SBI Home Loan Apply online

Hi Friends,

Aaj hm es post me janege SBI Home loan apply online. SBI home loan ke liye online kaise apply kare aaj hm es post me janege. Aaj tk logo ko koi new house kharidne ke liye bhut problrm hota tha. Lekin dosto ab bhut se bank aap ko home loan provide karte hai. Jinse aap apne sapno ka Ghar kharide sakte hai, ya aap apna sapna pura  kar sakte hai. SBI bhi aap ko home loan provide karta hai.

SBI Home Loan Apply online



Aap ko apne sapno ke ghar ko kharidne ke liye loan lene khi jane ka jarurat nhi hai, bs aap ko online Application Submit karna hai fir bank wale aap ke diye gye Address pe aake apse contact karenge. Agur unhe lagta hai ki aap ko is ghar ke liye aap ke maange gye loan Amount thik hai to vo aage ke process start karenge ya fir koi problem hota hai to vo aap ko btayenge or aap ko sahi guide karenge.


Dosto ye jo mai Content likh rha hu ye mai sbi ko promote nhi kar rha hu mai bs aap ko personal Advice de rha hu. Aap mere baato me n aaye mai bs ye ek Example me bta rha hu aap loan ke liye apne anusar plan kare or apne bank manager se advice bhi le sakte hai. Yha pe mera ye post likhne ka sirf ek hi purpose hai ki aap ke sath apna information share kar saku aap ye kaam apnne risk pe kare agur koi problem hota hai to isme hmara koi bhi galti nhi hai. Kyu ki hmne aap ko phele hi bata diya hai ki ye kaam aap apne risk pe kare, kyo home loan aap ke liye risky ho sakta hai.


SBI home loan lene ke liye aap mere bataye gye sare topic or Niche Notice ko bhi jarur padhe ta ki aap ko or hme aane wale samye me problem n ho. Dosto Agur aap ne Apne sapno ka ghar kharidna tye kar liya hai, to sabse phele hm jaan lete hai. SBI Home loan Online Application form kaise Apply kare.

SBI Home loan Online Application Form kaise Fill kare.

Dosto SBI Home loan Online Application Form fill karne ke liye sabse phele SBI Home loan Application form ke Website pe jaana hoga.

Step1:- SBI Home loan Online Application form fill karne ke liye sabse phele aap SBI Home loan ke Website pe jaaye. Jaane ke liye yha click kare.

Step2:- Ab aap ko sabse Upar Right Side me Apply Now ka Option show ho rha hoga. Aap vha pe click kare.


Step3:- Ab aap ko 3 Form fill karna hai.

1. Get Eligibility

2. Loan Offer

3. Complete Application

Step4:- Ab aap ko ye form fill karna hai. RelationShip with Bank ka form fill karna hai.

1. Aap ScreenShot dekhe sabse phele option me aap Yes select kare.

2. Ab aap ko Type of Relationship me apne bank ke sath ka relations select karna hai.

3. Ab aap ko Apna Account Number Fill karna hai.

4. Ab aap ko apna Mobile Number Fill karna hai.

5. Ab aap ko niche trick karde or Submit pe click kare.


6. Ab aap ke saamne ek page open hua hoga Ab aap ke mobile Number par ek OTP Code gya hoga vo aap Yha bharde or Submit pe click karde.

7. Ab aap ke samne ek page open hoga usme aap ko kuche details fill karna hai.

* Property Details me aap ko kuche option ko fill karna hai. Sabse phele Purpose of Loans fill karna hai.

* Property Categories fill karna hai.

* Property ka Full details Ex:- Cost of Home Amount, Builder Name, Cost of Construction Amount fill karde apne mutabik.

8. Ab aap ko Applicant Details fill karna hai.

* Date of Birth phele se fill hua hoga.

* Gender fill karde, Resident Type Fill karde.

* Aap apna Resident Type Select karle.

9. Ab aap ko Income details fill karna hai. Type of Employement fill karde ki aap ka Income source kya hai Matlab ki aap ke pass Paise kha se aate hai. Aap ke pass job hai ya nhi, Agur aap Business Man hai fir aap jis category me aate hai vo fill kare. Ab aap ko Apne Income se Related Full Information fill karde.


10. Ab aap ko Preferred Location Select karna hai. Jisme aap ko sare Option ko select karna hai.

11. Ab aap ko sabse Niche Box pe Trick karna hai.

12. Ab aap ek baar sare option ko check karle ki aap ne koi Mistake to nhi kiya agur sab sahi hai, to aap Niche Get Loan Quote ke button pe click karde.

Step5:- Ab aap ke Samne Loan Offer ka Option Open ho gya hoga.

1. Sabse phele aap kitna loan lena chahte hai vo select kare Select karne ke liye aap Move kare.

2. Ab aap Time select kare aap ko loan kitne year ke liye chahiye.

3. Aap jaise hi loan ke liye Amount or Time select karenge aap ko loan ka sara details mile jayega ki aap ko kitna tax lagega. EMI kitna hoga or Processing fees kitna lagega.

4. Ab aap ko Loan Type kea age Apply ka Button show hoga aap uspe click karde.

Step7:- Ab aap ko Complete Application ka Form open hoga aap ko sare details thik se bharna hai.

1. Sabse Phele aap ko Personal Details bharna hai.

2. Ab aap ko Permanent Address ke aage Same as Address pe click karna hai. Agur aap ka Permanent Address same hai to, Ab aap ke Form me Address fill ho jayega.

3. Ab aap ko Next Step me Apna Employment Details Fill karna hai.

4. Ab aap ko Apne Proff se related Details fill karna hai.

5. Ab aap ek baar form ko Check karle or niche line ko padhe kar Trick kare or Submit Application pe click kare.

Step8:- Aap jaise hi Submit Application pe click karenge Aap ko Upload Required Documents ka page open hoga. Aap apna Sara Documents Upload karde.

1. Ab aap ko niche date select karna hai.

2. Date select karne ke baad aap ko Go ke button pe click karna hai.

Ab kuche time me Home loan ke liye SBI Home Loan Team aap se contact karege, vo aap ko aage ka process khud hi samjha degi ki aap ko ab kya karna hai, kaise karna hai or aap ko loan kab milega sara details aap ko vo khud hi btadenge.

Ok Friends umid karta hu aap ko SBI Home loan apply online post pasand aaya hoga. Agur aap ko ye post pasand aaya hoto aap es post ko apne friends ke sath share jarur kare ta ki es post ke jariye unka bhi help ho sake. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap comment jarur kare mai aap ka pura help karunga. Hmare Social Media network ko bhi like, Share or join jarur kare.

SBI Home Loan Apply online SBI Home Loan Apply online Reviewed by Rishav Rai on September 07, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.