Android 8.0 Oreo Features or Support Mobile Phones Name

Hi friends


Aaj hm es post me jaanege Android 8.0 Oreo Features or Support Mobile Phones Name ke baare me dosto Android 8.0 Oreo New update hai 7.0-7.1 ke baad. ye to aap jaan hi gye honge. Aagur nhi jaane to aap es post ko padhte rhe kyo ki aaj hm es post me Android 8.0 Oreo ke baare me full information jaane ge. Dosto Oreo Android Version 21 August 2017 me Google ne Es Operating System ko Lounch kiya. Jo ki kafi best features provide karta hai. Par ye Update Sabhi Company ke Phone ME Nhi Aaya hai. Ese Phele August 2016 me Naugat ka Update aaya tha. Jise ki ye Oreo Version bhut hi Fast System Provide kar rha hai. Esme kai parkar ke Features Provide kiye gye hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Professional Technical Person eske Baare me kafi best Chije bta rhe hai. Ye Google ke tref se 2017 ka Best update hai. jo ki Sabhi Users ke Liye kafi best Rhega. Google dava kar rha hai. ki ye Bilkul Oreo ke Trhe Bhetrin tofa hai. Jise Public use karne ke baad vo khud hi samajh  jayegi. Google ka Khena hai ki isme Best Video Quality and Sound hai. iske Icons Bhut hi best or Different hai. iska Speed abhi tak ka sabse fast Speed Operating System hai.

Android Oreo ke Best New Features.

Dosto abhi to filhaal sayd hi Kisi Person ne Es Update ko use kiya hoga par jo Goole ka Dava hai or baki Technical Person Features ko lekar dava kar rhe hai. ye post us Aadhar Pe likha jar ha hai. es liye aap ko koi Problem hoto Please aap Ek baar Comment kar ke Mere sath Conatact jarur kare.

1 Notification Features:- Aagur hm baat kare Notification Features ke baar me to ye bhut hi best features hai. jo ki Oreo Operating System ne Provide kiya hai. Aap ki koi bhi Software ya kisi Bhi parkar ka Notification dekhna hota tha to aap Ko Bhut problem aata tha. Par ab esa nhi hai es Operating System me Aap ko jis Apps ka Notification Check karna hai. Us Apps ko Open Karne ke Baad aap ko Us Apps Me Upar Three Dots Pe Click karte hoto aap ko vha pe Notification ka System milega. Ab Sabhi Apps ka Yahi System hai. jo bhi Oreo Operating System use karte hai.

2 MultiTasking Apps:- Aap ko Oreo Operating System me MultiTasking ka System milta hai. aap aagur 2Apps ko ek Sath use karna chahte hoto aap Oreo Operating System me 2 Apps ko ek sath use kar sakte ho. Ese aap ko koi Problem nhi hoga Video dekhte hue aap ko kisi ko Message Karna hai. to aap bhut hi Aaram se Message Kar sakte ho. Oe eske Liye Mobile Phones Ke Size pe Koi depend nhi karta hai. Par aap ko Thora Problem ho sakta hai aagur aap ke Phone ka Size Small hai to aap ko Video ya Message Small Me Show hoga.


3 Auto-Fill System:- Oreo Operating System me aap ko Auto-Fill ka Option diya gya hai. Aagur aap ko baar-baar Account ya kisi bhi chij ka user ID or Password daalna padta hai to. eske Jariye aap ko kisi bhi Account me Login hone ke liye Id Or Password ka Use baar-baar nhi karna padega. Kyo ki Google ne Es Operating System me Auto-Fill Ko Option use kiya hai. Aap jaise hi koi Account ke Website ko Open karte hoto aap ka ID or Password Khud se Load Utha lega.

4. Automatic Delete Cached Data:- Dosto Oreo Operating System aap ke Liye Cached Files ko le kar bhi Faydemand hai. Oreo Operating System ko kafi jada Best Banaya gya hai. Ye Automatic aap ke Phone koto Secure Rakhta hi hai. sath me Aagur Aap ke Phone ME Cached File hai. Or Aap ko Space Chahiye Drive me To ye Aap ke Storage Se Automatic Cached File Delete kar deta hai. Jise Aap ko Space me Problem Nhi hoga.

5. Battery Save:- Oreo Operating System me aap ka Battery Save Kafi had tak thik hota hai. Es Operating System se Phele ke Operating System ke Mutabik Jade Time Tk Aap Ka SmartPhone Chalega. Kyo ki Ye Operating Syatem aap ke Phone Me Chal rhe BackGround Apps Ko Push Kar Deta hai. Jise aap ka Battery Kam Use Hota hai.

Oreo Operating System Kon-Kon se Phone me Chalega.

Dosto ye sabse kharab kaam hota hai. Jab New Update Aata hai or Fir Uske Liye Wait karna Padta hai. to Kyo ki Koi bhi new chij dekhne ke liye Sabhi pareshan ho jate hai. mai bhi hu Or Saayd Aap bhi Pareshan honge lekin kya kiya ja sakta hai. Abhi Google ne Sirf Kuche Phone me Hi Oreo Operating System ka Update diya hai. Jha tk ki vo abhi apne Company ke Sare Phone Ko Update nhi Send Kiya hai. 
* Google Pixel XL
* Google Pixel
* Google Pixel2
* Nexus 6P
* Nexus Lineup
* Nexus 5X
* Nexus 6P

Smasung, Huawei, HTC, LG, Motrola, Sony Jaise Phones Me Bhi Update Aasakta hai. Lekin Abhi Samsung ke Kuche Phones Me Update aane ka Chance Hai. Abhi kuche pka to nhi khe sakte lekin Kai Log khe rhe hai ki Samsung ke Latest Phone Pe Aa sakta hai. Jaise Samsung Galaxy S8, Galaxy Note8 me bhi aa sakta hai or bhi Kai Samsung Ke Phone Me Support kar sakta hai.

Ok Friends Umid Karta hu Aap ko Android 8.0 Oreo Features or Support Mobile Phones Name Post aap ko Pasand aaya hoga. Aap ko Aagur Ye Post Pasand Aaya hoto Please Aap Mujhe Comment Kare. Aagur aap ko kisi bhi Parkar ka Problem Hota hai ya Aap ko Koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment kare. Or Hmara Social Media Network ko Like or Join Jarur Kare.

Android 8.0 Oreo Features or Support Mobile Phones Name Android 8.0 Oreo Features or Support Mobile Phones Name Reviewed by Rishav Rai on September 08, 2017 Rating: 5

2 comments:

Powered by Blogger.