Hi Friend,
Aaj mai aap ko btaunga ki hm apne blog pe blog ka pura Details kise dekhe.Visitors, Traffic,and kon se area se kitne visitors aaye or kitne der tk rhe ye sara kujhe aap blog pe hi dekh sakte hai.
Or bhi kai tarike hai par mai aap ko blog ka hi ek tarika btaunga.Jise aap apne visitors ke detail dekh sakte hai.
Blog pe Visitors, Traffic and Visitors ke aane wali jaghe ka Name kise Dekhe?
Aap mujhe Step By Step Follow Kare.
Step1:Aap phele Apne koi bhi browser pe www.blogger.com Search kare.
Step2:Aap abe login ho jaye.
Step3:Aap abe dashboard pe Click kar Overview pe Click kare.
Step4:Aap abe Pageviews ke Samne Morestats Pe Click kare.
Step5:Aap ke samne Abe Post ke list aa jayenge.
1.Post Ka name. Matlab aap ne jitne Post daale honge vo bhi aa jayega. Or use ke Views
2.Konse Contry se Views aaye hai.Vo Dekhne Ke liye aap.
Step6:Aap abe Image me Dekhe jha Pe traffic Source Likha hai.Aap vha pe Click kar de.
1.Aap jise hi vha Pe Click karenge aap ko aap ki Site Pe kita Traffic or kha se aaye hai.Vo sare chij Bta dega.
1.Aap jise hi vha Pe Click karenge aap ko aap ki Site Pe kita Traffic or kha se aaye hai.Vo sare chij Bta dega.
Aap Yha Pe Or bhi jagha pe Click kar ke Check kar sakte hai Aap ko or bhi kujhe Nya mile Sakta hai Aaap Click Kar ke Jarur Check Kare.
Aap ko ise Post se Related koi Problem Ho to jarur Comment kare.
Aap ko Ye Post Kisa Lga Please Coment Kar ke Bataiye.
BLOG KA TRAFFIC KAISE DEKHE.
Reviewed by Rishav Rai
on
June 25, 2016
Rating:
Hi friend Ise Post ko Jarur Padhe.
ReplyDelete