Digital Locker Kya hai? Digital Locker pe Account Kaise Create kare

Hi Friends

Dosto Aaj hm es Post me Digital Locker Kya hai Or Digital Locker pe Account Kaise Create kare Ke baare me jaanege. Dosto Digital ke Name se hi pta chalta hai ki ye Digital Saaman ke Baare me hai. Hm aage Jaanege ki Digital Locker kya kaam karta hai, Digital Locker ka Kya Profit hai, or iske Liye Account kaise banaye. Aagur Dosto Aap Jaanna Chahte hoto aap es Post ko Thik se Last Tk Padhe. Ta ki Aap logo ko Digital Locker ke Baare me Full Information mil sake.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Digital Locker Kya Hai?

Aap ne khi na khi Digital Locker ke Baare Me Suna Jarur hoga Chahe aap ne Newspaper, News ya fir Kisi Person ke Mukh se khi N khi to aap ne Sun hi liya hoga. Aagur aap Abhi Tk eske baare me Nhi Jaante to ye Post Dosto aap ke liye hi hai. Es Liye Aap es Ko Jarur Padhe Taki aap Bhi Es Locker Ka Benefit le Sake. Digital Locker ek Government ke Tref se Chala gya Digital India Abhiyaan me se hi Ek hai. Jis ka Use Aap apne Work Ko Digital Tarike Se Karne me Benefit Utha sakte hai. Digital Locker Ek Online Storage hai. Jisme aap apne Improtant File Rakh sakte Hai vo bhi bina koi Problem ke.


Eska use Apne Governmemnt Work Ya kisi bhi Parkar Ka Document Related Work ko Aasani se Karne Me Bhut Jada Faydemand hai. Ese Aap ko koi Bhi Paper khi bhi Lejane ka Jarurat nhi Padega. Bs aap ko Digital Locker me Ek Baar Store kar dena hai. Uske baad aap Eska Use Khi bhi kabhi Bhi kar sakte hai. Or Ye ek Government ke Tref se Diya gya ek Gift hai. Jise Use Karne Ka Aap Ko koi bhi Charge Nhi dena hoga ye bilkul Free hai or ese Use karna Bhut hi aasan hai. Digital Locker Website bhut hi jada Safe hai. Aap ke Account ko Hack Karna Bhut hi Muskil hai. Baki Aap ke Password Or Id Pe Depend Karta hai. ki aap ne Kaisa lgaya hai. or aap Ko Id or Password ko Privicy Rakhna hoga. Mtlb ki aap Ko apna User Id or Password Ko Safe Rakha hoga. Fir aap ka Account koi nhi Hack kar sakta hai.

Digital Locker Account kaise Create kare.

Dosto mai Step Jaise btau Aap ko Same Usi Parkar se Use karna Hai. Aap ko Jo chij n Samajh me Aaye Please Aap mujhe se Comment ke Jariye Puche Sakte hai. Mai Hmesa Aap ka Help Karunga.

Step1:- Sabse Phele Aap ko Digital Locker Ke Website Pe Jaana hoga Jaane Ke Liye Aap Yha Click Kare.

Step2:- Ab aap ko yha Pe Signup pe Click karna hai.


1. SignUp Pe Click karne ke baad aap Se Mobile Number Maangega  Aap Mobile Number Bhar de.
2. Mobile Number Bharne Ke Baad aap Continue Pe Click kare.
Step3:-


1. Ab Aap ke Saamne Mobile Number Phele se Likha hoga.
2. Ab Aap se OTP Code Maangega Aap ke Diye gye Phone Number Par ek OTP Code gya hoga Aap Vo OTP Code Yha Bhar de.
3. OTP Code Bharne Ke Baad Verify pe Click Kare.


Step4:-


1. Ab Friend Aap ko User Name Type Karna hai.
2. Ab aap Ko ek Best Password Choose Karna hai. Jisme aap Ko 8Alphabet, 1Number, or 1 Special Character use karna hai.
3. Fir aap ko Signup pe Click karna hai.
4. Firse Vo aap se Dubara Password Mangega Same Password Bhar kar Signup pe Click kare.
Step5:-


1. Ab Vo aap se Aadhaar Number Maangega Aadhaar Number Bhar De
2. Aadhaar Number Bharne ke baad aap Submit pe Click kare.
3. Ya Fir aap Continue Here pe Click kar Direct Digital Locker me Signin ho sakte hai.


Step6:-


1. Ab Aap ke Saamne Ek Page Open Hua Hoga Usme Aap ka Automatic Aadhaar Number Likha Hua Aa jayega
2. Aap ne Aadhaar card banvate smye jo Mobile Number Diya Tha Usme OTP Code Gya hoga Aap Vo Code Yha Pe Fill karde.
3. OTP code Bharne Ke Baad aap Verify Pe Click karde.
4. Aagur Aap ke Pass OTP Code Nhi hai To Aap Image Me Dekh Sakte hai. Jha pe 4No. Likha hai. Vha pe Continue Here Pe click kare.

Step7:- Ab Aap ko Email ID Verify Karvana Hai.


1. Uske Liye aap Email Id Bharde.
2. Email Id Bharne Ke Baad aap Send Verification Link Pe Click Karde.
3. Ab Aap ke Email ID Pe ek message gya hoga Us message Ko Open kare or Verification Link pe Click kar fir se ID Or Password Daal kar Verify kare. Jaise hi aap ka Page Open hoga vo Digital Locker Ka Home Page hoga Aap Image Me Dekh sakte hai.

Ok Friends Mai Umid Karta hu Aap ko Digital Locker Kya hai Or Digital Locker pe Account Kaise Create kare Post aap Ko Pasand Aaya hoga. Aap ko Aagur Kisi bhi Parkar Ka Problem Ho ya Aap ka Koi Question Hoto Aap Please Mujhe Comment Jarur kare Mai Aap ka Pura Help Karunga. Please Aap hmare Social Media Network Ko Like Or Join Jarur kare.


Digital Locker Kya hai? Digital Locker pe Account Kaise Create kare Digital Locker Kya hai? Digital Locker pe Account Kaise Create kare Reviewed by Rishav Rai on September 09, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.