Dosto aaj hm es Post me Jaanege Kis Parkar se hm Apne Aadhar Card Ka Status Check kare. Friends Ab Aap ko Apne Aadhar Card Ke Liye khi bhi Bahre ya Kisi Dukaan pe jaane ka Jarurat nhi hai. Dosto Ab es Trhe ke kai Website hai. Jo Aap ka Aadhar Card Nikal kar Printout Or Lamination Karne ke baad aap ko Aap ke Ghar Post kar deta hai. Jise Aap Ko apne Kaam ke Liye Baahr Nhi jaana Padta hai. Es Liye Friends Aap Jha tk ho sake online kaam karne ka koshis kare.
Dosto Aap Aagur sare kaam online karte hai to ese aap ko bhut fayda hota hai. Kyo ki Dosto Shop walo ko aagur 9Rs dena hai. Aap use Aagur 10Rs dete hai to vo 1Rs ka AAp ko Ya to Toffie dega ya fir 10Rs rakhlega es liye Dosto Ab har Ek chij ke Liye Aap ko Online ka use karna Chahiye. Es liye Friends Mai es Website me Bhut se Online Se Related Post Daalta hu ta ki Public ko koi bhi Work Online Karne Me Problem na ho To Dosto aap hmare Purane post bhi jarur padhe.
How To Check Aadhar Card Status Online.
Dosto Aadhar Card Ka Status Check Karne kr liye aap ke Pass Aadhar Card Slip Hona Chahiye Mtlb Ki Jab AAp Aadhar card bnvaye honge to vo Aap ko Ek Slip diye honge vo Slip aap Smbhal ke Rakh le Kyo ki es Slip ka Jarurat Aap ko Hmesa Padega. Usme se Aap Enrolment No., Date and Time en tino ko aap thik se khi pe Note Karle ta ki Aap ko kabhi Problem n Aaye Dosto aap ko Online Status Check karne ke liye Aap ko en tino ka Jarurat Padega.Ab hm Step by Step Jaanege Ki Kis Parkar se Online Status Check Karte hai.
1. Dosto Sabse Phele Aap ko Aadhar card ke Official Website pe jaana hoga. Janeke liye Aap yha Pe Click Kare.2. Ab Dosto aap Ke Saamne Kuche Image ke Trhe Page Open Ho gya Hoga. Dosto ab Aap ko yha pe Check Status Aadhar pe Click karna hai.
3. Dosto Ab Aap ke Saamne ek Forum Khulgya Hoga Usme Aap ka Aadhar card se Related Apna Information bharna hai.
* 1 pe Aap ko Apna Enrolment No. Bharna hai.
* 2 pe Aap ko Slip pe likha hua Date or Time Type Karna hai.
* 3 pe Aap ko Diya hua Captha Code Bharne ke Baad aap ko Submiit pe Click karna hai.
4. Dosto Ab Aap Ke Saamne Ek or Page Open Hua Hoga Jisme aap ko Decide karna hai ki aap Aadhar Card ko Download karna chahte ho ya Apne mobile no. pe Aadhar card No. ka message Pana Chahte ho. Aap jo bhi karna chahte ho aap uspe click karde.
5. Dosto aap ke samne ek or Page Open hoga usme friends Aap ko Fir Se Aadhar Card Se Related Information fil karna hai.
* 1 pe Aap ko Enrolment No. Fil karna hai.
* 2 or 3pe Friends aap ko Time or Date Fil Karna hai.
* 4pe Apna Full Name Likhna hai.
* 5pe Aap ko Friend Apna Area Code likhna hai.
* 6pe Diya gya Captcha Code 7No. Pe Bharna hai.
* 8 Par Aap ko Mobile No. Bharna hai.
* Uske baad Friends Aap ko 9th No. Vala Get One Time Password Wale Button Pe Click karna hai.
* Fir Friends Jo Aap Ne 8th No. pe Mobile No. Daala Tha Us No. Pe Friends Aap ko Ek OTP Code Aayega us No. Ko Friends 10th No. Pe Fil Karke Validate & Downloads Pe Click karna hai.
Dosto Ab aap ko Download ka Option De Dega Dosto Ab Aap ese Download Kar ke Apna Aadhar Card Dekh sakte hai. Dosto Aagur Aap Ka Aadhar Card Government ke tref se milne me der hoga to friends aap ese Photo State kara kar. Proof Ke Tor Pe Use Kar Sakte ho ese Aap ko Koi Problem Nhi hoga.
Ok Friends Aaj ke Es Post me bs Itna hi Aagur Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem Ho ya Aap ka Koi Question to Please Aap mujhe Comment jarur kare. Or Aagur Aap ko mere ye Post Asch alga ho to Please Mujhe Comment Jarur Kare. Es Post Ko Share jarur kare. Or Hmara Social Media Network Group ko Join Or Like Jarur Kare.
Ye Bhi Padhe.
* How To Check Pan Card Status Online.
* Business Ko Free me Promote Kaise Kare
* Perfect Success Pane ke liye Blog ko Maintain Kaise kare
* Website Ka Search Speed kaise Badhaiye.
* Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye.
* Blogging Se Related Top5 Question & Answer.
* Blog Ka Trafic kaise Badhaye 5killar Tips.
* 4 Mistake Jo Blogger ko Le jata hai Asafalta Ki Or.
* Hacker Se Apna Website Kaise Secure kare.
Aadhar Card ka Status Kaise Check kare.
Reviewed by Rishav Rai
on
August 20, 2017
Rating:
No comments: