Business Ko Free me Promote Kaise Kare

Hi Friends,

Aaj hm es Post Me Baat Karenge Apne Business Ko Free me Promote karne ke bare me. Dosto Aap ka aagur Business hai. To Aap to Jaante hi honge ki Business karna kitna muskil hai. Use bhi muskil use promote karna hai. Dosto bina Business Promote kiye aap kuche bhi  nhi kar Sakte hai. Aap chaho ki bina Promote kiye aap ka business chal jaye to esa nhi ho sakta. Dosto Aap ko apna Business ko Failane ke liye Promote karna hi padega.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Dosto aap jaanna Chahte hai ki Business ko Free me Kaise Promote kare to Friends Aap ye Post Padhte rhe Mai es Post me Aap ko harek parkar ki Knowledge Dunga Business ko Free me Promote karne ke liye. Dosto vaise to aap kai System se aap apne Business ko Free me Promote kar sakte hai. Mai aap yha pe Kuche Ideas dunga business ko Promote karne ke liye. Or vo bhi bilkul free.

Business Ko Free Me Promote Kaise Kare.

Dosto Jo Ideas mai aap ke sath share karne ja rha hu sayd unme se aap kujhe Ideas ko jante bhi honge or Kai use karte honge. To Friends aap es Post ko bs Dhyan Se Padhte rhe.

1 Social Network Platform:- Dosto Social Network Platform ek esa Platform hai. Jha pr Aap apne business Ko Asche trike se Promote kar Sakte  hai. Dosto Social Network Me bhi Aalag-Aalag Platform Hai. Kai Social Network hai Google pe Ex:- Facebook, Whatsapp, Instagram, Pinterest, Twitter, flickr,  QQ, WeChat, QZone, TUMBLR, Google+, SKYPE, Reddit or bhi kai Social Network Hai kam se kam 35Social Network se bhi Adhik Social Network hai. Aap aagur ek Parkar Se Socho Kam se Kam aap 10Social Network pe Ho Aagur Aap ke ek Social Network Me Aagur 400 Friends hai. To Pure Mila Kar 4000Friends ho rhe hai. Jinme se kam se kam 300Friends to aap ka Post Jarur Dekhenge. Or bhi kai Friends Bnao ge Jo ki Aagur aap per Month 100 Friends bnate ho to es Trhe aap Social Network Pe Free me Apne Business Ko Promote Kar Sakte hai. To Friends Aap Jaan hi Gye Honge Ki Social Networks Se Aap Kitna Jada Aap Apne Business Ko Promote Kar Sakte ho vo bhi bina koi Paise diye to Friends Aap apne Business Ko Promote Karna Start kare.

2. Popular Brand Name:- Dosto Popular Name Se Mera MatlbHai Koi Popular Person ka Name Use karna Matlb ki Aap jo Product ya Business Promote kar rhe ho uspe Kisi Popular Person Ka Name Lelo. Name lene ka Method sahi ho ta ki. Jise Person ka Aap Name le rhe ho use koi Problem n Ho Kisi Popular Person Ke Name se Koi Page bnalo Social Network pe Par Aap ko ek Khas Dhyan Rakhna Hog a Ki Us Ka Name se koi bhi galat Chij Nhi Felana hai. Dosto Kai Friends Kisi Brend Ke Name Se Page bna Kar Uska Name Kharab Karte hai. Aagur aap ne es trhe kiya to Aap pe Case Pade Sakta hai. Ya fir Aap Ko Uske Liye Paise Pay Karna Par Sakta hai. To Friends aap ko koi bhi galat kaam nhi karna hai. Aap apne Business ko Bhut hi Imandari se Promote karte jaye jise na Aap ko Problem Hoga Na hi Or koi Person ko.


3. Video:- Dosto Aap Video bna kar Net pe Upload kar sakte hai. Mtlb ki Friends Aap Aagur Business me koi Product Sale karte hai. To Friends Aap apna Ek Youtube Channel Banaye or Aap Social Network Pe Ek Page banaye. Or Friends Us Product ke Baare me ek Video Banaye. Jisme Product se Related Fayde or Product ka Detail vo hme Ku Use Karna Chahiye.Mtlb ki Product ko lekar Sare Details Ka Ek Video Banaye. Or Youtube pe Or Aalag-Aalag Social Network pe Published Kare. Jise ki Aap ke Video jada se jada logo tk pahuche sake Friends. Video bna kar Promote karna ye ek Bhut hi Ascha System hai. Dosto log Padhne se Ascha Sunna Pasand karte hai. Es Liye Aap Jo Product ko Sale karna Chahte hai. Aap uska Video Bna kar Share kare. 2017 Me Dekhe jaane wala sabse jada Pletform hai Youtube. Dosto Jio Ke aane ke Baad Youtube Sabse jada Use Kiya Gya hai. Es liyer Friends Aap Apne Product ka jada se jada Review de. Review dene se Aap ke Product ke bare me Log Asche Jaan Jaate hai. Ki ya Kaam Kaise Karte hai. Or ese hme kis parkar Se Fayda hoga.

4. Website:- Dosto Aap apne Business ke Name Se Ek Website banaye jisme ki Aap ka Koi jada Paise nhi lgega. Aap Blogging bhi Start kar sakte hai. Apne Product Ko le kar Dosto jise trhe aap Video me Product ke bare me Review dena hai. Usi trhe aap ko Website pe Type kar ke Review Dena hai. Dosto vaise Website se Aap ko Jada Fayda Nhi hoga Video se Jada lekin aap Fir bhi Try kare Kuche to Fayda Jarur Ho jayega. Es liye dosto aap har ek chij Try kare Kya pta aap ko kha se Kis trhe se Fayda ho jaye. Dosto aaj kal to Bhut se Tarike aa gye hai. Paise kamane ke liye Liye bs aap ko Use karne aana Chahiye.

Ok Friends Aaj ke liye bs itna hi Umid karta hu Aap ko ye Post Pasand Aaya to Please aap Mujhe Comment kare. Or Aagur Aap ko kisi bhi parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi Question ho to Please Mujhe Comment kare mai aap ka Pura help Karunga.

Ye Bhi Padhe.
* Perfect Success Pane ke liye Blog ko Maintain Kaise kare
* Website Ka Search Speed kaise Badhaiye.
* Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye.
* Blogging Se Related Top5 Question & Answer.
* Blog Ka Trafic kaise Badhaye 5killar Tips.
* 4 Mistake Jo Blogger ko Le jata hai Asafalta Ki Or.
* Hacker Se Apna Website Kaise Secure kare.


Business Ko Free me Promote Kaise Kare Business Ko Free me Promote Kaise Kare Reviewed by Rishav Rai on August 16, 2017 Rating: 5

2 comments:

  1. Sir thanks
    My name is faieem
    Mai ek home appliances service start karna chata hu to mujhe bataye start kaise kiya Kaye and logo ko aware kaise kiya Tani peoples promote kaise Karna hai
    No. +919560321458

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aap ne mere Post ko Read kiya or fir Comment kiya iske liye Thanks.

      Aap Please Last ke 2Link firse likhe Mai Samajh nhi Paya Baki mai Aap ko Suggest karunga aap Business vo Start kare jo Business me Aap ka Interest ho Or Aap ke Colony me us Business ko Karne Wale Jade Person n ho. Aap Business se Related Pamphlet lga sakte hai Apne Area me. Or Apne Najdik ke Person ko Facebook pe Friends bnaye. Or bhi Kai Tricks hai. Aap apne Business ke Baare me Post kar sakte hai.

      Delete

Powered by Blogger.