGE SOURCE COMMAND
<html>
<head>
<title> IMAGE </title>
</HEAD>
<BODY BGCOLOR="BLACK"TEXT="BLUE">
<IMG SRC="photo location/photo name.JPG"HEIGHT="45%"VSPACE="55%"BORDER="1%">
</BODY>
</HTML>

Condition:- 1. ye pura code aap ko same tarike se likhna ho ga.
2. Jha pe mine photo location/photo name likha hai. vha pe aap ko photo ka location or Photo ka Name Likhna hai.
3. Abe aap ko ye samujhe nhi aa rha ho ga ki hm ye kise nikale to fir aap apne photo open kare jise photo ko lagana hai.
4. Abe aap uspe right click kar ke properties pe jana hai uske baad aap image me dekh sakte hai. ki Photo location or name kya hai.

5. Abe aap ko Program me mine jha pe Photo location or Photo Name likha hai. Vha pe aap ko Image Property me ja kar uska. Photo Location copy karna hai bhir aap ko use Program me Paste karna hai.Aap image me dekh sakte hai. ki location or image name kha pe hai.

6. Pura Program likhne ke baad aap ko file save karne ke time .html ke name se save karna hai.(Ex:- rishav.html) ise trhe me save karna hai. Abe aap ko program tyaar hai. aap ise program ko koi bhi browser me open karna hai.

Ye Bhi Padhe-
1. How to install Coustom Rom Yureka Plus.
Image Source Command Image Source Command Reviewed by Rishav Rai on December 23, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.