Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare

Hi Friends

Aaj hm es post me jaanege ki Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare. Dosto Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply kare ye Question kai log puchhete hai. To Dosto aaj se aap ke Problem khatam Aap bhut hi aasani se Bajaj Finance Card Ke Liye Online Apply kar sakte hai. Vo bhi Bina kisi Muskil ke. Mai Es Post me Bajaj Finance Card Ke Baare me Full Information dunga. Bajaj Finance Card ke Liye Online Kaise Apply kare Jaanne ke Liye aap es Post ko Pura  thik se Padhe. Ta ki Aap ko Kisi bhi Trhe Ka Problem N ho.

Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare


Aaj hm es Post me Bajaj Finance Card Ke Features, Benefits, Uske Offers, Fees or Charges, Online Shopping or Apply Card Documents ke Baare me Jaanege. Yha Mai aap ke Sabhi Problem ko Solve Karne Ka Koshis Karunga. Aagur Fir bhi aap ko Problem ho to aap Mujhe Comment ke Jariye Contact kar Skte hai. Jo mai Btane Ja Rha hu Sayd Kai Log eske Baare me  Jante hi Honge. Aagur Nhi Jaante to Aap Es Post ko Thik se Padhe.

Bajaj Finance EMI Card Apply Ke liye Important Document

1 ID Proof:- Aap ko Bajaj Finance EMI Card Banvane ke liye Document Ka Jarurat padta hai. Jisme aap ko Koi bhi Ek Document Dena hoga. Aap Aadhar Card, Voter ID, Passport or Driving Licence de sakte hai. Par Aap ko Mai Suggest Karunga Aap Aadhar Card de kyo ki Hm Har Jaghe pe Aadhar Card Ka Use Karte hai Proof ke liye Or Es Liye Aap ko EMI Card banvane ke Liye Aadhar card use karna Thik hoga.

2. Bank Account:- Aap ko Bajaj Finance EMI Card ke Liye Bank Account hona JAruri hai. Ta ki Aap ko Kisi bhi Parkar Ka Transaction karne me Problem n ho.

3. CIBIL Score Record:- Aap  ko Aagur Bajaj Finance Card Banvana hai, To Aap ka Bank Account CIBIL Score high hona chahiye. Aap ye Soach Rhe honge ki CIBIL Score Kya hota hai? CIBIL Score aap ke Bank Transaction Pe Depned Karta hai. Aap jitna jada Transaction Karenge Utna jada CIBIL Score Badhta hai. CIBIL Score ka Matlab hota hai Financial Score. Aap ka Jitna Jada CIBIL Score hoga utna jada Aap ka EMI Card banne ka Chance hoga. Kyo ki Bank ke Trhe Bajaj Company bhi aap ka CIBIL Check karta hai. ta Ki uise Aap par Wiswas Ho sake.

4. PAN Card:- Bajaj Finance EMI Card banvane ke liye aap ke Pass PAN Card hona bhi bhut jaruri  hai. Or Aap apna PAN card Bank se Phele link karvaye fir Bajaj Finance EMI Card Ke liye Apply karne jaye. Ye Process es liye hota hai. ta ki Bajaj Company Aap ke Financial Status ko Check kar sake.

5.  Aap ke Pass Ek Passport Size PhotoGraph Hona chahiye ta ki vo Forum pe Use kar sake.

Bajaj Financial EMI Card Features

Bajaj Financial EMI Card ke Bhut jade Profit hai. Aap koi bhi saaman ko buy kar sakte hai. vo bhi bina koi problem  ke aap koi bhi Saaman Bajaj Finance EMI Card Ke help se EMI Pe le sakte hai. Jaise TV, Washing Machines, SmartPhones, Laptop, Furniture, Accessories and Cloths Or bhi bhut saaman aap Bajaj Finance EMI Card ke Help se le sakte hai. Vo bhi 0% Financial Charges Pay karke. Or Es Card ko Use karna bhi Bhut Aasaan hai.

Aap Bajaj Finance EMI Card ka Use kar Aap Koi Bhi Product Kharid Sakte hai. bs Aap ko Card ko Swap karna hota hai. or Jitna ka Aap ka Saamaan hota hai. uske Prize Card ke Davara EMI Ho jata hai. Aap ko koi Bhi Saaman EMI Karvane ke Liye Koi Bhi Proof Nhi dena padta hai. Kyo ki EMI Card wale Phele se hi Aap ke Document Apne Pass Sambhal kar Rakhta hai. Aap Ko Aagur Online Saaman Kharidna hai to aap Bajaj Finance EMI Card ka use kar sakte hai. Bajaj Finance EMI Card use karna Bhut hi Secure hai. kyo ki usme aap ko OTP Code ka System hai. Jise aap ka Card bilkul Safe rahega. Aap Customer Portal ke help se Apna Sara Transaction Check kar sakte hai.

Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare

Aap Bajaj Finance EMI Card ke Liye Bhut hi Aasani se Apply kar sakte hai. Eske liye aap 2Tarike se Apply kar sakte hai. Hm Sabse Phele First Tarike Ki Baat karenge.


1. Customer Portal  Se Kaise Card Apply Kare:- Aap Aagur Phele se Bajaj Finance Ke Customer Hai, To Aap Bajaj Card Finance Ke Phele Se Customer Portal ke Jariye EMI Card ke Liye Apply Kar Sakte hai. Aagur aap ke Ghar me Phele se Koi Bajaj Finance Ka Customer hai.  to aap Uske Customer Portal ke Help se Aap khud ke Liye Bajaj Finance EMI Card Banva Sakte hai. Aaur Aap ke Ghar me Koi Es trhe Ka Person nhi Rheta hai. To Eske  Liye Aap koi bhi bharose Mand Person ko Choose Kar Sakte hai. Apna Bajaj Finance EMI Card Banvane Ke liye.

2. Electrical Material Kharidte Samye:- Aap Ke Pass Ye Dusra Tarika hai. Aap koi Bhi Electrical Saaman Kharidte Samye Bajaj Finance EMI Card Ke liye Apply kar sakte hai. Par Eske Liye Aap ko koi bhi Electrical Saaman pe Paise Kharch Karna Padega. Or Ek Or Baat Aap aagur Koi Shop ke Jariye EMI Card Ke liye Apply Karte hai. to eska Koi Fix Pize Nhi hota vo unke upar hai. Kai Person apna Commission Bhi usme Jod Dete hai. Jise ke Kaaran aap ko Bajaj Finance Card EMI Ka Prize thora jada pad sakta hai.

Bajaj Finance EMI Card ka Charges


Bajaj Finance EMI Card me Aap ko kai Parkar ke Card milte hai. Sabka Price Aalag hai. Aap ke Upar Depend karta hai. Aap konse Card ko Buy Karna Chahte hai.

1. Gold Card Price Rs-412.
2. Titanium Card Ka Price hai Rs-884
Saal ka Renewal Fees hai. Rs-117 jisme (Rs-99+18%GST Tax) ye Price Sirf jinke pass Card hai.

Ok Friends Umid Karta hu Aap Ko Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare Post Pasand Aaya hoga To aap mujhe Comment kare. Aagur aap ko Es Post se Related koi bhi Problem ho ya Aap ka koi Question hoto Please Aap Mujhe  Comment kare. Or Aap Hmare Social Media Network ko Like or Join Jarur kare.

Ye Bhi Padhe.

Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare Reviewed by Rishav Rai on September 10, 2017 Rating: 5

6 comments:

  1. mere card apply kyo nahi ho raha plz reply ?

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kuche Problem ke karan mai aap ko Reply nhi de saka lekin ab aap ko Koi Problem nhi hoga.
      Aap apna Problem btao ki kya Problem aa rha hai. Mai aap ka Pura help karunga

      Delete
  2. Mere pas do card hai Mujhe ek card band krana hai kaise karau.

    ReplyDelete

Powered by Blogger.