Ek Official Blog Kaise Banaye.

Hi Friends,

Aaj mai Aap logo se es Post me Baat karunga ki Ek Perfect official Blog kise banta hai. Aagur Aap ek Blogger hai to ye Post Aap logo ke liye bhut hi helpful rhega Apne Blog ko thik se Design karne ke Liye. Jisa ki Aap log jante hi honge ki Per Day Blog pe Website Badhte hi ja rhe hai. Badhte website ke Kaarn Jo low Quality ke jo Blog hai. Vo Piche hote ja rhe hai. Kyo ki Jo Perfect Blogger hai. Vo Apne blog ko Maintain rakh rhe hai. Jis Parkar hm Apne Body ko Maintain rakhte hai. Usi Parkar se hme Apne Website ko Bhi Maintain rakhna hota hai.

Official Blog Kise Banaye.

1. Sabse Phele hme Blog ke Liye Ek Domain Lena chahiye.Aap Domain kahi se Bhi Buy Kar Sakte hai. Vise Sabse Jada Chalne wala Company Hai Godaddy Aap vha se Bhi Buy Kar sakte hai. .com ka aap ko 99Rs Ka Mil jayega tax ke sath 112Rs me Milega.

2. Template:- Blog ka Template kafi fast Speed wale Rakhe. Or Template Edit kar Uska Design badhiya kare. Main Menu, About Page, Or bhi Aap Website Ko badhiya karne ke liye Design kar Sakte hai. Layout Ka bhi Use kare Design ke liye.

3. Template Design:- Jab Aap koi Template lgao ge to Website Aagur koi Open Karega to Scroll kar ke Niche jane pe Aap ko Template Name Show ho ga Sath me hi Powered By Blogger Likha Ho ga Aap Powered by Blogger hta kar Blogger ke Jghe pe Apna Name likh de. Or Jha Pe Design likha hai. Design ke Baad bhi Apna Nmae likhe Jise ye Website thora Official Lge.

4. Post:- Post jab Aap likhte hai Uska Bhi Aap ko Khas dhayan rkhna hota hai. Post ka Title Es trhe rakhe jo Sabse Jada Search Kiya Jata ho. Or Aap apne Post ka Jo Title Rakha hai. Use Aap apne Post ke Ander kuche thora sa Change kar ke 3 time Jarur Use Kare. Jise Aagur koi Aap ke Title Se Related ya Aap ne Jo Post Me likha hai.Search Kare to Aap ka Post Sabse Phele aaye.
 
www.suryarishavrai.blogspot.com

5. Post Image:- Aap jo Bhi Post likhe Thik se likhe Uske Sath Aap 1Pic jarur lagaye apne Post ke Sath. Or Image ke Property me Title Text Image ka daale or Alt Text ke Sath Link koi daal de Apne Website ka Link bhi daal Sakte Hai. Aap Image Me Dekh Sakte hai. Mine kise Use Kiya hai. Or Aap Image Ko Post ke Anusar jha pe Aap ko lgta hai. Ki yha pe Jarurat Hai Image ki Visitors ko Samajhne ke liye to Aap Image ko Jarur Use Kare.

Ok Dosto Es Post me itna hi. Or bhi kai trick hai. Aap mujhe Comment karo or Mai Aap ki Puri Help karunga. Ek Post me Sara detail se Btana Sambhav nhi hai.Es liye Es Post ko mai yahi pe End Karta hu.

Aap ko Ye Post kaisa lga Please Comment kar ke Jarur Btaye. Or Aagur aap ka kisi bhi Parkar ka Question ho to Please Comment kare. Hmare Es Post ko Share or Like Jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
Ek Official Blog Kaise Banaye. Ek Official Blog Kaise Banaye. Reviewed by Rishav Rai on May 06, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.