India Post Payment Bank Kya hai

Hi Friends,

Aaj hm es post me jaanege India Post Payment Bank Kya hai. Dosto India me bhut se par kar ke Online Bank hai. Aap kai Bank ko Use karte honge jaise Airtel Payment Bank or Paytm Payment Bank or bhi kai parkar ke Online Bank hai jo aap ko Online Paise Transfer karne ka suvidha deta hai.

India Post Payment Bank Kya hai


Ab Modi ji ke tref se India Post Payment Bank Start kiya gya hai. Ise ab firse post office me work chalna start ho gya hai. Kuche logo ko lagta tha ki Post office me koi bhi taraki nhi hai. Aap ko Post office me Salary badhiya nhi milta baki ke Government Officer ke mutabik bhut se log Post office ke job ke liye piche ht jate hai.


Bhut se logo ke mn me ek sawal hota hai ki India Post me kya scope hai or kya India Post me job karne se life set ho sakta hai. Dosto jaisa ki aap ko pta hi hoga ki ek dakiya ka salary kitna hota hai or aaj kal log harek kaam ke liye Internet use karte hai kisi bhi parkar ka message dena ho ya kisi bhi chij ka bhugtan karna ho. Ab hm chalet hai apne main topic ki or.

India Post Payments Bank kya hai ?

India Post Payments Bank April se hi ye sewa Start ho chukka hai or ye start hote 650 district me iska sabse phele branch open kiya jayega. Umid hai aane wale dino me iska branch or jade khulenge or thora or berojgari kam hoga.

India Post Payment Bank ka sabse bada fayda iska ye hai ki iske liye jada paise investment nhi karna padega Government ko sirf ise suvidha ke liye or Member rakhne padenge. Ise suvidha ke liye India Post Payment Bank ke service ke liye koi bhi alag se Office ka kiraya nhi dena padega.

India Post Payment Bank me vo pura facility hai jo ek bank me hona chahiye. Yha pe aap ko 3type ke Account option milega.

Account se Related All Information

India Post Payment Bank me aap ko 3type ke account open karne ka suvidha milta hai.

1. Regular Saving Account

2. Basic Savings Bank Deposit Account – Sugam Account

3. Small Account - Saral Account

Aap agur India Post Payment Bank me Account open karte hai, to aap ko 1Lakh tk paise Rakhne ka suvidha milta hai. Ise Bank ke andur vo sabhi suvidha milenge jo ek bank ke pass hota hai. Jaise Online ka suvidha matlab online transaction. Aap ko India Post Payment Bank me aap ko bhut jade sewa free hai.

India Post Payment Bank ke kuche sewaye

1. India Post Payment Bank ka suvidha Raipur or Ranchi me chalu bhi ho chuka hai.

2. Isme koi bhi person Account open kara sakta hai.

3. India Post Payment Bank ke account me bidesh se bheje jane wale paise ko bhi Accept kar sakte hai.

4. India Post Payment Bank me Online seva ke sath or bhi jaruri sewa uplabdh hai.
India Post Payment Bank Interest Rate Kitna hai.

India Post Payment Bank 100000Rs pe 4% Annual Interest Rate de rha hai. Ye interest Rate aage bhi badhe sakta hai. Aap ek baar India Post Payment Bank apne najdik branch me ja kar aap Interest Rate se Related information jaan sakte hai. Ya fir aap Adhik jankari ke liye India Post Payment Bank ke Website pe bhi check kar sakte hai. India Post Payment Bank ke website pe jaane ke liye yha click kare.

India Post Payment Bank se Related kuche Question or Answer

Q1:- India Post Payment Bank me kitne parkar ke Account khul sakte hai ?

Ans:- India Post Payment Bank me total 3type ke account khulenge.

1. Saving Account ( Safal Account)

2. Basic Savings Bank Deposit Account (Sugam Account)

3. Small Account (Saral Account)

Q2:- India Post Payment Bank me kitna Ruppes jama kar sakte hai ?

Ans:- India Post Payment Bank me aap 1Lakh Rs tk Amount Jama kar sakte hai.

Q3:- Debit Card, Net Banking or Digital Payment etc ka suvidha milega ?

Ans:- Yes milega.

Q4:- Kya Account ko Close kar sakte hai ?

Ans:- 14Days ke andur Account ko Close karne par koi bhi Account Closing Fees nhi lagega.

Q5:- Isme konse suvidhaye free hai ?

Ans:- India Post Payment Bank me sabhi banko se jade suvidha free hai.

Dosto Aap  ek baar India Post Payment Bank ke branch ja kar visit jarur kare ta ki aap ko Account khulvane ke baad koi bhi Problem n ho. India Post Payment Bank ke branch ja kar aap koi bhi Question puche sakte hai Bank Account se related. Agur aap ko koi Facility ke bare me jaanna hai to aap unke branch ja kar jarur puche.

Ok Friends Umid karta hu aap ko India Post Payment Bank kya hai post pasand aaya hoga. Agur aap ka koi bhi Question ho ya aap ko kisi bhi parkar ka problem hoto aap comment ya contact form fill kar sakte hai mai aap ka pura help karunga. Aap hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* SBI Home Loan Apply online
India Post Payment Bank Kya hai India Post Payment Bank Kya hai Reviewed by Rishav Rai on September 26, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.