Website Pe Comment Karne ke kya Fayde hai

Hi Friends,

Dosto Website pe Comment karne ke kai Fayde hai. Kyo ki Friends ese aap ki bhi help karne ka Mouka milta hai. Or sath me Jiska Website hai. Use bhi Reply karne ka Mouka milta hai. Ese kai fayde hai. Eske Baare me hm Aage Discuss karenge Dosto Sabse Phele hm yha Comment ke Baare me thora or jaan lete hai. Dosto Comment karne se Jo Post Creater hai. Unhe kai baar Apne Website pe Post karne ke Liye koi Topic nhi mil rha hota aagur koi unse Comment kar ke Koi Question Puchega to use unhe Apne Website ke liye ek Ascha Topic bhi mil Jayega. Es liye Friends Aap ko Jada se jada Comment karna chahiye.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Dosto aap ko koi bhi Problem ho to Aap Website pe turant comment kiya kare. Kyo ki Friends Aagur aap Website pe comment kartre hai to Unhe Reply dena hi hoga Aagur vo aap ke Camment ka Reply nhi Deta hai. To samajhlo ki Vo Aap ke kisi kaam ka nhi hai. Esliye Friends aap Website pe Comment kare. Aap ko Aagur uske post se Problem hai ya or koi Problem hai to Aap use Turant Comment kare ta ki use uske Mistake Ka Pta Lge Sake. Dosto mai bhi ek Website Creator hu Mai Sirf FB Share ya fir koi Badhiya Comment Mila to Uska Reply mai jarur deta hu lekin Friends aagur koi Website pe Comment Karta hai to Mujhe dena hota hai. Kyo ki Usne Mujhe Special Comment kiya OR Mujhe es layak samjha ki Mai uske Help kar sakta hu. So friends aap sabse Jada Comment Website pe Kare.

Website Pe Comment karne ke Kya Fayde hai.

Dosto kai log bolte hai Website pe Comment karne ke koi fayda nhi hota hai. Dosto ye baat galat hai. Dosto ye jo Mai Post likh rha hu ye ek Comment ko Padhne ke baad likha hu. Kyo ki Friends unme Kuche Baat thi joki Aap ko bhi janna Chahiye. Dosto Website me Sabse jada fayda aap ko Comment se hota hai. Visitors ko bhi or Creater ko bhi.

1. Views:- Dosto Aagur aap kisi Website pe thik tarike se aagur Comment karte hai. To Friends Aap ko Sabse Jada Views Milne Ke Chance Hote hai. Or Views Aap ke Khud ken hi hote Mtlb ki vo to or Kisi ke Website pe gye the lekin unhe aap ka Comment Pasand aagya es karke vo Aap ke Website pe aagye To Socho Friends Aagur aap ko Comment karne se Aagur Aap ko Fayda Ho rha hai. To kon nhi karna chahega. Dosto Aap Aagur ek baar koi Badhiya Website Pe comment kar dete hai. To Aap ke Website pe Hmesa Views Aate rhte hai. Es liye Aap ko Website Pe Comment Karna Chahiye.

2. Promote:- Dosto Maine yha pe Promote es Liye likha kyo ki Comment Karne Se Aap ka Website bhi Promote hota hai. Kyo ki Dosto Aap kahi pe Comment karenge to Use Aap ka Website bhi Show Hoga Eska Matlab Ki Aap Apne Website ko Promote bhi kar rhe hai. Lekin Sahi Tarike Se Aap Promote kar rhe hai. Es Liye Friends Maine Ese Promote ka name diya hai. Friends Aap bhi apne Website Ke Name ke Sath Comment Kare Ta ki Frtiends Aap ka bhi Website Promote ho sake. Or fir Aap ko or bhi jada fayda ho ga. Aap ka Bhi Website Popular ho jayega Aagur aap koi Asche Website se Link bna lete hai to.


3. Earning:- Dosto Comment Karne Se Aap ka Website Popular Hoga fir dhire-dhire aap ke Website pe Views Kafi Badhiya aane Lagega fir Jab Aap Adsense Account ye Fir Or kisi ko Apne Website Pe Ads Lga kar Promote karoge to friends Uske Paise Aap ko Milenge. To Friends Comment Karne Se Aap ko Income bhi Ho jayega Aap ko ye Sun kar kaisa lga Lekin Friends ye tabhi Sambhao hai. Jab aap apne Website ko lekar Thik se Mhenat karenge to. Aap ko Daily New 5 Website pe Comment karna Chahiye ta ki Aap ka Website Popular ho sake. Or Aap ka Earning Increase Ho sake. To dosto Mai umid karta hu ki ye Post padhne ke baad aap dusro ke Website pe Comment karna Pasand karenge.

4. Best Response:- Dosto Vise dekha jaye to ye Sab Ek hi chij se judi hui hai. Lekin fir bhi mai aap ko ek Ideas ke liye Ye bta rha hu. Dosto Aagur Aap kisi bhi chij me Best Response Chahte hai to Friends Aap ko Koi bhi chij ke liye Aap ko comment karna chahiye kyo ki Friends ese Aap ko jada fayda hota hai. Aagur aap ka koi Qustion hai to Uska Reply koi bhi Person de sakta hai. Aap Ko koi bhi Admin ka Wait nhi karna Padega Aagur Aap Ek Question Puchete hai. To Uska Kai Answer Mil sakta hai. Jo ki aap ke liye bhut hi fayde mand sabit hoga. Es liye Friends aap koi bhi Help ke liye Comment ka sahara le. Aap ka Problem fir bhut jaldi Solve Ho jayega.

5. Comment Reply:- Dosto Comment Reply ka Mtlb hai Dosto jaise Kisi ne Aap ke Website pe Ya Dusre ke Website Pe Comment karta hai. Or Aagur uska aap Reply dete hoto eska aap ko bhut jada fayda hota hai. Kyo ki friends maan lo usne dusre ke Website pe Comment kiya hai. Or aap ne Uska Help kiya or use Aap ne Apna Post link diya ta ki uska Help ho sake to friends. Vo aap ka Website Open karega or Aagur aap ka Post use Best Information vala lga to vo Aap ke Website pe Baar-Baar Aana Chahega. Or Aagur use koi Problem hota hai. To vo aap ke Website Pe Comment bhi karega ise friends aap ko bhut jada fayda hoga. Es liye friends aap jada se jada logo ka help kare ta ki logo ko aap pe Intrest or Vishwas ho sake. Or Vo visitors aap ke website pe aana pasand kare aap ke Website pe diye gye Information Original hona chahiye Nhi to fir vo ek baar aane ke baad dubara aana Pasand nhi karenge.

Ok Friends Aaj ke es post me bs itna hi Aagur Dosto aap ko Ye Post Pasand aaya ho to Please Mujhe Comment Kare ki Aap ko ye Post kaisa lga. Aagur Friends Aap ko kisi bhi parkar ka Problem ho ya Aap ka koi Question ho to Please aap mere Website pe Comment kare. Or hmara Social Media Group or Page Like Jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Website Ka Search Speed kaise Badhaiye.
* New Blog pe Best Traffic kaise Laye.
* Google Search Engine pe Website ko Top pe kaise Laye
* Blog Ka Trafic kaise Badhaye 5killar Tips
* Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye.
* Ek Asche Blogger Ki Pahechan.
* Blogger Fail kyo hote hai Blogging karne me.
* DOMAIN KAISE KHARIDE.
* Aadhar card kaise banaye.
* Top 10 Apps For Android Users
* APNE WEBSITE SE PAISE KAISE KAMAYE.
* BLOG KA TRAFFIC KAISE DEKHE.
Website Pe Comment Karne ke kya Fayde hai Website Pe Comment Karne ke kya Fayde hai Reviewed by Rishav Rai on August 21, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.