Bounce Rate High Hone ke Kya Kaaran Hai Or Bounce Rate kaise Kam kare.

Hi Friends,

Aaj mai Aap ko Es Post Me Bounce Rate Kum Karne Ke Tarike ke Baare Me Btaunga. Kyo ki kai logo ka sawal hota hai, ki hm apne website ka Bounce Rate Kaise Kum kare. kyo ki aagur hmara Bounce Rate Jada hai to hmara Bhut jada Nuksan hota hai. Hme Bounce Rate pe jyada dhyan dena chahiye ki vo Jada n ho.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Bounce Rate Badhne se Aap ko Pta chale jata hai ki Aap ka Website Koi Thik dhang se Dekh nhi rha hai.
Aagur Koi Visitors Hmare Website Pe aate hai or vo Turant chale jate hai hmare Website se to ise Hmara Bounce Rate Badhta hai.

Aap ko Apne Website ko Thik se Maintain karna Chahiye ta ki Aap ka Bounce Rate 60% se Down Rahe. Kyo ki Aagur Aap ka Bounce Rate Jada hai to Google Ko Lgta hai ki aap ko Website Chale Nhi Rha hai va Aap Visitors Ko thik se Service nhi de rhe to Vo kisi bhi Parkar ka Aap ke Upar Karvahi kar sakta hai.

Bounce Rate High Hone ke Kya Karne hote hai.

1. Website Open Time:- Aap ke Website ka Bounce Rate Badhne ka Sabse Bada Karan hota hai Aap ka Website Open Speed Jada hona. Jise Visitors Turant Chod Dete hai. Jise Aap ka Bounce Rate badhta hai. Or Aap ke Website pe Aane Wale Visitors Dusre ke Website pe Chale jate hai. Es liya Aap apne Website ka Open Speed 4 to 5sec Hi Rakhe. Jise Unke Click karte hi Aap ki Website Open ho jaye.

2. Website Pe Adds:- Website pe Jade Adds Aana ye bhi Ek Sabse bada Problem hai.Visitors ke liye. Kyo ki koi bhi Visitors Jade Add Pasand nhi karta hai. Kyo ki es Unhe Problem hota hai. Aagur vo Aap ke Website Pe Aa kar Vapus Chale Jaye. To Aap Ke Website ka Bounce Rate High Ho jayega.

3. Title Wrong:- Title Wrong Se Mera Matlab hai, Jise Kai Log Apne Website Ya Youtube Video Pe Title Likh Dete hai. Website Hack Kaise Kare or Post Jab Padhna Start Karo to Uske Andar Kuch or hi hota hai. Es liye Visitors Chale jate hai or Aap ka Bounce Rate fir Badhe Jata hai.

4. Attitude:- Kai Blogger ko mine dekha hai ki Vo Bhut hi Attitude me rhete hai. Vo Sirf Post likhna Jante hai. Par Unhe khe do ki Hme ye Problem Aa rha hai. Please Help kar do to khete hai brother Aap ruke mai Post likh rha hu ya Post ka link send kar dete hai. Lekin btana thik nhi Samajhte hai. To Aagur Aap es Parkar Se Karte hai to Aap Ke Visitors Aap se Guse ho kar Chale Jayenge to fir estrhe Aap ka Bounce Rate thik Se or Jaldi kam nhi hoga.

5. Post Ka Language:- Ye Sabse Badi Baat hai Bounce Rate High Hone ka kyo ki Aagur Aap Post thik Dhang Se nhi Likhte ho ya Aap ka Language Visitors ko Samajh me n Aaye to Vo Aap ka Website Ek baar On to karega lekin Problem hone ke baad Vapas Chale jayega. To Aap ka Bounce Rate Badhe Jaye ga.

Aagur Aap ka Bounce Rate 60% ya 60 se Kam Hai to Thik hai. Lekin Aap ka Bounce Rate 60% se Jada hai to Aap ko Apne Website ke thik Se Post likhna ho ga Or Apne Visitors ko Yakin dilana ho ga ki Ye Post Aap ke liye bhut Faydemand hai. Ta ki Visitors Aap ke Website pe Aaye or Aap ka Post Thik se Padhe Or Aap ka Bounce Rate Kam ho.

Bounce Rate Kam Kaise Kare.

1. Image:- Post Me Aap Kam se Kam Ek Image ka Use Jarur kare. Taki Aap ke Visitors ko Image dekh kar Ptalage Sake ki Es Post me Kya hai. Aap Apne Post me Vahi Pe Image Use kare Jha pe Aap ko Lge ki Yha Visitors ko Samjhane ke Liye Jarurat hai Image ki.

2.Video:- Aap apne Visitors ke help ke liye Aagr Aap Post ka Video bna kar Youtube Par daale to Aap ko bhi Fayda hoga Sath me Aap ke Visitors Aap ke Sath jude rhenge Or Aap ka Bounce Rate bhi Down hoga. Kyo ki Unhe aap ke Website pe Unke Jarurat se jada help milega.

3. Post:- Post Aap ka Sahi Method me ho Or wo Aap ke Visitors ko Samajh me Aaye jise Unko Aap ke Website pe Post Read Karna Ascha lge. Or Aap jo Post likh the hai Aagur Vo Post se Related Aagur Or koi Bhi Post hai. Aap ke Pass to Uska bhi Link Apne Post me de.

4. Backlink:- Aap apne Website ko Aalag Website pe bhi Link Share kare. Apne Website link ke Sath aap dusre Website pe Comment kare.Jise Use Website ke Visitors Aap ke Website pe Aa sake. Or Aap ke website pe Time lgaye or Aap ka Bounce Rate kam ho.

Ok Friends,Es Post Me bs Itna hi. Kyo ki Mine Chote se hi Post me Sabkuch bta diya hai. Or Aap khud se Bhi Trick Apply kar sakte hai. Jise lge ki Aap apna Bounce Rate kam Kar Sakte hai.

Aap ko Aagur Post Pasand Aaye to Please Share,like or Comment karna n Bhule.

Bounce Rate High Hone ke Kya Kaaran Hai Or Bounce Rate kaise Kam kare. Bounce Rate High Hone ke Kya Kaaran Hai Or Bounce Rate kaise Kam kare. Reviewed by Rishav Rai on May 12, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.