Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare

Hi Friends

Aaj hm ise Post me jaanege Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare. Agur friends aap ek blogger or Website dono manage karte hoto ye post aap ke liye bhut hi Important hai. Ise post se aap ka bhut jada help hoga ise liye friends aap ise post ko suru se lekar last tk jarur padhe. Ye tips phele se bhut se blogger use kar rhe hai. Ya fir koi Youtuber hai jiska website bhi hai to vo ise tips ko jarur use karte hai. Ye tips bhut hi best hai ise aap ke kaam ko thora or aasan bna deta hai.

Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare


Mai aap ko yha pe ek ise trhe ke trick ke baare me bta rha hu jise aap ke youtube channel ke latest video automatic aap ke blog me add ho jayega. Aap ko baar-baar latest video ka link add nhi karna padega. Ise aap ke website visitors aap ke youtube video ko bhi website page pe bhi dekh payenge. Aap apne website ke sath apne youtube channel ko bhi promote kar sakte hai.


Aagur aap koi post likhte hai uske sath aap video bhi bnate hai. or uska link aap apne post ke sath use karte hai to aap ko bhut jada profit hoga agur visitors aap ke post ko nhi samajh payenge to vo aap ka video dekh kar samajh sakenge ki aap kya sikhana ya btana chahte ho. Ye trick aap ke liye bhut jada profit ho sakta hai. Agur aap latest video ka widget home page pe add karte hai to aap ke website visitors ko bhi latest video ke baare me pta chale sakta hai. Jise aap ke youtube channel pe views aa sakte hai.

Youtube Channel ke Latest video ko Automatically blog me kaise Embed kare

Youtube Channel ke latest video ko blog me Embed karne ke mai aap ko 2 trick btaunga. Jise aap bhut hi aasani se apne youtube channel ke video ko blog me embed kar sakte hai.

1. Youtube Channel Name

2. Youtube Channel ID

Youtube Channel Name Method me iframe use kiya gya hai or Youtube Channel ID me javascript ka use kiya gya hai. Ye aap ke upar depend karta hai ki aap konsa method use karte hai.

1. Youtube Channel Name:- Aap ko mai niche code de rha hu aap ko bs usme kuche editing karna hai. Aap ko Code me jo Paste Channel Name liha hai uske jghe pe aap ko Channel Name likhna hai. Aap ke channel pe Custom username enabled nhi hai to aap 2 Method use kar sakte hai. 



2. Youtube Channel Id:- Ise trick me sirf aap  ko apne channel ka id use karna hai. Aap ko niche diya gya code copy kar apne Website ke widget me paste karna hai. Code me jha pe Paste Channel ID likha hai uske jghe pe aap ko Apna Channel Id paste karna hai



Ab aap ke website pe Latest Video Embed ho jayega ab aap apne website pe ja kar check kare jha pe aap ne code paste kiya tha use place pe show ho rha hai ya nhi. Agur aap ke liye ye code work n kare to aap mujhe comment jarur kare mai aap ka help jarur karunga.

Agur aap mere btaye gye step ko  follow karke thik se code replace kiya hoga to aap ko koi problem nhi hoga. Fir bhi aap ko kuche problemm hota hai to please comment karke btaye. Agur code kaam kar jaye to bhi aap comment jarur kare ta ki hme pta chakle sake ki ye code aap ke website pe work kar rha hai.

Ok Friends Youtube Channel ke latest video ko blog me kaise embed kare post  me bs itna hi. Agur aap ko Ye Post Pasand Aaye to Please Aap Comment or Share Jarur kare. Agur aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi Question hoto Please Aap Comment jarur kare mai Aap ka Help Jarur karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join Jarur Kare.

Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare Youtube Channel ke Latest Video ko Blog me kaise Embed kare Reviewed by Rishav Rai on February 19, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.